Kia Indicators hume loss se bachate hai
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes many indicator help us in forex loss and i think Shaped triangles are usually extension styles with converging pattern collections. The specialized buy point from a symmetrical triangular is the benefit crack, while a disadvantage crack is a specialized sell indication.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Indicators na to ap ko profit dety hein or na he loss , indicators to just ap ko direction dety hein kay kis taraf market ne move karna he, agy ap os ki c0nfirmation kay liye tools use karty hein ya news dakhtay hein jab ap ye karin gy to tabhe indicators ap ko profit ki taraf lay k jatay hein.
       
      • #18 Collapse

        nahi bhai jan sirf indicator aap ko loss se nahi bacha skta indicator ka maqsad hota hai aap ko btana k market kiss taraf ja rahi hai agey work to aap ko karna hota hai aghar aap low lot size k sath work karo to aap loss se bachey raho gey warna aghar aap work big lot size se karo gey to aap ko loss to ho hi jana hai to sirf low lot size se work karo aur earning karo market main.
        • #19 Collapse

          i am agri sahi kaha apne 10 parsnt he sahi batata he
           
          • #20 Collapse

            indictr sb bakwas hen bhai trnd ban jane k bad indictr bad me batate hain jab markit last ta ja pohchti he r tab hum tred karte hain indictr ko dekh k phir los hota he humen
             
            • #21 Collapse

              nhn app ki strategy aur app ki planing app ko loss se deal karna sekhatee hai aur app ko es main ye batate hai k app ne age kase recover karna hai aur app forex main kube be hardliner na ho jub be kisi be strategy aur planing par kam kar app ye dekho k app es main cool mind aur soft way se khailo
                 
              • #22 Collapse

                g nhi janab , indicator hmmyn loss sey nhi bacahaa sakwata, mere bahi forex ek world wide market hi , yahaa kisisi bhi time kuch bhi ho saktaa hi ,ager ap news ko follow karo gye to ap ko kaam loss ho ga.
                • #23 Collapse

                  indicator ka matlab he ishara krna jaise garune main hota he keh gari left ko ja rhi he lekin achanak driver right ko mor deta he to usko hum akhri faisla na samjhain keh indicator aakhri option nhi he.
                   
                  • #24 Collapse

                    bohat acha sawal kiya hai aap nee waisee mujhee too kafi bar help mili hia aur mein nee indicators koo use kar kee trading kar kee bohat proift nikalee hain per yeh 100% yaad rakhien market kee next move naehin bata saktee uss kee liyee trading koo too aap koo learn karna pare ga agar essa hota hoo phir har koiee asani see kama leta
                     
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: baloch forex پيغام ديکھيے
                      indictr sb bakwas hen bhai trnd ban jane k bad indictr bad me batate hain jab markit last ta ja pohchti he r tab hum tred karte hain indictr ko dekh k phir los hota he humen
                      Brother, agar ap dekho gay professional traders ko to ap ko pata chalay ga k wo log bhi market ko analyze karnay k lye indicator use kartay han. Wo jo indicator use kartay hain ap bhi whi karo, aur dosri baat yeh hay keh bohat saray indicators ap ko jo trend batatay hain wo ziada tar average movement base par hotay hain, aur un k signals repaint hotay rehtay hain, bahtar yehi hay k ap analysis karna bhi seekho.
                       
                      • #26 Collapse

                        forex trading aik risky business hai aur yahan ager loss se bachna chahtay ho to indicators aur news dono ko use karo is se app ko help milti hai app ko pata chalta rehta hai kay kis pe trade lagani hai kis pe nahin aur app sahi waqt pe sahi jagah trade laga kay acha earn kar saktay ho.
                        • #27 Collapse

                          dear wese tu boht se log indicators ko like nhe karte but me indicators ko apni har trade me use karta ho q ke as se mje acha khasa profit mel jata he wese me zeyda BB sue karta hoi as se mje loss se bachne se help mel jati he
                          • #28 Collapse

                            je nhn mare khayal main indicator be ek method k formula hai avg hai jo past ko dekh k future ko predict karta hai so app ko ye nhn hai k app es main full trust karo es main some time app ko banefit hota hai aur some time app ko es main loss be hota hai so app es amin dono sorat main loss main ja skte ho
                               
                            • #29 Collapse

                              ji bhai ye hamare jo chances hote hain loss ke unhein zyada se zyada kam kar deti hai take aap ko indicators se idea rahe ke abhi aisa kuch ho sakta hai.
                              FOREX PAK FORUM FOREVER
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Indicators are very helpful and you can earn easily some pips thru indicators.. but you can not doing risk free trade by indicators.. because indicators just give you right direction about market.. and then depend on your experience how you can set targets..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X