Morning m ee kam complete krein..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Morning m ee kam complete krein..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shanzy پيغام ديکھيے
    yes aapane bilkul theek kaha Ham sab koshish karte Hain ki mang time hai apna Kam complete karne aur acchi performance haiyogesh morning mein jyadatar trader online hote hain aur hamari ke liye aasan hai ki Ham acchi acchi post share Karen lekin pura din hamare pass time nahin hota aur ham apne kam ko bhi nahin kar sakte morning mein jab aap apne kam ko complete kar lenge to aapke liye next problem Koi nahin hoga morning se agar aapane performance ko acchi karni hai to aap mein subah subah uth ki kam karna hai jab aap apni performance ko achcha karna chahte hain to aapane trading ke liye alag time nikala hai aur Pakistan forex kam ke liye alag time nikalna hai phr jakar aapki trading teak ho ge.
    ji bilkul koshish karenge marne ke bhakti apna Kam complete karne ki koshish karen agar aap marne ke bad apna Kam complete karne ki koshish karenge to aapko achcha se achcha profit aaega aur acche se acche profit se aap apne device file save kar sakte hain aur ab aap ek good way ke sath apni life ji sakte hain SO aapko koshish Karni chahie ke hard work ke sath achcha se achcha work Karen thank you
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Morning m ee kam complete krein..

      G dear forex member apne bilkul theik kaha hain keh humey morning mein hi kaam complete krna chahiye jitna hum morning mein hum kaam start krey gey utna humey faida hosahkta hain kiuke eik tu jaldi hum kaam krley gey second humey zyaada maza aey ga jb hum fresh mind se kaam krey gey eis trah humari learning bi increase hogei
      • #18 Collapse

        Re: Morning m ee kam complete krein..

        assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun FIR ek bar humse achcha profit hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge main aap sabhi bhaiyon ki ek baat share karna chahta hun market mein Hi Kam complete karna chahie jab Ham apna work complete kar lete hain to Ham forex forum se jyada se jyada profit hasil karte Hain vah Jo kam relax mind ke sath hota hai vah kaun Sara din mein nahin hota kyunki pure din mein hamen thakan bhi hoti hai aur hamen dusre kam bhi hote hain jiski vajah se Ham achcha work bhi nahin kar paate to hamen jyada se jyada achcha work karna chahie thank you so much forex members
        • #19 Collapse

          Re: Morning m ee kam complete krein..

          Aoa
          Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur acha kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear agar ham morning maionkam ko complete karain gay to ham ko ziada faida ho ga aur ham ko ziada thanks bhi milain gay is liye ham ko subah hi jaldi kam koo0 complete karna chhahiye aur best kam ko karna chiaye aur daily kam ko pora karna chaiey to tb hi ham ko acha profit hasil kar saktay hain aur good earning kar saktay ahin aru achay trader ban saktay hain.......................
          • #20 Collapse

            Re: Morning m ee kam complete krein..

            yes dear forex member aapane bilkul acchi baat share ki hai agar Ham forex form mein early morning kam karenge to Ham use bahut achcha benefit hasil kar sakte hain kyunki Ham fresh mind and fresh mood hote hain isliye Ham apna time invest karke yahan per bahut acchi earning hasil kar sakte hain aur profit asal karke apne living standard ko improve kar sakte hain
            Agar Meri Posts Achi Lageen tu THANKS Please
            • #21 Collapse

              Re: Morning m ee kam complete krein..

              Mere Khyal Mein yah Jaruri nahin hai ki Ham apni post upload Subah ya morning mein hi complete karne balke mein ya FIR comment karna Chahunga Jis time Marji post upload Karen lekin post upload karne ke liye Hamen ek time fix kar lena chahie use time ke andar andar Hamari Tamam post upload Ho Jaani chahie Taki bad mein aane wali pareshani se Ham bache sake Agar time management Nahin Karenge to yah Hamare Liye Hi nuksan Ka 22 Banega so please try to be punctual in Forex work
              • #22 Collapse

                Re: Morning m ee kam complete krein..

                Assalamu Alaikum ji bilkul aapane theek hai kya main Forex per morning mein Apna Kam complete karna chahie Kyunki Ham morning mein main fresh Hote Hain vah Hamara mind fresh Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham Hamesha morning daytime Forex per kam Karen aur Hamesha morning ki time hi is per trading Karen Kyunki use Waqt Hamara mind fresh Hota Hai Hai To Hamen tab Koi tension Nahin Hoti Is Tarah Se Ham galat rate kabhi bhi nahin Karenge aur Hamesha se fayda Utha ayenge isiliye trading ke liye morning ka Waqt bahut hi best hai
                https://t.me/pump_upp
                • #23 Collapse

                  Re: Morning m ee kam complete krein..

                  Assalamu alaikum dear friends ham jante Hain ki morning time hamara main bilkul fresh hota hai jisse se hamari post acchi dant hote Hain ham koshish Karna chahie ki ham apni post morning time complete kar le aur Baki ka time trade mein invest karte Hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Morning m ee kam complete krein..

                    Forex mein jb b hm morning mein work krte hein to hamein bot ziyada acha bonus milta ha kion k morning time Janat mind fresh hota ha or jb b hm fresh mind k sth work krte hein to hamein bot he acha bonus milta ha kion k morning time work krne se hamara work quality work hota ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Morning m ee kam complete krein..

                      Assalam_O_Alaikum!!
                      Dear Forex Members, Umeed karta hon ap sab khairiyat sy hon gy ar forex sy ziada sy ziada faida utha rhy hon gy. Dear members hmen chaiye k hum apna kaam morning men hi cmplt kr len ta.k din mn baqi kaam kr sken ar hmara forex wala kaam reh na jay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Morning m ee kam complete krein..

                        Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me trading k lye apko bonus ki zaroorat hooti hai. Or bonus apko posting karney se milna hoota hai. Is lye agr ap sobah sobah he work kar lee to yeh baht he acha hai. Q keh ik to sobah sobah ap freelsh hootey hain or work bhe jaldi jaldi hoota hai. Or is tarha agr ap sobah he wprk kar leetey hain to pjr ap sara din tention freee rehtey hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Morning m ee kam complete krein..

                          Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko morning time hi apna target complete krna chaiy agar aap morning time mein apana target pora Kar latay hai tu aap Acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai aap ko morning time zayida achi quality wali post kar sakay gay uss time aap ko Kaam Karna bi Acha lgay ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Morning m ee kam complete krein..

                            sahi kaha hy apny, hamien marning mian hi work complete kar lena chaye kun ky secong time hamien shayed time na mily ya ham khud na kar sakien isl ye hamein marning mian hi work ko complete kar lena chaye bad main bhi easiy hojana chaye so hamein is mianmeahtn karnyc ahey aur pehr himatky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziad aifada bhi sahotka hy aur pehr ik bahut hi achy earning bhi kama skaty hn ager ham sahi sahi work kairen to pher kafi ziada ifada bhi ashotk ahy
                            • #29 Collapse

                              Re: Morning m ee kam complete krein..

                              ji han dear friend koshish karen ke Marne time hi apne work ki limit ko Ham complete kar le kyon ke Marne time hamara mind fresh hota hai aur fresh mind ke sath hamen work karna chahie jitna jyada hamara fresh mind hoga hamen kamyabi bhi itni hi jyada mil sakti hai isliye koshish karen ke hamesha fresh mind ke sath hi work Karen kyunki fresh mind achcha work karne ke bellati rakhta hai Ham apne fresh mint ke sath bahut achcha work kar sakte hain aur usse bahut acchi kamyabi hamen mil sakti hai isliye Marne time hi hamen apne Sara work ko complete kar lena chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Morning m ee kam complete krein..

                                Assalam o alaikum dear friend ummid karta hun kya sab khairiyat se hongeJo member is business mein apni posting ke limit ko complete kerty hain Wo member is business mein Acha bones hasil ker sakty hain or jo member is business mein achi or ala quality ke post create kerty hain Wo member is business mein Acha bones hasil ker sakty hain or is se achi trading b ker sakty hain or is se acha profit b hasil ker sakty hain or is se achi earining b hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is se achi life b spand ker sakty hain or is se hmean boht zayda faida hota hyHam Jyada Se Jyada acchi tarike se posting ki quality ko best bana sakte hain aur ismein mistakes ko bhi cover kar sakte hain Tumhen Tumhen Sathiyon se kahunga Kyon morning Mein Apne work complete karne ki koshish karen aur Kamyab Businessman bane shukriya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X