loss kb hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear jab ap forex ko seekh aur smjh k nhn karte os waqt ap ko loss hota hy es mai acha kam karne aur seekhne k liye learning must hy ap b karo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex par loss jab hota hai jab ap bhot zada greedy ho jata hain or forex par stoploss use ni karta iss waja sy apko big loss hojata hai.apko forex par kabhi bhi lalach ni karni chahiya.
       
      • #18 Collapse

        Asalam o alikum bhai ap ny bot acha question kia hy loss hony ki bot si wja han aik to knowledge or experience km hona or dosry lalich karna ye chezn hamy forex trading m kbi b successful ni hony dyti is liay hamy lalich sy bachna chaiy or mahnat krni chaiy
        • #19 Collapse

          dear, loss ko control karna bohat mushkil hai kun k forex ek risky business hai es men humen loss hota hai kun k forex ek business hai so businesses k andar loss or profit to hota he hai so humen loss se ghabrana nhi chaye balkay loss ko cover karna chaye taa k hum acha profit earn kar saken
          • #20 Collapse

            loss bhi ik part of business hai or koi bhi trader ko kay market main earning kay liey kaam karta hai,ussy loss ho sakta hai lekin agar planning kay saath kaam kia jaey to phir earning kay chance barh jaaty hain.
            • #21 Collapse

              Dear brother loss tab hota hai jub trader k pass koi information na ho market ki our market may enter ho ja ik trader is liyeh market may must information first hai again hi market may enter hona chiya agar bina information k ho gay tu loser ho gay
               
              • #22 Collapse

                g han bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn g han bhai jan is man loss tab hota ha jab hum bna sochy samjhy is man kam krty han or yahn se earning krny ke koshis krty han
                • #23 Collapse

                  maraay khiyal ma zeyada lalach nahe karni chae ha jis sy hamay buhat loss hota ha .hamay choti choti trade karni chae ha aur jo profit ho usy withdrawl kar laina chae ha isi ma hamari behtari ha
                   
                  • #24 Collapse

                    loss hme apni ghltiun ki wajha sy e hota hy but ghalitun sy hi insan seekhta b hy agr loss ho b jaey tu hopeless hone ki bjaey hme apni ghaltiun sy seekhna chahey or good trader bnein ki koshish krni chaey.
                    • #25 Collapse

                      trading main loss kay back main own misatkes and weak points hoty hain jo loss ko invite karty hain aur agr in ko trade open karny say pehly hi in factors ko samaj lia jaye to loss ka ratio kafi had tak control and reduce kia ja sakta hay
                      • #26 Collapse

                        Forex trading my loss us time hota hy jab Forex trading my app risk lety ho agr ado Forex trading my risk nahi lo gy to ap koo kabi bi Forex trading my loss nahi ho ga app koo har time acha purify hi mily ga or ap ky ley phr Forex trading my success hona bi easy ho jay ga
                        • #27 Collapse

                          loss us waqy ho ga jab ap ne target se hat kar kaam keya tu nae tu es mai greed ka be masl ahai yani kam amount se zeaday kamam and ak he din mai kamana
                          • #28 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum merey nazdeek to loss ki sab bari wajah humari laluch aur jald bazi hoti hey q key jab be hum forex trading key business ko join kartey hen to pehli do char trades hamesha profit me jati hen us ki wajah ye hoti hey key us time hum koi laluch nahi kartey lakin jab aik do bar profit earn kartey hen to forun rato rat ameer honey ki koshish kartey hen aur loss ho jata hey.
                            • #29 Collapse

                              Hmen is business me loss tb hi hota ha jb hm is business me practice k sath ya is business me lalach k sath kam karty hain tb hi hmen is business me loss hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss se hmeshah bachy or lalach ko khtm kareen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear maray khiyal ma to hamay lalach nahe karni chae ha aur tradinng plannig aur startigy k sth karni chae ha .aur choti choti trade lagani chae ha bara risk nahe lana chae ha to is tarah hum loss sy bach sakty hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X