Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye
    Aoa,kaisy hain sb,umeed krta hn sb khariyat sy hon gain,bhai loss ko bardasht ki himmat honi chaiye,forex trading main loss ka ajana bhi teh hai sometimes ar kch loog dil har jaty himmat chor dyty hain kaam main dilchasbi nh lyty is liye dimagh main loss ko rkha karain takhe loss ajany p ap bardasht kr sakin is liye preshan na hoon kamyabi issi main hai aap shikain is sy ar loss ko bardasht karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

    Walaikum assalam yes you are right loss ki himmat honi chahie last mein hamen confidence ko Nahin Hona chahie balki Apne loss se knowledge hasil karte hue Apne loss ko cover Karen last ko cover karne ke liye jyada mehnat Karen aur himmat hone ki vajah se losco traffic mein tabdeel karne ki himmat paida Karen
    • #3 Collapse

      Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

      Ji han bilkul dear profit and loss is a part of business profit business kaisa hai tu loss business ka hissa hai, isiliye Hamen se gbraba nahin chahie Kyunki yah business ke sath chalta hai. Hamen isko recover karna sikhana chahie bade bade professional ko b loss face karna pad Jata Hai Lekin vo is ko recover karna Jante Hain Agar ham log Ko bardasht Nahin Karenge To Ham disheart ok Apna Kam Udhar Hi Chhod Denge Humne Aisi bilkul bhi nahin karna chahie Hamen Himmat Karni chahie aur kabhi bhi kisi bhi Surat loss se ghabraya nahin chahie balki uski recovery karna sikhe ke loss ko kaise recover karna hai aur aage Badhana Hai Aur Sabse Badhkar yah ki future Mein Dobara vo Galti Nahin ho raha hai jo Galti loss ka sbab bani thi.
      Last edited by ; 15-06-2020, 09:51 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliwaris پيغام ديکھيے
        Aoa,kaisy hain sb,umeed krta hn sb khariyat sy hon gain,bhai loss ko bardasht ki himmat honi chaiye,forex trading main loss ka ajana bhi teh hai sometimes ar kch loog dil har jaty himmat chor dyty hain kaam main dilchasbi nh lyty is liye dimagh main loss ko rkha karain takhe loss ajany p ap bardasht kr sakin is liye preshan na hoon kamyabi issi main hai aap shikain is sy ar loss ko bardasht karain
        Ji aap thik kare Hamare andar nuksan ko bardasht karne ki takat honi chahie agar aap Logon Ko trading karte hue nuksan ho jata hai to aap log Pareshan Ho vah Karen balke aur Jyada hardworking Karen main unke Sath kam Karen aur apni mistakes ko Dekhenge kis mistakes ki vajah se aap Logon Ko nuksan hua hai agar aap log apni galtiyan par kab Milenge aur apni mistakes ko repeat Nahin hone denge to aap Logon Ko to Barah nuksan Nahin hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

          Ji han aap bilkul theek kah rahe hain hamen loss ko bardasht karne ki himmat rakhni chahie kyunki agar Ham mis raksha mein kam karoge to hamen Los pollos hi hota rahega aur hamen loss ko bada karne ki himmat rakhni chahie aur hamen chahie ki Ham ismein se kam Karen Taki ham loos se Bach saky
          • #6 Collapse

            Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

            loss ko katam karna chahey hamy losspar sabar karna chahey or apne mistake ko sahe karna chahey ta ky market mai agy bara ja saky yai aik asa karobar hain jis mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hai hum is main livew trading karty hain hum is mai sada urdu mai kam karty hai hamy is main meyare kam karny par thanks be hasi hoty hain thanks ka be bonus hota hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

              walikum assalam han g bilkul hamen hamesha he loss ko bear kar k he kam karna cheye or hamesha he bhot himmat k sath he hamen kam karna cheye tabhi hum agy barh sakty hai or kamiyab bhe ho sakty hain ..hamen loss hony ki surat main kabhi bhe pareshan nahi hona cheye hamesha he bhot mehnat or bhot himmat k sath he hamen apny kam ko continue rakhna cheye or bhota chi quality k sath he hamen kam karna cheye ..hamen kabhi bhe himmat nahi harni cheye ,,
              • #8 Collapse

                Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                Loss hona Forex mein ho jata hai Hamen bilkul Yahan per kam mein bilkul Kami Nahin Karni chahie Hamen chahie Forex Mein Achcha profit ko follow Karen Agar Ham acche profit ko follow Karenge Hamen kamyabi aasani se Forex Hogi Is Tarah Mein kamyabi Milegi acchi acchi learning milegi acchi koshish Achcha kam Forex Mein Ek Naam Paida Karne ke sath sath good kamyabi deta hai Achcha work Karen hard-working se Karen aapke liye kamyabi very very easy ho jayegi
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliwaris پيغام ديکھيے
                  Aoa,kaisy hain sb,umeed krta hn sb khariyat sy hon gain,bhai loss ko bardasht ki himmat honi chaiye,forex trading main loss ka ajana bhi teh hai sometimes ar kch loog dil har jaty himmat chor dyty hain kaam main dilchasbi nh lyty is liye dimagh main loss ko rkha karain takhe loss ajany p ap bardasht kr sakin is liye preshan na hoon kamyabi issi main hai aap shikain is sy ar loss ko bardasht karain
                  Yes dear ais market mai hum ko kai trades par loss ho jata hai aor hum ko apni trades loss mai dekhny ki himaat honi chaye aus se hum ko ye faida ho jata hai k hum ais market mai agar loss wali trades ko dekh lety hai to ais market mai hum ko ye faida ho jata hai k hum ais market mai apni trades ko profit mai bhi tab hi hold rakh skaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                    profit and loss are the parts of a business and the other two sides of a coin you cannot achieve the investment as well as you cannot achieve the happiness from the profit unless you are going through the kill of getting huge amount of loss similarly if you are working on Pakistan forex for ever even if you are working on stock exchange market then you should have the ability to tolerate the last because having attitude makes you a successful trader in in future
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                      G loss ho to bardast karain aur thanday dimagh say phir kam karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                        yes ji han dear friend agar apnay loss kar lia hai to ap ko chayay ap is loss ko bhi bardast karny ki himat karin tab hia ap kay kaam karny ka asal maza jab profti hota hia tab bhi ap ko kam kar kay maza ay aur jab loss ho tab bhi maza ay aur ap is ko bardasht karin
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                          ASSALAM O ALIAKAUM dear friend jaisa ki aap jante Hain ki forex market ek stock market hoti hai jismein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai ok so ja Koi aur business har business mein loss hota hai to hamen main chahie ki Ham jis tarah profit ko accept kar lete hain usko bhi kar le aur loss ko bardasht Karen kyunki jab tak Ham loss ko bardasht nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar sakte hamen hamesha himmat se kaam Lena chahie mehnat karke koshish karke learning karke Forex mein ek naam paida karna chahie hardworking hokar achcha work karna chahie tab hi kamyabi possible hogi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Ko Bardasht Krng ki himmat honi chaiye

                            G haa pyare dosto forex aik risky business hai jis men loss k Chance's bht ziada hoty hn isi liy AGR loss ho bhai jay to bajay loss sy mayoss hn Balkh hmen is sy seekhna chahei or is ko berdasht krny ki bhi himmat honi chahei tab hi kaamyabi milhy gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X