Withdraw ka time select kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdraw ka time select kerna chahiye
    Forex trading say jub profit ho jata hay to uc kay profit ko withdraw kernay kay liye ake he time rakh layna chahiye. Withdraw ake to hamesha working day may kerna chahiye. Dusra withdraw subha 9 bajay say 11 bajay tuk ker layna chahiye. Pher wo uci din kuxh ghantoo may aa bi jata hay. Her trader ko ic say rule ko follow kerna chahiye takay withdraw time say ajaya karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

    Withdraw ka time select karna chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko withdraw uss time krwni chaiy jab aap ka koi trade nahi lgay ho agar aap ka trade lagay gay tu sath withdraw krwtay hai tu aap ka account wash ho sakta hai iss Lia aap ko withdraw ka time select karna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Forex trading say jub profit ho jata hay to uc kay profit ko withdraw kernay kay liye ake he time rakh layna chahiye. Withdraw ake to hamesha working day may kerna chahiye. Dusra withdraw subha 9 bajay say 11 bajay tuk ker layna chahiye. Pher wo uci din kuxh ghantoo may aa bi jata hay. Her trader ko ic say rule ko follow kerna chahiye takay withdraw time say ajaya karay.
      Dear Sir aapki baat bilkul theek hai ki hamen harwaqt har Kam apne rules ke mutabik karna chahie aur kabhi bhi rules se voilate nahin karna chahie so har waqt har chij ko apni hi jagah per select karna aur isliye sets ko fix karna jis is rules so hamen kabhi bhi isase ulte Kam nahin karna chahie kyunki trading risk wala kam hai aur ye Tamam chijen pahle se fix karni chahie.
      Last edited by ; 01-07-2020, 09:13 AM.
      مرشد
      • #4 Collapse

        Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

        dear instaforex mein withdrawal ka jo time in hone rakha hua hai vah subah 9:00 baje se lekar sham ke 5:00 baje tak aap withdrawal le sakte ho instaforex mein withdrawal bahut hi kam time mein aa jaati hai agar aap withdrawal karte ho to aapko 1 ghante mein withdrawal mil jaati hai bus hamen rules ko follow karna hoga aur acche tarike se kam karna hoga jitni jyada mehnat karke kam karenge aur Forex ke kam ko samajh karke karenge utna hi achcha benefit hamen hoga aur ham daily basis per withdrawal bhi le sakte hain bus kam karke hi aur Puri mehnat aur imandari Ke sath kam karke hi kamyabi hasil ki ja sakti hai acche tarike se kam Karen aur professional trader ban karke kam Karen aur jyada se jyada benefits Forex se hasil
        • #5 Collapse

          Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

          nhi with draw too ap iss mein kisi bi wakt ker sakty hein dear member iss mein apko apna profit jitna bhi ho fotri wihdraw kerwa lena chahiy kue keh ham nuy ager fori withdraw na kiya to hmara account safe nhi rhy ga means key los hony per hmara progit bhi waste ho sakta hy iss liy hamin withdraw key liy koi time chose ker lena chahiy.
          • #6 Collapse

            Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

            Dear brother Aapki baat bilkul drust hai Har kam ki K Kuchh asool hote hain ISI Tarah Agar aapane Forex trading Mein profit jo hai agr us ko withdrawal karna hai to aapko time aur date ka hisab Rakhna chahie date matlab ke working day m withdraw krna chahiay. Saturday or Sunday ke alava aap Kisi bhi working day ke andar 9 se 11 K drMian apni withdrawal laga sakte hain. Aapka draw process Hai vah Kuchh hi ghante Mein complete ho jaega aur aapki payment Usi Din Aapke jazzcash account Mein a Jayegi.
            ​Forex is the Best Business of the world!
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Withdraw ka time select kerna chahiye

              Dear freinds Forex trading say jub profit ho jata hay to uc kay profit ko withdraw kernay kay liye ake he time rakh layna chahiye. Withdraw ake to hamesha working day may kerna chahiye. Dusra withdraw subha 9 bajay say 11 bajay tuk ker layna chahiye. Pher wo uci din kuxh ghantoo may aa bi jata hay. Her trader ko ic say rule ko follow kerna chahiye takay withdraw time say ajaya karay. Isliye bhot sich smjh kar har qadm uthya jay qk thiri c b galti kothaii yn jldbazi hmara nuksan krskti hai isliye carefull ho kar kam krma chye.

              اب آن لائن

              Working...
              X