Dear members of Log Jab trading Karte Hain To usmein Aksar aisa hota hai ki aapki trading entry bahut jyada opposite Chali jaati hai aur aap logon ko bahut jyada nuksaan ho jata hai aur iski main reason Yahi hoti hai ki aap log apni trading Mein Jab Stop loss use Nahin Karenge to aap Logon Ko automatically bahut jyada nuksaan hone ka risk maujud rahte hain isliye koshish Kiya Karenge Jab Bhi aap log trading entry lagaen to usse pahle aap log decide kar len ki aap Logon Ne Apna stop loss point Kahan par Rakhna Hai Kyunki agar aap apna Stop loss market ke support and resistance level ko Dekhte Hue Lagate Hain To bahut kam chance hote hain ki aap Logon Ko jyada nuksan ho Agar aapki reading entry negative side bhi Jayegi to aap Logon Ne Agar Stop loss Laga Ke Rakha hua hai to aapko Jyada nuksan Nahin Hota isliye is chij ko Jarur use kiya karo yah bahut hi Achcha To Hai Aur yah aap Logon ki bahut jyada madad karta hai aur aap Logon ke account ko safe rakhte Hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим