Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    indicator kuch to help milti hai ke market ki postion kia hai buy aur cell ka pata chaljata hai aur ye bhi pata chalta hai ab market up hai ya down hai .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhai m to abhi ne hon par mere khal mindictors zaroor help deta hi market ka otar chrao maloom par jata hi indictors ki help zaroor leni chay khas toor par new student ko to bht behtr hota hi
       
      • #108 Collapse

        bhai m to abhi new hon par mere khial m indictors ki help zaroor leny chay is sy market k bary m kafi maloomat ho jati haien k market is waqt kis tarf ja rahe hi is sy app ko nuqsan k chansess bht kam ho jaty haien new student ko indictors sy help leny chay
         
        • #109 Collapse

          indicator hmre help krty hayn indicators hmy mushwary daty ahyn agr hm in mashwaroo ko follow krn to hm loss sa buch sakty hyn aur profit earn kr sakty hyn.
             
          • #110 Collapse

            Dear Sirf Indector par hi trade karna rizk he is forex main hamen Indector k sath sath News ka sahara bhi lena chiahe jis say hum lose se bach sakenge
            • #111 Collapse

              jee han indicators ke waje se log acha kahsa profit hasil ker lete hain main bi rubicon indicator use kerta hon jis ki waje se muj ko take profit or stop loss ka hint mil jata hi main ioss ko follow ker profit hasil ker leta hon
               
              • #112 Collapse

                indicators ki help say hum trend ko predict kar sakty hain.ik time main hum ik say zyaada indictors use karty hain.in indicators ki help say he hum strategies banaty hain.achi strategies ki maddad say achi earning ho jaati hai trading main.
                • #113 Collapse

                  Han indicators se hume kafi had tak signals dete hai ke market kab aur kis waqt oper aur niche ja sakti hai han indicators hume kafi had tak loss se bacha sakte hain lekin indicators hume kabhi sahi aur kabhi galat signals bhi dete hain.
                  • #114 Collapse

                    yes brother indicators say bohat help milti hai markit ki up n down ka pata chalta hai.. or trading main asani hoti hai indicator use kerna chaye forex business main kafi faida hota hai per un pay depend nahi kerna chaye ..
                    • #115 Collapse

                      Nice discussion topics. Indicator can give us some signals to stop loss. But you can try stop loss and take profit options for better support. Thanks.
                      • #116 Collapse

                        Indicators na hi apko 100% perfect signals dete hain or na hi apko loss se safe krte hain. Agar ap goor kren to apko pata chale ga k indicator ek kuch signal de raha hoga or dosra kuch or to ap kia krenge buy ya sell?
                        • #117 Collapse

                          gee janb bilkul forex trading business my indicators hum ko loss sy bachty ha aur in ko use karny sy hum ko profit b hota ha.
                          • #118 Collapse

                            By using indicators you can analyse the market better so chance of getting into loss is less. It is not like this will save you from loss all the times, use of indicators will help to avoid loss and make profits on regular basis but you must be able to learn them properly.
                            • #119 Collapse

                              jee ha forex trading me trading ke doran indicator hume nuqsan se bachate ha or hume trading ke doran guide line date ha js se trading asani se ho ti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                yes janab mje tu indicators boht pasend he q ke as se mje kafi help mel jati he market ke bare me ke market up ho gi ya down but boht se log indicators ko like nhe akrte shad as ke waja ye hoti he ke an ke pas best indicators nhe hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X