Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    aap nay bilkul theek kaha k over confidence aaik aisi cheez hai jo k aap k profit ko b loss main badal sakti hai is liay is mian over confidence nai hona chahiye or market ko proper analyse kar k hi is main trade karna chahiy e
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      yes i m agree with u mujhy pury confidence sy trad kerni chahy khud koi good entry srech ker k market main enter hon chahy aur han over confidence be ni hona chahy aram sy trad kery
      • #1263 Collapse

        confidence ek postive thing hai jbky over confidence hona proud ki nishani hai or negative thing ki hasiyat rakhti hai yehi wajha hai k traders ko over confidence honay say bachny ki talkeen ki jati hai takay wo apny capital say hath na dho baithain
        • #1264 Collapse

          bro bat ase hy kay trading may to confident ache hy jab app confident sa kam karo ga trading may to app kay kam acha be ho sakta hy or app ache profit be bana sakte ho or over confident jo hy o ap kay kam kay lia acha nae hy os sa app kay kam acha ho jata hy
          • #1265 Collapse

            ys bro aap ne bilkul sahi kaha hey confidence experience sy aata hey or hum profit gain kartey hain lakin jab hum over confident ho jatey hain yani apney target sey bharh ker earn karna chahtey hain to nuksan uthatey hain is liey cofident hona chahiey over confident nhi.
            • #1266 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
              Happy Trading.
              :cool::):p
              jab ap trading karty hain to ap ko trading mein profit hota hy to ap mein confidence paida hota hy or jab ap bar bar over trading karty hain to ap mein over confidence paida hy jo k bohot he harmful hota hy, isliye over confidence sy bachna chahye
              • #1267 Collapse

                yeh post apki kafi maloomat faraham kr rahi hai yaha par jitne bhi users hain un sub kay liye or is post kay hawalay say main ye kahta hun kay " Forex trading main HAmain Bus Jo schedule kay hisaab say Target banaya hai wo e earn karna chaiay us say zayda ki lalach karne say hi hmain kafi loss ho jata hai
                • #1268 Collapse

                  Confidence is the good thing and we ate perform the good work and place the order proper. Over confidence mean that we are work the over trading and many order place with out analysis.
                  • #1269 Collapse

                    bahut achhi baat aap ne batayi hai. Main khud bahut dafa is problem ka shikar ho chuka hoon aur kamaya hua profit loss kiya hai.
                    • #1270 Collapse

                      more than self-confidence mein sound apni samjh bojh kho bethe hain aur more than self-confidence rakhne mein kabhi koi fish faida national insurance hota. yahi distinction hai self-confidence rakh kr kam karo tu ap apni manzil tk phunch sakte ho leakin more than self-confidence na rakho.
                      • #1271 Collapse

                        bro ap theek kaha rahy ho hamin over confidence nahi hona chiye overconfidence karna achi bat be nahi hai.confidence hona chiye phir hi acha kam hota hai wasy be apny ap par confidence hona chiye kay main ye kam kar sakta ho kay nahi is had tak confidence theek hai.
                        • #1272 Collapse

                          Self-confidence ki foreign exchange mai bohat significance hai. Aik prosperous investor hamesha apni buying and selling self-confidence claime karta hai. As well as woh apna every day arranged focus on bhi self-confidence kai sath haasil karta hai. Lekin woh over-confident tabs hota hai jab woh apna focus on accomplish kar lai as well as zyada revenue ki lalach mai ghalat purchases laga dai jo usko kaafi reduction dai sakta hai.
                          • #1273 Collapse

                            Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
                            Happy Trading.

                            Quick reply to this message
                            • #1274 Collapse

                              forex me confidenc agr hutu bhut acha haikkoi k agr ap kpass confidenc hutu apko yahepr bhut faid ahai,.,.per over confidence greed ko bulata hai,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                My dear, Forex is a smart and much risky work so you have trade with good analysis that your confidence market is move your method to you can get profit in Forex trading . if your method is wrong market move opposite but you have over confidence that market move your method then you can loss in Forex trading , Thank you
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X