kis tarha loss sa bachen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji loss sy bachany ka koi tareeka nai hai bus app ko apni skills sahi trhan sy improve krty rehna chaheay loss hamesah sath sath hai ................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agar main apni bat karun to jb bhi mujhe loss hota ha to meri apni mistake ki wjah se hota ha, asay time py trading na karen jb ap ka dehan kisi aur chez ma ho...r jo b ho greed se bachen
      • #18 Collapse

        nai bhai agar aap ko loss ho chuka ho to aap phe loss se bach nhi sktay ho, kyun kay loss hamesha ghalti se hota hai or ghalti ap ker chuke ho, is lye , han agar aap trading ke rahay ho or tab loss se bachna chahtay ho , to os kay lye maximum learning or experice hasil kro, tab ap mistakes kam se kam kro ge, or is se loss bhi kam hoga
        • #19 Collapse

          well my dear friend, ager humein loss ho gaya hai tou humein apnay loss ko recover karnay kay leay again positive trading karna hoti hai aur ager humein losses face karna par raha hou tou humein losses honay kay reason ko identify kar kay uss pey working karna chaheay ta kay hum losses say safe reh sakain...
          • #20 Collapse

            bhai jab loss ho raha ho tou hum forex ka signals kay motaba hi buy ya sell kay orders ko open karna chahiye agar aap kay pass good information hay forex ki market ki aur aap market ko analysis bhi kartay reahtay hain tou aap ko pata ho ga kay kis din market ka kia rejahn tha us kay motab hi trad karein to loss sa bach saktay hain.
            • #21 Collapse

              Dear forex trading mai trader ko loss b kafi hota hai or loss b lakin trader apni knowledge or skills ki base pr loss say btchnay ki koshish kr skta hai.or agr trader achay or secure money management k sath trading kray to yakeenan loss say btch skta hai or apnay account ko wash honay say btcha skta hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                loss se bachna bohat he assan ho hai aur ap ko kabi be loss nahe ho ga 200 tak balance hai tu volume 0.05 ka he use karo zeaday nahe aur agar es mai los sho tu cross order laga do
                • #23 Collapse

                  w/salam forex trading business ma agar loss ho jai to aksar log forex ko hi bura bhala kahna shoro ho jata han ya phir ye kam hi choor daita han jo ka bilkul ghalat ha ka is ma is business ka qasoor nahi hota balka apki knowledge aur ghaltion ka qasoor hota ha ka knowledge kam hoti ha aur experience bhi bohat kam hota ha. loss sa bachna ka lia apni ghaltion par nazar dalni chahia aur ainda ka lia ghaltion sa bachna chahia.
                  • #24 Collapse

                    Forex trading min weise to loss bhi aik hisa he es business ka es business min jeise jeise hum kafi bari earning k lei ate hin to humin kafi bari earning bhi mil sakti he magar hum es business min lagatar work kar k kafi bari earning time guzar kar hasil kar sakte hin.
                    • #25 Collapse

                      You do not need to exclude the loss factor, so yeah, I'm his brother, however, you can use this as a loss factor, profit and loss, if the company is part of any business, try to answer that there is a need to consider the following factor minimize
                      • #26 Collapse

                        Is business me hmen loss se bachna ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me demo account me daily practice kareen or is business ka experince har jagah se hasil kareen tb hi hm is business me loss se bach k achi earning kar sakty hain is business me
                        • #27 Collapse

                          friend loss say bachny ky liye hamy chahiye kai ham forex trading say pehly planning kary aor es ke elawa ziyada learning kary forex ky bary me aor trading practice kary
                          • #28 Collapse

                            bhai ager aap yeh cahtay hian keh aap forex trading k business mein save rahain aur aap k is business mein loss na ho tu is k liya acha hai keh aap forex trading mein demo account pay practice kerain ta keh aap experience gain ker sakain aur zayada say zayada profit earn ker sakain.
                            • #29 Collapse

                              mere khiyal main ap ko loss se bachney kiliye ap ko experience or knowledge ki zarrorat hoti hai ap forex main achi tarha se learning kro or mere khiyal main ap forex main lalalch boht kamkiya kren to mere khiyal main ap trading boht save tariqe se ker sktey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                mere khiyal main to loss se bachna mushkil b aor bohat asan b q k agr ap mehnat krty ho aor pichly ghaltiuo se sabaq hasil krty ho to ye bohat munafy ka karobar he aor losses b kam hongy aor agar ap mistakes ko repeat krty rahogy to losses krna ap ka muqaddar ban jayega.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X