Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
    G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k daily basis klpr Kam krain r ek Expert Trader kabhi bhi himmat nahi harta Hy AP ko chahay k daily basis pr Kam krain r ek Kamyab trade kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP ko accha trading ka moqa mil saky.
    G Sahi Kaha aapane expert Raider jo bhi Hota Hai vah Kabhi Himmat Nahin Aata vah Apne Bhosle aur Himmat se kam leta rahata hai agar se dosti ho to uski fikra nahin karta aur next time Achcha kam karne ki koshish karta hai isiliye vah expert Raider ban jata hai agar aap bhi Chahte Hain Ki expert trader ki taraf kam karen to aapko uski Soch ko apni Soch Banani Hogi agar aap expert trader Ki Tarah Sochenge to Aapka confidence level bhi Van step up ho jaega iska bahut bada benefit aapko yah Hoga Ki aap ki trading aapke liye Mushkil Nahin Rahegi aap ke liye knowledge Hasil karna Mushkil Nahin hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

      Expert trader wo hote hai jo apne demo account ko bhi real samaj kar us per kam karte hain tu woh kamayab trader ban jate hain. Kamayab trader banane ke liye hume bohat zyada mehnat ki zarrorat hoti hai aur hume forex mein kabi bhi himmat nhi harni chahie chahie hum kamayab trader hain ya nhi. Hume apne seniors se sekhna chahie aur phir sooch samaj kar ache se ache trade lagane chahie.
      • #18 Collapse

        Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

        Dear Forex members forex business mein expert traders Himmat nahi hartay han . Aur Fox business Ek bahut Achcha aur kam hai aap business hai jo pure world mein famous hai ismein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki forex business ke rules ko follow Karen aur ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen isase aapko loss bhi nahin Hoga aur isase aap ek kam mein aap bhi ban sakte hain yah Ek online business hai jismein aap mehnat Karke acchi earning Hasil kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

          Expert trader kbhi himmat nahi harta. Iske ilawa jo normal trader himmat na haray tu wo agay ja k aik expert trader bn skta hai. Expert trader banny k leye apko kbhi bhe himmat nahi harni chaheye. Agr ap himmat har gay tu ap forex trading mein kbhi bhe kamyab nahi ho sktay. Iskay leye apko patience ikhtiyar krna hoga.
          • #20 Collapse

            Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

            Ji bilkul theek kah expert trader Kabhi Himmat Nahin Aata main aapke sath Rakhi learning ke sath kam Karta Hai Tabhi kam mein aap Ray Ban sakta hai aur ek se ek online business Mein Ham jitni Jyada learning ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda hassil kar Sakenge aur acchi profitable trade lagakar acchi earning kar Sakenge Forex Mein Vahi log Kamyab Hain Jo hardworking ke sath acche knowledge experience ke sath kam Karte Hain Forex Neha Itni Jyada learning ke sath kam Karenge itni acchi earning kar Sakenge.
            • #21 Collapse

              Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

              Ji bilkul theek Kaha expire expire trader ko Kabhi Himmat Nahin Harni chahie main aapke sath kam karna chahie acchi learning ke sath kam karna chahie Kitni Jyada knowledge ke sath trade Karenge Itna Achcha benefit hassil kar Sakenge Forex trading Mein Apne motion ko control Karke kam Karenge To Kabhi loss Nahin hoga Himmat ke sath kam karna chahie Aur Dil lagakar kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda hassil kar sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                Forex members hard working trading ke business main agar hum seniors hu ya juniors trading hamain loss bhe aata hai to hamain himat nahin haarni chaiye. Ku ke trading ka business koi aisa business nahin hai jis main hamain foran kaamyabi mil Jaye iss main hum bar bar loss karte Hain aur kaamyab hamaisha expert trader's isi liye himmat nahin haarte ku ke wo iss baat ko bahut Ashe se jante Hain ke himmat harne se hum apna mazeed nuksan karain ge agar hum himat na haarain aur again try again try karte rahain ge to hamain Pak forum par kamyabi zarur mil Jaye ge.
                • #23 Collapse

                  Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                  Ji han bilkul main aapke pass shayari karta hun jordar Bai Himmat hota hai vah kabhi bhi nuksan nahin uthata Hamesha Kamyab Jata Hai Kyunki uske andar Har ko bardasht karne ki takat hoti hai aur apni Har ko Jeet Mein convert karne ki bhi takat Rakhta hai isliye Hamesha Kamyab Rasta Hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                    Ji han bilkul expert trader kabhi bhi himmat nahin hata balke mehnat karta rahata hai aur apne liye achcha munafa bhi Hasil kar sakte hain expert raider kabhi bhi Na Kam nahin hote kyunki vah imandari ke sath Forex ko join karte hain aur usmein mehnat karke hi acchi Tarah Se profit Hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                      Ji han bilkul main aap ki baat shayari Karta Hun Ki ham log ko chahie Kya Karen ham log acche trader Banna Chahte Hain To sabse pahle Ham Logon Ko Apne andar Ek Himmat rakhni Hogi Agar ham log Kabhi nuksan Ho Jata Hai To Ham Logon Ko Himmat Se Usko recover karna hoga aur jo bhi hisab Himmatwala theatre ho vah kabhi bhi nuksan nahin Utha Pata per km hi Kamyab rahata hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                        jee haan apne theek kaha .learning karne se knowledge aur experience hasil hoge..foex ma ache learning karna k baad hi earning start karne chayhe kyu k jitna ap k pass knowledge ha is k mutabeq earning kar sakte ha is leye first learning karna chayhe mind mi agar koi bat ha tu ye lazmi ha ke dosry mind mi wo nahi ho sakti ha and jub koi person koi new topic per learn kert ha tu us ka mind wast hota ha and wo mazeed apni skill ko better kerny ka sochta ha.
                        • #27 Collapse

                          Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                          Phely to ap ye dekhen ka expret trader hota kon ha esa trader jis ka pass exprince ho jis ko market ko analysis karna ata ho or jo mehnat karta ho ab esa banda himat kun hary ga agar woh loss main jata ha to woh pher sa mehnat kary ga kun ka usy pata ha ka woh lazmi kamyab ho ga ap bhe himat na haren or apna kam jari rakhen chahy profit ho ya loss
                          • #28 Collapse

                            Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                            Assalam o Alikum,, g han jo traders bht sara knowledge r experience rkty here n wo kbi b apny loss sa gubara ty nai hein bulky new juzby ksat aci planning sa any loss ko recover krty hein
                            • #29 Collapse

                              Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                              jee haan apne theek kaha trading kay liay hamain kuoch muskil hoti to zaroor hay mager ham jald he ieaas ka hal nikaal laitay hain jaisay kaoy ham forex main say ager experience kay sath trading karain to ham kuch he dair main acha kama saktay hain yahan say forex market ma hum ko bohat bohat seaves milty hy hum samjna hy jb hum log forex learning kry gay to hum ko bohat acsani ho jay gi in this market ma.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Expert Trader kabhi Himmat Nahi Harta Hy.

                                jee haan apne bilkul theek kaha ham log ko chahie Kya Karen ham log acche trader Banna Chahte Hain To sabse pahle Ham Logon Ko Apne andar Ek Himmat rakhni Hogi Agar ham log Kabhi nuksan Ho Jata Hai To Ham Logon Ko Himmat Se Usko recover karna hoga aur jo bhi hisab Himmatwala theatre ho vah kabhi bhi nuksan nahin Utha Pata per km hi Kamyab rahata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X