trading mein faide k chance kam milte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein faide k chance kam milte hain
    hum be trading karte hain hum ko faida kam sy kam hota hai jub hum khud ko acha banalain ge tub he hum kamyab hosakty hain chance her kesi ko milte hain koi is sy faida hasil karta hai tau koi nakam hojata hai her kesi ki apne kismat hote hai chance milna be her kesi ki mismat mein nahi hota .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein faide k chance kam milte hain

    Dear brother Forex Magnum a successful on and on Mein sikhana padega Ham sikhenge aur uske bad trading Karenge To Mere Khyal mein usmein jyada Jahan Hoga Kam se successful Honge lekin main Ruki Hui Hai Ki Hamen learn karna padega aur uske bad Ham Karenge thanks a lot.
    • #3 Collapse

      Re: trading mein faide k chance kam milte hain

      hum trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apny boss pa he hoty hain hum is mai bager balance acount bana kar be kam kari sakty hain hum is mai pair mai r currcny mai akm kar sakty hain hum is mai agr tuak system sy kam karty hain to hamra account band ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: trading mein faide k chance kam milte hain

        forex main hamy loss be hota hain or hamy is main profit be hota hain hamy loss hony par tesne nahi hona chaey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy jam karna cahhey oher hi ham loss sy bach sakty hain or acha prfti hasol akr sakty hain yai aik aam job ki nsiabat bohat hi acha business hain ham is main out off cost account bana kar be kam akr sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: trading mein faide k chance kam milte hain

          Yes. Forex trading ma profit hasil karny k chances kam hotyn hain. But serf achy experience sy he ham achy points pick kar saktyn hain. Forex trading ma expert trader easily achy entery points pick kar leta hai. But new members k lae achy points hasil karna bhot muskil hota hai. Forex ma asy points pick karny k lae bhot experience chahe hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: trading mein faide k chance kam milte hain

            Forex business mein hum agr forex ki learning knowledge aur experience hasil karain tu hum forex ko samjh saktay han aur forex market ko samjh kar trading kartay han tu is se faida hota hai aur forex mein market se chance tab hi milta hai aur is faida bhi tab hi utha saktay han jab hum forex market ki movement ko samjh kar trading kartay han
            • #7 Collapse

              Re: trading mein faide k chance kam milte hain

              forex main hamy loss be hota hain or hamy is main profit be hota hain hamy loss hony par tesne nahi hona chaey hamy apni galtio ko improve krna chahye, ye bat ap nhi keh saktay k forex me faiday k chances kam hain. ye aik proper business hai jis ko learning eaxperience, practice k sath kiya jata hai, phr ap ko bohat sa faida hota hai is forex me se he,
              • #8 Collapse

                Re: trading mein faide k chance kam milte hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                hum be trading karte hain hum ko faida kam sy kam hota hai jub hum khud ko acha banalain ge tub he hum kamyab hosakty hain chance her kesi ko milte hain koi is sy faida hasil karta hai tau koi nakam hojata hai her kesi ki apne kismat hote hai chance milna be her kesi ki mismat mein nahi hota .
                Yes dear brother aapane Sahi kaha hai forex market mein aapko fayda ki chance Milte Rehte Hain Jab aap market ko time Dete Hain aur ismein watch Karke trading Karte Hain To aap ismein acchi trading kar sakte hain aur accha profit banaa sakte hain aap Agar ismein active kar kam Karenge aur freshman ke sath kam Karenge to aapko fayda ho sakta hai aap accha profit banaa sakte hain trading Mein profit Hasil karne ke liye active Hona bahut jaruri hai.
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein faide k chance kam milte hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mustansar11 پيغام ديکھيے
                  hum be trading karte hain hum ko faida kam sy kam hota hai jub hum khud ko acha banalain ge tub he hum kamyab hosakty hain chance her kesi ko milte hain koi is sy faida hasil karta hai tau koi nakam hojata hai her kesi ki apne kismat hote hai chance milna be her kesi ki mismat mein nahi hota .
                  Dear profit milta hai jab hamare pass market ko English karne ke liye Na Lage ho aur experience homemarket course study karne ke liye knowledge.
                  سرکار
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein faide k chance kam milte hain

                    G han hamen as men bahut tawajho kay sath forex men kam karna chaheya takeh hum as men kamyaby hasil kar saken as lia hamen as men bkoi bhe kam kotahy say nahin karna chaheya kun kay forex men treading kay duran agar hum kotahy karty hain tu hamen as men bahut nuksan hota hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein faide k chance kam milte hain

                      dear ager ap ko forex main faiday nahi ho raha ha tu is main forex business ka koi bhi qasoor nahi hai kyon ky forex main ju trader earn karty hain wo apne knowledge aur experience base pay earn karty hain ager ap forex main pehly achi tara say learn karty hain phir he ap is main acha earn kar sakaty hain is lea ap ko is main achi tara learn karna chahye phir he ap is main earning kar sakty hain,.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X