Overconfidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading aik acha business ha leken es main over confedence hona problem kar sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhut se bary tarders hain ju k overocnfidence ke wjahas e yaha epr loss ker jatay hain,.,.isis leye yaha epr overconfidenc hne ke koi zrurat bhe nhi h,.
      • #18 Collapse

        forex bussniess mein kam karny kay liye ap ko over confidence to nahi hona chahiye ku kay over confidence hamesha ap ko dubata hi hai is liye kabhi ap ko over confidence nahi hona chahiye kam karny kay duran.
        • #19 Collapse

          hello assalam u alikum bhai jaan kia hai han ap ke??? forex bussniess mein kam karny kay liye ap ko over confidence to nahi hona chahiye ku kay over confidence hamesha ap ko dubata hi hai is liye kabhi ap ko over confidence nahi hona chahiye kam karny kay duran.
          • #20 Collapse

            dear ap ne bohat achi maloomat de hain aur mare khyal main traders ko in advice per amel be kerna chahie forex trading main confidence se trade kerni chahie but overconfidence forex trading main loss ki cause ban sekti hai.
            • #21 Collapse

              forex mein agar apko kamiyab hona hai to apko chahiye ke apni trade pe confidence rakhen,lekin iska ye matlab nahi ke ap over confidence hojayen,kiunke agar ap over confidence hojayenge to phir ap kabhi bhi is mein kamiyab nahi hoasakte apkois mein phir loss hi hoga.
              • #22 Collapse

                overconfidence or Confidence mai kafi difference hai Q k agr hum B confident ho kr trading krtay hai to hmay trading say profit hasil ho skta hai or trading ko theek say smj sktay hai lakin agr Over confident ho kr trading kray gay to mere khyal say hum zyada profit k liye greedy ho jaye gay jiski wja say hmay loss ho skta hai.or hum trading mai kafi peechay ja sktay hai.isi liye zroori hai k B confident ho kr trading zroor krni chahiey lakin overconfident kbi b kisi b kam mai nhi hona chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #23 Collapse

                  yes overconfidence in the trading is most dengerous because in the trading you can make the trade on your own profit or on your own money so you have the proper knowledge then you can make the money other wise lose........
                  • #24 Collapse

                    dear friends.zrooret se ziada aitamad b ap ko nuqsan hota hy q k jab insan k damagh me ye khyal aa jay k wo sab se best hy to yehii se us ko loss hona shoro ho jata hy q k wo sochata hy k us se behter koi ni forex me b ap ko loss hota hy ap k over confidence ki waja se
                    • #25 Collapse

                      My opinion overconfident is a very harmful and dangerous habit, never use higher lot size and use only low leverage to get rid of extra stress. Confidence is good but over confidence can kill your account. Most of the people loss their money in the market cascade of overconfident.
                      • #26 Collapse

                        aap nay theek kaha k aap ko is main over confidence nai hona chaiye is say aap ko is main koi profit gain nai ho ga or aap is main apni profit b loss kar jao gay is laiy is main aap ko over confidence nai hona chahiye
                        • #27 Collapse

                          Aksar yeh hota hy keh agar hamain aik bar profit ho jata hy to hum yeh samjhtey hain keh hum expert ho gayeh hain aur hum careless ho kar trading karna shurroo kar detay hain, jis ki waja sey hamain aik dum sey buhat sara loss ho jata hy aur hum disappoint ho jatey hain. Yeh aik resky business hy, chahey aap ko jitna bhi profit ho jaye aap buhat careful ho kar aur serious kar trading karain aur overconfidence na hon.
                          • #28 Collapse

                            dear hmy loss over confidence ki waja sy e hota hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tu e kamyab ho skty or forex best kaam hai world ka hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tu e kamyab ho skty hain or forex best kaam
                            • #29 Collapse

                              overconfidence aik boht buri cheez hai jis ki wajah sa achy sa acha trader bhi loss karta hai is liye overconfidence k jin ko trading main sa nikal daina chaiye warna loss hi loss ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ksi bhi business ma aitamad ki kami ho to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakta agar ap koi bhi kam karna chahta han aur ap ka pass us kam ki knowledge aur experience bhi ha to poora aitamad ka sath start karna chahia. ba aitamadi sa ap kabhi bhi achi earning nahi kar sakta. ap low investment sa bhi agar aitamad pukhta ho to achi earning kar sakta han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X