copy trade karny par brosa nai rakhna chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: copy trade karny par brosa nai rakhna chahye?

    Assalamu Alaikum Amir karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge ji bheja Naam Ne bilkul theek kaha hai ke Kafi trade per Bharosa karna bilkul bhi fayda nahin Hoga Agar Ham copytrade Karte Hain To hamen nuksan bhi ho sakta hai Kyunki Jab Ham dusron ki train Lagi Hui dekhte hain yah dusron ke sath baithkar trade Lagate Hain Agar Unki entry galat Hoti Hai To hamen bhi loss ho jaega aur unko bhi isliye Hamen copy trade Nahin Karni chahie aur Hamen Khud analyse Karke trade Karni chahie tha ki Hamen profit Chalo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: copy trade karny par brosa nai rakhna chahye?

      Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun ki aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein forex mein kabhi bhi copy trading per lekin na Karen khud se trading Karen agar Ham khud se training karenge tabhi Ham kamyab honge isiliye hamesha acche se kam Karen aur apne kam ko importance de
      • #18 Collapse

        Re: copy trade karny par brosa nai rakhna chahye?

        kisi ki trade ko copy karna kaya hota ha farz karen 1 banda apny acount par trading kar raha ha agar ap us ki trade ko copy karen ga to ap ka acount us acount ka mutabik work kar raha hota ha to ap is main kuch bhe nhe kar sakty han ab us ko profit milt ato ap ko bhe profit he ho ga agar woh loss karta ha to ap ko bhe is main loss he hota ha to ye bahut he riski hota ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: copy trade karny par brosa nai rakhna chahye?

          Hello friends hopes all will be happy and fine jesa keh ap shb logo ko ilm hoga keh forex trading pr kam krna ky kuch rules hein agr ap log woh rules follow nh krty tu ap logo ka account ban bhe ho skta hai aur agr account ban bhe naw ho tu mgr ap ko kam bonus bhe milta hai aur jesa keh keh thread mein copyright post ki bat ki gaye hai tu ka nuksan yeh hai keh ap ki post pr copyright hona ki waja sy ap ki posts delete ho kati hai delete hona ki waja sy ap ki posts ki quantity kam ho jati hai jis sy ap logo ko acha bonus nh mil skta agr ap log acha bonus hasil krna chahty hein tu ap ko copyright sy bachna chahye khud sy mehnat karein aur acha profit hasil karein

          اب آن لائن

          Working...
          X