Lot size kitni honi chahyie...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size kitni honi chahyie...
    Hello member is bare mein thodi si information koshish karen ki lot size Kitni honi chahie agar aap ka balance 150 dollars hai to aap ki lot size kya hone chahie jisse aap acchi earning bhi kar sakte ho aur Agar aapko vahan loss hota hai aur aapki trade negative Jaati hai to zyada loss Bhi Na Ho aur Agar Hamara account balance to $50 se upar Hai To to tab Hamari lot size kya hone chahie jisse Ham acche se aur Jyada earning kar Saken Agar Kisi member ko Iske bare mein ful aur acchi information hai aur experience hai to please vah Apne experience share Karen Taki Aane Wale members ke liye yah Baat clear Ho Jaaye Ke Kitne balance per Kitni lot size rakhni Hogi aur kitne balance per Ham trading ko start kar sakte hain Kyunki abhi Kafi Sare naye member Aaye Hain Forex per Jin ki is bar pahli trading Hogi

    :1f627: T H A N K S :1f61f:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size kitni honi chahyie...

    Lot size account balance k hisab sy honi chy koshish kren k minimum 0.01 hi rkhen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    Last edited by ; 22-06-2020, 05:55 PM.
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Lot size kitni honi chahyie...

      lot size apny account k hisab sy lgana chahiye hamen.. jitna hmara account size ho ga ham lot size utna hi rakhty hen takeh hmara account wash hony sy bach sky.. is liye koshish kren k apny accounylt k size ko samny rakhty howy lot size select kren.. lalach nhe krni chahiye..
      • #4 Collapse

        Re: Lot size kitni honi chahyie...

        Me ne Sab dosto ko Kai baar bataya hai keh lot size hamesha apne mojoda balance aor bonus ke mutabiq set karni chahiey is ka hame faida bhi hota hai aor nuqsaan bhi is liey ziada lalach nahinkarni chahiey aor lot ko normal hi rakhna chahiey.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size kitni honi chahyie...

          Dear lot size minimum he use krne chahie jitna bhe balance aapke pass ho aapko lot size minimum use kr ke trading krne hogie kyunki forex ek risky business bhe hai jis mein ager aap jiyadeh lot size rakh kr trading kroge to aapko sirf loss he hoga lot size hamesha small rakh kr trading karen chaye aapke pass kitna bhe capital ho forex mein kabhe bhe risk na liya karen risk ko minimum rakh kr kam karen jitna behtar aur accha aap kam karenge aapko fayda bhe utna he hoga forex trading mein soch samjh kr kam krna hoga aur market ko bhe dekhna hoga iske trend ko bhe follow krna hoga forex mein galiti ki koie gunjaish nahe hai sabr ke sath kam krna hoga aur mind fresh ho kr kam krna chahie risk kabhe bhe na lain soch samjh kr ke kam karen aur hemsha small lot size use karen tabhe forex se koie trader accha profit earn kr payega
          • #6 Collapse

            Re: Lot size kitni honi chahyie...

            Dear friends100$ par 0.01 lo lot best hain iqs ky elwa agr ham expert trader hain to ham dollar ky sath sath apni lot ko be bara sakty hain or acha profti hasil kar saktyy hain forex main kamyab hony kyu litye acha kam karna zarori hain agr ham is main forex sy hat is main fazol or ghyari kam kary karty hain to ham kamyab nahi ho sakty hain or na acha bonsu hasil kar sakty hai isliye hum chye j mahnat sy harwork karyn or kamyabiii hasil kry inshallah sucessfull hojayn gy.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size kitni honi chahyie...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
              Hello member is bare mein thodi si information koshish karen ki lot size Kitni honi chahie agar aap ka balance 150 dollars hai to aap ki lot size kya hone chahie jisse aap acchi earning bhi kar sakte ho aur Agar aapko vahan loss hota hai aur aapki trade negative Jaati hai to zyada loss Bhi Na Ho aur Agar Hamara account balance to $50 se upar Hai To to tab Hamari lot size kya hone chahie jisse Ham acche se aur Jyada earning kar Saken Agar Kisi member ko Iske bare mein ful aur acchi information hai aur experience hai to please vah Apne experience share Karen Taki Aane Wale members ke liye yah Baat clear Ho Jaaye Ke Kitne balance per Kitni lot size rakhni Hogi aur kitne balance per Ham trading ko start kar sakte hain Kyunki abhi Kafi Sare naye member Aaye Hain Forex per Jin ki is bar pahli trading Hogi

              :1f627: T H A N K S :1f61f:
              Forex per aap lot size kbhi ziyada na lagao phle apne balance ka khayal rakhna chahye forex per lot leverage ki sath hota hai jb agr balance ziyada ho to aap ziyada lot laga sakte hai agr balanc kam hai to kam lot lagai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size kitni honi chahyie...

