loss kb hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dear humain loss bhot si reason ki waja sy hota hai.Forex par big loss ki big reason greedy hai.agar apko ko loss sy bachna hai to kabhi bhi forex par lalach ni karni chahiya.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      loss dear usi waqt hota hai jab trader bagahior daikhay trade lga baithaty hain and wo inexperience hotaay hain and un k pass knowedge nahain hoat ahai.
      • #33 Collapse

        Loss se bachny k lye hum sb se pehly apna demo account banain jis se hamein sb kuch bta dia jae ga kis trah forex mein kam krna hai.jab haum demo account nahi bnain gy to hamari practice nahi hu g jis se loss hu ga
        • #34 Collapse

          Ap k pass jab technial analysis mean chart ka knowledge nahe hota hai support and resistance ka nahe pata hota hai pher he loss hota hai our profit km hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Loss honey ki buhat si reasons hoti hain. Maximum traders ko lack of knowledge ki waja sey loss ho jata hy. Emotional aur greed ki waja sey bhi loss ho jata hy. Small equity key sath big lots laganey sey bhi loss ho jata hy. Short term trading aur aik din main rich banney key chakar main bhi loss ho jata hy.

            اب آن لائن

            Working...
            X