forex me loss ke baad mayoosi nahi honi chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bilkul dear hume loss hone k baad mayos nai hona chaiye, kiw k jab hum loss hote hai or mayoss ho jate hai tou hum emotion mein a ker bohat he galtia kerte hai , or apna tamam account loss mein ley jate hai , loss k baad hume trading close ker deni chaiye tab he ja ker hum next day better trading ker sakte hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss k waqt kabhi bhi mayoos nahi hona chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha or is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha loss se hmen is business me acha experince b hasil ho jata ha asani se
      • #18 Collapse

        My dear friend g bikul hamko loss ka uper sad hona chahiya keo ka iss ma hamrai hee ghlati hai i think that,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
        • #19 Collapse

          Loss sey disappoint honey sey kamyabi nahi milti. Hamain loss ko accept krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss howa ho, un ko control krna chaheye. Isi tarah hum forex main kamyab ho saktey hain aur is sey acha profit bana saktey hain. Loss aap ko buhat kuch teach karta hy.
          • #20 Collapse

            ji han forex me loss ky mayous nhi hona chaye agr aap mayous hon gy to ap mzeed loss kr dyn gy. so frish mind ky sath forex me trading krni chaye soch smh kr . agr koi loss hota hai to us mistake ko learn krna chey mayous nhi hona chyeye.
            • #21 Collapse

              gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay is may student kay leay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
              • #22 Collapse

                ji hann meinn ap sab ki bat se itifaq arta hn k jistarhn har kam meinn proft or los hota hai usii tarhn Forx k kam mein bhi faida or nuqsan hotta hai lihaza humin chaey k loss hony per Mayos nahi hona chaey baly losss hony k bass orr bhii Ehtiyat k sath kam kar k ek Kamiyab treadr ban sakte hein
                • #23 Collapse

                  Jo loss sey ghabrata hy use ziada loss hota hy. Hmain loss ko accept kr key agey barhna hy aur jin mistakes ki waja sey loss howa hy un ko control krna hy. Maximum traders apni ghaltiyon ko nahi mantey aur forex market ko blame krtey hain. Yeh saheeh nahi hy. Jab hum apni mistakes ko man lain gey, tab sey hum kamyabi ki taraf gamzan ho jayen gey.
                  • #24 Collapse

                    yes brother dissappointment to ye hy na k bikul b ni honi chahiye apko ...
                    ku k agr ap mayooos ho jao gy to aagy ni bah paao gy meri jan problm ye hy .
                    • #25 Collapse

                      yes dear ap ki baat sahi mayoosi ap ko kabhi b success k qareeb nahi ley ja sakti hai is liye kabhi b himatr na harey or mehnat krein just forex learn krein jb ap forex sekh jao gey to ap asaani se earn b kr pao gey
                      • #26 Collapse

                        g han bilkul forex me agar app ko kabi b loss ho jata hay to mayoos nahi hona chaye app ko esi loss reason me app learning kar sakty ho
                        • #27 Collapse

                          forex tarding ke business mi loss tu her tarder ko kisi na kisi point per hota he ha is ly mayosi ke bajay ye koshish ki jay ke apni galtioon per control kia jay ke jis ki waja se is business mi tarder ko loss howa ha and is ke elawa is business ko koi achi trading system apna ya jay ke jis se is business mi faid and profit hasil ho.
                           
                          • #28 Collapse

                            Aik trader ko kabhi bhi loss ki waja se disppoint nahi hona chahiye, loss to forex trading ka aik hisa ha and har trader ko loss hota ha lekin ap ko loss se kuch seekhna chahiye and carefully loss ko recover karnay ki attempt karni chahiye.
                            • #29 Collapse

                              G ha nap pne sahi kaha ha hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt sbr se kam liaa kareen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading aik online business hay aur loss to business main ho he jata hay ager forex main b loss ho jay to humain mayoos ni hona chahie aur apni mistake ko search kerna chahie jis ki wjah se loss howa ho ager future main wo mistake ni kerni chahie aur pehle se b ziada ache treeqe se trading ko jari rekhna chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X