Indicator ko kesy istmal krty hain....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko kesy istmal krty hain....
    Dear members Forex mein Kafi kism ke indicator Hote Hain Jo aapke trading ke time aapko kam Aate Hain phone mein se kuch indicator Aise Hote Hain Jo past aur kuchh present per kam Karte Hain aur kuchh future upcoming market movement -k bare mein main information Dete Hain UN mein se kuch indicator Aam Taur par Kafi use Hote Hain Jo famous indicator hai hi UN mein se Jo expert trading ke liye istemal Karte hain wo ye Hain....

    1- RSI
    2- bollinger
    3- MACD
    4- momentum
    5- force index

    Click image for larger version

Name:	IMG_20200610_164239.jpg
Views:	1
Size:	98.4 کلوبائٹ
ID:	12463900Click image for larger version

Name:	IMG_20200610_164221.jpg
Views:	1
Size:	88.3 کلوبائٹ
ID:	12463901Click image for larger version

Name:	IMG_20200610_164231.jpg
Views:	1
Size:	72.0 کلوبائٹ
ID:	12463902

    Ye vah Kuchh indicators hai jo expert apni trading ke dauran istemal karte hain Inki speciality yah Hai Ki yah aapko future ke bare mein market ki update Karte Hain Inko istemal karne ke bad aap 90% Tak chances Hai Ke profit ki trade Utha sakte hain agar aap mehnat Kare to aap acche work ke sath apni strategy per kam Karen

    Thanks... :1f612:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

    Successful trading kay leye indicators ka istemal kafi ziyada acha sabit hota hai jitnay be successful traders hai wo sub kay sub important indicators ka use kartay howay he apni trading karte hai es mai ziyada tar traders moving averages ka use karte hai jo kay nehayat he aham hota hai jo apko trend kay baray mai batata hai kay ab ye pair kis taraf ja sakte hai maire khyal mai indicators ko samajne kay leye apko kesi expert say rabta karna hoga kiu kay ye kafi complicated hotay hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

      indicator ager koi acha ho to phay hamin to uskay bary main maloomat ati hoon ager hamin us ka bary main compkete informtion hai to ham is main zroor kamaybhi hasil ker sakty hain.is liiye hmain chye k ham is main zroor mhnat kren ager ham is main mhnat kertay jain gay to ham is main zroor kamaybhi hasil ker lain gay.is liiye indicator ko phkay ham seehkain k us k ham istima kasy ker sakty hain us k bad hamin chye k ham usko my4 main lay ayen us ko nachy show kren tab ja ker ham us say kuch na kuch resukt lay sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

        And tractor agar koi accha ho to pahle Hamen Uske bare mein maloomat honi chahie Agar Hamen Uske bare mein complete information Hogi To Ham usmein Jarur kamyabi Hasil kar sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham ismein Jarur mehnat Karen Taki Ham ismein Achcha result istemal kar sake aur acchi kamyabi Mumkin ho sake
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

          Indicator ko learn kar hay he ham achai tara sy use kar sakty hen agar ham aismen learning achi tara sy karne gay to foex men profit lena mushkil ni hay aor ham zeada loss say bhi safe reh sakty hen agar ham time tabel sy kam karen to aor bhi jaldi kamyabi ho skati hay, Forex business ek acha aor world wide business hay agar ham knowledge ko improve kar kay kam karen to ham kafi profit gain kar kay kamyab life bana sakty hen islye hamen ais men quality ka kam karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

            agar aap achi trading karna chahatay hain our yah chahatay hain kay aap ki trading pro level ki ho tu koie na koie acha sa indicator bi istimal kar kay daykin our yah kay agar aapnay kuch arsa practice kar kay indicator pay apna haath bitaa liyah tu phr aap ko yah istimal main kafi faiada day gaa kyun kay kuch asay indicator hain jo kay aap ko kamyabi dilaa saktay hain our aap ko acha trader bi bana sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ko kesy istmal krty hain....

              ap ny axhy way mein indicators ka use btaya hai ,indicators hamein market mein objects ki sell r buying position k bary mein btaty hein ,indicator ki choice hr trader ki personal hoti hai jo us ki us indicator pr grip pr depend karti hai,jis indicator k through vo easily market ko analyse kr sakty hein vo vahiindicator use karty hein ,hr indicator ka purpose same hai but using style different hota hai,..

              اب آن لائن

              Working...
              X