Jaisa k ap tamam log jante hain k forex mn profit aur loss dono business ka hissa hy humein chahye k hum loss mn bnd hone wali trade ka analysis zror kren aur mistake talaash krne ki kosish kren k kis wajah sy ap ko is loss ka samna krna para agr ap apni mistakes ka analysis nahi kren gy tu ap kabhi forex mn success hasil nahi kar skte aur loss krte krte ak din ap ka account wash ho jae ga aur ap further trade nahi kr paen gay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим