Emotions ko door rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko door rakhain
    Forex mn emotions ka koi role nahi agr ap emotional mind rakhte hain tu trading sy door rahain kiun k forex mn humein aisy decision leny party hain jis mn active mind hona zaroori hy agr ap emotional hn gy tu ap ka apne work per focus nahi ho ga aur ap right time Right decision nahi len gy jis ka apko nuqsan ho skta hy.agr ap kisi din acha feel nahi kr rahe to trading sy avoid kren otherwise agr ap emotions aur trading ak sath carry kren gy tu apko nuqsan ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko door rakhain

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Forex trading main trade Lagane ke bad jaj Baat per control Rakhna bhi hamari ek kamyabi Hai isi Tarah Se Ham overtrading se bajate hain aur Hamara account saaf Hota Hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen.
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko door rakhain

      g han hamain apny emotion ko control main rakh k kam karna ho ga t b hi hum achi trade karni ho gi aur forum main enter hony say pahly is k rules ko follow kar k hi hum sucess ho sakty hain aur forum main knowldge k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum achy say trade kar skty hain aur forum main trnd ko use kar k hi hum achi trade kary k kabil ho sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko door rakhain

        G haan billkul forex trading ma hamin apna emotions pr control kr ka kam krna chahia hamin chahia bohat hi soch smuj kr sabar sa trading kran or jald bazi billkul bi nhi kran keon ka forex trading ma jald bazi loss ki sb sa bari wajah hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko door rakhain

          Forex mein hamen fresh aur active mind ke sath trading karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karne chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se forex mein hum loss se bhi bach sakte hain lekin forex mein hamen apne emotional mind ke sath trading nahin karni chahie jisse forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko door rakhain

            Forex business mein kabhi bhi emotional nahin hona cahaiye forex mein apne emotions ko control rakhna hota hai aur forex mein kabhi bhi emotional ho kar trading nahin karni cahaiye agr hum forex mein emotional ho kar trading kartay han tu is se koi mistake kartay han aur buht ziada loss ho sakta hai jo log apne emotions ko control nahin rakh saktay woh forex mein kaamyaab nahin ho saktay
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko door rakhain

              G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagn AP ko accha trader banati Hy r ek accha trade krny ka moqa Mily AP ki Kamyab trade acchi Earning ki zamanat hoti hy
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko door rakhain

                Forex mn feelings ka koi position nahi agr ap emotional idea rakhte hain tu buying and selling sy door rahain kiun ok foreign exchange mn humein aisy selection leny celebration hain jis mn lively thinking hona zaroori hy agr ap emotional hn gy tu ap ka apne work per focal point nahi ho ga aur ap proper time Right selection nahi len gy jis ka apko nuqsan ho skta hy.agr ap kisi din acha sense nahi kr rahe to buying and selling sy keep away from kren in any other case agr ap feelings aur buying and selling ak sath elevate kren gy tu apko nuqsan ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko door rakhain

                  emotions mein ham loss karte hain is liye agar ham ne is mein kameyab hona hai to ham ne mehnat se earn karna hai agar ham mehnat se kaam karna hai to hmain knowledge chahiye jab tak hmain knowledge nahi ho ga ham kaam nahi kar sakte hain hmain loss ho ga is liye loss agar nahi karna to moving average use karian aur money managtemet follow karian
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko door rakhain

                    Ji han bilkul main aapki baat agri Karta Hun Ki Forex form ya Kisi bhi Business mein motion ka koi Kam Nahin hota hai isliye kam karte ho Yad rakhen emotions Kabhi Nahin hone chahie Kyunki martians Business mein Hona Ek bahut bada loss hota hai isliye ine chijon ko Dur Rakhe tha ki aap log Apne Bina Sar trading co Kamyab Na Sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko door rakhain

                      Bilkul forex me emotions aur success ek dusre ka opposite hen success hasil karne k lie ap ko emotions se door hona parta he kiun k ye apki kamyabi ko effect karne k saath saath apke mind ko bhi distract karte hen mind jitna clear hota he ap k work me utni clearity ati he agar ap ka forex me bura waqt he aur ap Jo bhi stand lete hen yani ap trading me busy hone k bawajud bhi apne loss ko cover nahi Kar pa rahe hen to thori der k lie relax ho jayen aur forex ko kuch der k lie chor den apni stress ko Kam karen apne emotions ko control me layen kisi aur healthy activity ko start Karen to ap come back acha Kar sakte hen
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ko door rakhain

                        Assalmau Aliakaum my dear bhai jan main ap se sehmat hn forex aik bahut he acha business hae is main jo bhe log sahe trah se success hasil karte hain wo he to is main kamayb bhe ho he jate hain or is tarah se he to wo is main kamayb bhe ho he jate hain to bas tamam logon ko cahiye ke wo is amin dil se ache tarah se successs hasil karne ke liye is main kam karen take wo is main se kuch na kuch hasil bhe kar saken or is amin wo kamayb bhe ho saken yeh sab se acha business to is main kabhe bhe kisi ko emotional nhe hona cahiye balke sab ko is main sahe tarah se ache tarah se is main kam karna ho ga take tamam ke tamam is main success gain kar saken or is amin kuch hasil kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions ko door rakhain

                          Assalam walekum ji bilkul hamen apne emotions ko dur rehkar kar kam karna chahie agar Ham aisa karenge to yahan sahi sahi Pakistan forex per trading kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ko door rakhain

                            Dear friends commercial enterprise mein emotion se change ko open kerty hain Wo member is enterprise mein Acha income hasil nhe ker sakty hain or jo member is commercial enterprise mein understanding or ride ke sath buying and selling kerty hain Wo member is enterprise mein Acha earnings hasil ker sakty hain or is se achi earining b hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is se achi existence b spand ker sakty hain or is se hmean boht zayda faida hota hy or jo member is commercial enterprise mein mhnet se kam kerty hain Wo member is enterprise mein Acha income hasil ker sakty hain or is se hmean boht zayda faida hota hy kamyabi hasil kerny ke ly hmean is enterprise mein mhnet se kam kerty hain Wo member is enterprise mein Acha income hasil ker sakty hain or is se hmean boht zayda faida hota hy agr ham emotions ky sath kam kry gy tu ham kbhi bhe kamyab nhe ho skty hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions ko door rakhain

                              Asslamao Alikum dear members main Aapki baat se agree hon hme emotions ko door rkhna ho ga q k hm jld bazi main Aa kr glt fesle kr lete hain or Pakistan forex forum ek easa business hai jisko soch smjh kr krna hai sbr se kaam lena hai hme hmre emotions ko apne work se door rkhna hai jld bazi or gusse main hm glt fesla bhe le lete hain or jis se hme business main loss Aa skta hai jis se hme nuksaan ho ga hme Pakistan forex forum main dil lga kr kaam krna chaye hme emotional nahi hona chaye or na jldbazi Main kaam krna chaye hme sbr se kaam lena ho ga tb ja hme kaamyabi mile gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X