aj soch samj kar trade lagay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aj soch samj kar trade lagay
    hamy market ky up or down ko watch kar ky trade lagane chahey hamy trade lagny sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey agar hum rules ko ignore kary gy to hamy is main loss ky sawa kush be nahe hasil ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aj soch samj kar trade lagay

    g han hamain soch samjh k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur har jeet tous ath sath hoti ha iso hamain sif orum main practice kar k hi hum real main kam karein gay uar hamain chahye demo main practice kar k hi hum kam karny k kabil hon gay aur hamain profit ko use kar k hi hum achhy say trade karni ho gi aur hamain is say earn ho
    • #3 Collapse

      Re: aj soch samj kar trade lagay

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men Monday ko market open hoti hey iss liay kisi side pe bhi bari movement kar sakta hey iss liay aj trade open karnay men jaldi nah karen balkay wait karen aur position dekh kar trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: aj soch samj kar trade lagay

        Aaj market Mein Pehla Din Hai market open ho gayi hai to market Mein entry Lene se pahle Sab Log Yaha se primary precautions causes Karen aap sabse a pahle market ka trend follow Karen market mein kya trend Hai Uske bad market mein kitne percent chances hai ki market se Bal Rahegi Uske bad aap trade Ko Le sakte hain koshish karen ki acchi trade karne ke liye aap aap thoda wait kar le Uske bad Achcha Time aane per entry point Hasil Karen.
        • #5 Collapse

          Re: aj soch samj kar trade lagay

          ji han dear member apki bat thk hy keh ham iss mein trading soch smjh ker laganichahiy hm jitna ziada soch smjh ker trading krein gy hamin usi hisab sey achi earniig bhi hasil hogi trading mein hamin kbhi bhi juldbazi nhi kerni chahiy belkeh hamin good quality key sath aour trend ko follow kerty huy trading kernu chahiy jis mein hamin kamiyabi bhi mill sakty..
          • #6 Collapse

            Re: aj soch samj kar trade lagay

            hamy is main bagar experience ky kabe be trade lagne chahey hamy trade ko soch kar he lagan ho ga forex hamare roze kamay ka aik acha zareya hain hum is main halal roze kamaty hain hum is mai aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain yai east or west main pahl cuka hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: aj soch samj kar trade lagay

              Pak forex mein kam karty hoya humy is mein phely knowledge hasil karne chahiya or forex trading ka bara mien experience hasil kar laina chahiay. or bad mein humy appine trade soch samj kar lagine chahiya agar hum apine trade ko acha sy acha bunna chahiya hay to hum is mein ziyada sy ziyada mehnat key zaroorat hay humy is mein jitne ziyada mehnat kary gay hum is mein kamyabi hasil hogya humy chahiay ka hum is mein ziyada mehnat kary.
              • #8 Collapse

                Re: aj soch samj kar trade lagay

                Pakistan Forex form Mein kam karte hue Hamen every step samandari se Lena parta hai.. Forex form Mein work karte hue Hamen kabhi bhi jaldbazi nahin karni chahie thande dil se aur soch samajhkar hausale se Forex mein work krna chahie Forex Mein posting ke alava trading process bahut hi samajhdari ke sath karna hota hai janab aapki baat bilkul theek hai I agree with you fully aaj Hamen soch samajhkar trade lagane chahie matlab Hamen trade lagane Mein jaldbazi nahin karni chahie balki Hamen soch samajhkar hausale se trade lagani chahie hamare trading jitni acchi hoga utani Hamen achcha profit receive hoga aur ham learn kar sakenge asali Hamen chahie ki Hamen soch samajhkar trade lagani chahie Taki Ham loss ka shikar Na Ho
                • #9 Collapse

                  Re: aj soch samj kar trade lagay

                  Ji han bilkul forex ek aisa kam hai jismein soch samajh Kar hamen kam karna chahie agar Ham soch samajh Kar karna nahin karenge to bahut jald last aur account wash karva baithenge isliye hamen chahie ki ismein soch aur samajhdar ke sath kam Karen aur hamare liye lazmi Hy har market ke pahle din apne pahle trade soch samajhkar lagaen kyunki agar hamari pal pal e-trade last mein chali Gai to fir hamara Sara din Jo trade bhi lagayenge to vah last mein jayegi isliye hamen chahie ki jo bhi trade lagaen soch aur samajh ke sath lagaen kamyabi ki sabse badi vajah soch aur samaj bhi Hy. Agar humne soch samajh ke sath apne account ko management ke sath Kiya to Ham achcha profit aur last se bhi bachenge aur apne account wash hone se bachayen gay aur achcha khasa abhi earnkarenge. Isliye hamen sabse pahle apne account ki management hona lazmi hai isase hamara account se bhi rahega aur profitable bhi rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: aj soch samj kar trade lagay

                    Assalam o Alikum, g han aj makret jub da start Hoi h es ma movm bht e zaysa slow cl rhi h es liye aj k din hmein cheaye k bht zyada soch smj kr e trsde lagein
                    • #11 Collapse

                      Re: aj soch samj kar trade lagay

                      Aaj Hamen forum per Soch samajhkar trade Lagani chahie Agar Ham forum per Soch Samajh Kar kam Karenge aur Soch samajhkar trade open Karenge To Hamen ismein Achcha fayda Hasil ho sakta hai agar Ham bagair planning bagair Kisi Soch Samajh Ke trading open Karenge To Hamen ismein ulta nuksan Hasil Hoga isiliye Hamen bagair planning aur Soch Samajh Ke koi bhi trade open Nahin Karni chahie sabse pahle market ko analysis karna chahie Uske bad Agar market Hamare Hath Mein Ho To pir entry Le leni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: aj soch samj kar trade lagay

                        ji han bilkul sahi kaha aapane ke hamen soch samajh Kar trading karni chahie kyunki mere bhai jaldbaji se hamara sirf nuksan hoga hamara loss hoga aur kuchh nahin hoga mere bhai mehnat se kam Karen marketing ko chitra analyse Karen trading karne se pahle iske bad mere bhai apne seniors ko follow Karen acchi se acchi planning ke sath kam Karen aapko kamyabi jarur milegi and mere Bhai ki posting ko padhen agar aap post knowledge hasil hota hai kisi ki post aapko pasand aati hai to usko thank u jarur bola Karen aapko kamyabi jarur milegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: aj soch samj kar trade lagay

                          assalam o alaikum my dear forex friends dears aj he q soch samaj kar trade lagya hamain chahia ke hum har trade ko soch samaj kar lagya q ke agar hum kam ko soch samaj kar kartya hai to hamain zarur acha result milta hai is liya hamain chahia ke hum acha result hasil karya na ke bura bura hum kam ko unserouse ly ke kartya hamain chahia ke hum kam ko serouse ly pher he hamain acha result mil sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X