                Dear aap ne bht acha sawal pocha hy lot ki selection se risk ki involvement increase ya decrease hoti hy agr aap small lot use krty hein tu apko kam loss hony k chances hoty hein agr profit ho jaye tu wo apki kamyabi hy lekin 100$ pe 0.01 ki lot use krni chahiye is se ziada lot use krny ka mtkb apna big loss krny jaisa hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size kitni honi chahyie...

                  Lot size apne account size k hisaab sy lagaen aur kabhi bhi unnecessary risk na len forex mn kamyabi k lye money management buht hi zyada important hy agr hum good trading k rules and regulations ko follow nahi krte hain tu hum kabhi kamyab nahii ho skte hanesha trade take profit aur stop loss laga kr open kren kiun k market ki situation kabhi bhi change ho skti hy aur ap pershani face kr sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size kitni honi chahyie...

                    Lot size ko samajhne ke liye aapko Apne account ke credit ke mutabik karna hoga Agar aapke account mein credit Achcha hai to aapko lot size acchi Lagani chahie lekin Agar aapke account mein credit balance low hai to aapko low lot size use karne chahie Aur Agar aapko money management Ka Tarika Nahin Aata to aapko chahie ki aap Youtube Aur Google per Forex ka knowledge Aasan Karen aur vahan se Aap Jo Bhi knowledge Hasil Karen vah demo account per practis Karen demo account per aapko Pata chalega ki aapane Apne account ke mutabik lot size Kitni use kar sakte hain

                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size kitni honi chahyie...

                      Bahut important sawal Kiya hai aapane agar hamara account bahut jyada bada hai hi to Ham lot size bhi zaida rakhney Agar hamara account bahut chhota hai to Ham lot size bhi bahut chhota rakhen kyunki jitna hamara account hoga utna hi humne lot size rakhna hai Agar hamara account chhota wala lot size Bada rakhtey to hamara account jab trade karty hny tu humera boht zaida loss bhe ho skta Hy or boht zaida profit bhe tu is lye humeny chayeh k hum zaida sy zaida koshish Kary k hum apny account k balance k motabiq lot size rakhney ..
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size kitni honi chahyie...

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
                        Hello member is bare mein thodi si information koshish karen ki lot size Kitni honi chahie agar aap ka balance 150 dollars hai to aap ki lot size kya hone chahie jisse aap acchi earning bhi kar sakte ho aur Agar aapko vahan loss hota hai aur aapki trade negative Jaati hai to zyada loss Bhi Na Ho aur Agar Hamara account balance to $50 se upar Hai To to tab Hamari lot size kya hone chahie jisse Ham acche se aur Jyada earning kar Saken Agar Kisi member ko Iske bare mein ful aur acchi information hai aur experience hai to please vah Apne experience share Karen Taki Aane Wale members ke liye yah Baat clear Ho Jaaye Ke Kitne balance per Kitni lot size rakhni Hogi aur kitne balance per Ham trading ko start kar sakte hain Kyunki abhi Kafi Sare naye member Aaye Hain Forex per Jin ki is bar pahli trading Hogi

                        :1f627: T H A N K S :1f61f:
                        Dear forex member lot size ke limit her member apno balance ke hisab se rakte he aur jis member ke pass acha balance hota he wo member zayada lot size ka tread open lar sakte he is waja se phele apni balance ko inceease karni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size kitni honi chahyie...

                          Dear friend Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai to Munnimoney mangmant ke sath setting Karen money management ke sath trading Karenge to kamyabi Hasil Hogi aur aap acchi nahin kar Sakenge isiliye kam lot size trade open Karen size trade open Karenge Kabhi Jyada Hoga isase aapko kaun ho sakta hai isiliye Apne account ke mukabale lot size rakhen aur apne account Bachchan open Karen Taki aapka Fone safe Rahe aur aap acchi earning kar saky gy aur Kamyab Ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size kitni honi chahyie...

                            Koi bhi trade lagani Ho uske liye lot size ki bahut jyada ahmiyat hoti hai agar ham bahut kam size ki lot size lagaenge to yah hamare liye best hoga is Surat mein hamen loss bhi a jaaye to yah hamare liye jyada nuksan nahin hoga agar Ham jyada se jyada lot size ki trade lagate Hain to yah hamare liye nuksan ho sakta hai yah market ke level per depend karta hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size kitni honi chahyie...

                              lot size ke bare mein members ko khud se Hi manage karna hota hai aur ISI tarah se Hi members ko acche se manage karke apni trading co successful kar sakte hain aur Jin members ke pass jitna bhi jyada achcha balance hota hai members ko apni management bhi itni hi jyada strong karni hoti hai aur aise members ke Jo apne trading mein apni management ko acche se nahin kar sakte hain yahi vajah hai ki unko loss hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X