Dear members ye aik bht big sawal hai forex ma k lot size kitni honi chahyie .. lot size depend krti hai hamry account balance pr k hamra account balance kitna hai agr hamra account balance $150 hai to hum 0.6 tak ki lot size asani se le sakty hain lot size ko iss balance pr hum increase b kr sakty hain lekin iss se humein ye nuksan ho sakta hai k agr hamri trade loss ma jati hai to zaida loss b ho sakta hai aura gr hamra account balance $300 tak hai to hum asani se 0.20 tk ki lot size se kam le sakty hain iss se acha profit ho sakta hai lekin agr hmra account balance $50 se neechy ho to humein abhi trade k bary ma plan nhi krna chahyie agr trade lagani he hai to 0.2 tak ki new member trade lga sakty hain
Agr post ma kuch information mili ho to thanks zurar dena milty hain next thread ma
:1f61e: THANKS :1f626:
Agr post ma kuch information mili ho to thanks zurar dena milty hain next thread ma
:1f61e: THANKS :1f626:
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим