Teacher

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    i agree with you aesa he ha agr aap achi trha iss busienss ko samjhna or sekhna chaty hain tu aap ko lazmi ik teacher rkhna ho ga ku k wo aap ko achi trha sa guide kr skta ha or uss ka tjrba aap ko kafi kuch sekhny ma help kr skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear trading ki learning krnay k liye teacher ka hona zroori hota hai lakin teacher wohi hona zroori hota hai jisay trading ka acah knowledge or experience ho isi liye kisi b teacher say trading ki learning krnay say phlay us trading teacher ka real account or uski history zroor dekhni chahiye.
       
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        G hum ko har kaam karne k liye kise teacher ki zaroort hoti hy tu forex trading ki learning k liye aik teacher ki kio zarorat nhi hy forex trading aik business hy js ko sekhna parta hy tu forex trading ko kise teacher se koi nhi sekha ja sakta is liye forex trading mein bhi aik teacher ki buht zarorat hy jo forex trading k barye mein knowledge day
        • #19 Collapse

          gee haan bhia forex trading mein teacher se help lana thk hota he aur trader apne teacher se market ke bare mein pore information le skta he aur trader ko agr koi mushkl a jate he to woh phr teacher se solve krwa skta he es trah trading mein teacher acha kridar ada krta he
          • #20 Collapse

            forex may work karny say phly ap kisi teacher say help lay layen agr wo ko is k bary may kuch batye ga tu phr he ap is may in hona warna ap line ko join mat karna kisi or cheez may invest kar lana earning k lye
             
            • #21 Collapse

              beshk insan ki kamyabi k pechy ustad ki bht sari mhnat srf hoi hoti h jis ka insan ko bht fayda hota h insan ak teacher k bghair bi apni mnzil tk phnch jata h lekin ye bht difficult or lamba process hota h . forex m bi bilkul aisa hi hota h
              • #22 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha is business ko karny k liye hmen teacher ki bhi zarorat hoti ha hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kiaa kareen kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain or teacher ki help le kar kam karty hain tu hm success ho skaty hain
                • #23 Collapse

                  han forex ke lye bhi aik teacher ka hona bohat zaruri hota hai phir chahe woh teacher aap ka demo account he kiun na ho is lye agar aap ko forex trading se kamana hai or acha profit kamate rehna chahte hain is market se to aap ko teacher zarur dhondna ho ga .
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir74 پيغام ديکھيے
                    a teacher is always need to learn any thing , har cheez ko seekhnay k leay koi na koi teacher hona zaroori hai ek teacher k begair kaam krna bohat he mushkil hai is leay koi teacher dhoondo jo ap ko forex k baray mai khook kr sb kuch batay
                    my dear brothe main aap ko yahi kehna chahun ga k is pakistan forex forum se behtreen ap k liye koi teacher hi nahi hai kiun k ye aik behtreen platform hai aur is mein aap ko sab kuch seekhny ko mily ga ager aap ko koi problems hein to aap wo bhi apne seniors se share kar sakty hein yahan sab members bohot help karty hein
                    • #25 Collapse

                      Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? G ap ne thek kaha agar ap kuch sekhna chahte hain to teacher zarori hai magar forex main agar ap sekhna chahte hain to teacher find karna easy nahi hai
                      • #26 Collapse

                        very nice ap ne bari hi achibaat ki hae k kisi bhi cheez ko learn karne k liay adi ko kisi ache teacher ki zaroorat hoti hae aur forex trading to business hi aisa hae k is ko learn karne k liay ap ko teacher ki lazmi hi zaroorat parti hae o ap ko trading k us and downs sikhata hae.....
                        • #27 Collapse

                          aap ki baat sahi hai lekin forex main aik proper teacher milna mushkil hai aap ko khud se koshish ziada karna ho gi jab hi ham trading seekh sakte hain
                          • #28 Collapse

                            woh log lucky hain jin key pas koi na koi teacher hy ya koi aisa friend hy jin sey woh forex ki guidelines ley saktey hain. Lekan jin key pas koi nahi hy woh internet sey seekhney ki koshish krain. Internet hi sub sey best teacher hy aur yeh aap ko forex key baray main complete knowledge provide kr sakta hy.
                            • #29 Collapse

                              Han g bilkul teak kaha teacher agar acha mil jay to forex trading k business ko bht achay say kea ja sakta hai Lakin teacher ko follow b karna hota hs
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex ay work karny k lye hamry pass ak techer b hona chiye ju hamen is ki hony wali movemnet ko show kar k dihaye or hamen new new method bate earning ko rise karny k lye ye ap k lye best rahy ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X