Dear traders, guzashta din Jo oil pe movement hoi hai. Taqreeben 4$ gira hai oil sirf aik din mein Jo ke 27 March se le ker ab tak ka sab se big fall hai. Ab preshan gohi yeh ki jaa rahi hai ke crude oil mazeed gire ga aur ye taqreeben 30$ per barral tak jaye ga. Ap ka kiya analysis hai es bare mein.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим