forex me loss ki bari waja greed hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear ap ko forex mein greed nahi krna ho gi agr ap is pr saber say kaam krein gay to ap is pr success ho sakty hain ye aik bahut good business hai ap ko is business pr bahut hard working krni ho gi phir ap success ho skty hain agr ap is mein lalach mein parh gai to ap ko bahut loss ho ga is liye starting say hi bachna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear app na thek kah abaz dafa hum ko loss pane greed ka waja sa bhe ho jata hia par agar hum apany greed mai control rakay aur proper currency pair ki analysis ker ka trend ko samaj ty howa trade ker ty raha tu kafe thek raha ga.
      • #18 Collapse

        sahi baat hai dear ap ki mai ap ki baat say totally agree krta hoo dear k humein lalach nahi krna chiye,q k lalach aik aisa bimari hai jo humara sab kuch tabahaa kar deti hai,treading tu risky hai is mein hum log lalach ka soch b nahi skty q k is mein profit k sath sath loss b hota hai,humarai choti c ghlti ki waja say humara loss hoskta hai,isi liye humein chiye k hum log lalch say bachey,
        • #19 Collapse

          g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k is business main agar hum greed karty hain to hum is main loss ko he face karty hain issi liye hamain chaye k hum is main greed ko avid karain.
          • #20 Collapse

            ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
            • #21 Collapse

              Agr analyse kiya jaye to 90% traders ko trading mai loss greed or patience less ho kr trading krnay ki wja say hota hai jb k esa nhi krna chahiye trading 1 art hai or agr achi knowledge or experience k sath trader trading kray ga utna hi acha or positive result trader ko trading say dekhnay ko b milay ga.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                hanji bhi jan forex ma sub sa zda loss ki waja greed ness he hy is s ke waja sa hum logo ko 90% logo ko bohat zada loss hota hy hum ko is sa parhaz krna chaheay
                https://t.me/pump_upp
                • #23 Collapse

                  naeh main is bat se agree nhae ho k forex main loss ki sab se bary waja greed hai .q k fear or lack of knowlege b loss ki aham reasons hai. to kai reasons ho sakty hai forex main loss ki pe hamain forx main lalch balkul nahe karna ho ga
                  • #24 Collapse

                    bilkul forex trading ma greed se bachna chayhe kyu k greed karna se aksar loss hojata ha..trading karte waqt apne emotions ko control karna chayhe ta k loss hone se bach saken..Forex ma daily basis pe learning karna chayhe aur knowledge gain karna chayhe..
                    • #25 Collapse

                      Assaalm u alikum friedn jee haan greed forex k liye bohat dangerous hoti hai kyun k hum trading me greed kerty hain to humein loss ho jata hai or phir hum next time bhi greed kerty hain jis se humein next time bhi loss hi hota hai ek dafa greed ki adat par jaye to mushkil hota hai ise khatam kerna, to greed se startnig se hi bachna chahiye.
                      • #26 Collapse

                        jitnay bhi traders ko loss hota hin woh mukhtalif wajoohat batatay hain lakin un ki tamaam wajoohat main aik cheez same hoti hai woh hai greed jo kay in kki loos ki main wjah ban jati hai isi tarha over trading, lack of knowledge and experience aur greed traders ko khatam kar daity hain.
                        • #27 Collapse

                          Forex main loss ki buhat si reasons hain aur greed sub sey bari reason hy. Greed sey insan apna banaya howa profit bhi zaya kar detay hain. Greed sey insan tension main aa jata hy aur woh every time ziada profit key chakar main rehta hy aur time waste krta rehta hy. Hamain agar regular basis par profit lena hy to greed ko chhorna ho ga.
                          • #28 Collapse

                            Trading key doran greed sub sey bara enemy hy. Jo log trading key doran ziada profit key chakar main greedy ho jatey hain, woh loss uthatey hain. Greed sey khud ko door rakhna hi aap ko success tak ley jati hy. Maximum log aik din main rich banna chahtey hain aur greed sey woh apna account wash karwa letay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Forex trading business mein sab se ziada js waja se loss hota hy wo hy greed aur forex trading business mein greed ki waja se buht ziada loss ho jata hy is liye greed se bach Kar trading karni cahaiye aur greed se hum is tarha hi bach saktay han forex trading ki learning hasil kar k agr learning knewledge experience ho ga tu hum soch samjh kar trading karain gay aur greedy trading nhi karain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X