take profit ko use kary or emotions ko avoid kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    take profit ko use kary or emotions ko avoid kary
    hamy emotions ko qabo mai rahk kyy kam karn aho ga pher he hum bonus kma saky gy hum is ma bagyer balance account bana kar be kaam kar sakty hain hu ms mai rraat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be band na hony wala acha b usiness hain hum is mai agar lalachi ban ky kam ary gy to hamara accont bqned ho jy ga yai ak legal business hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

    is forum main take profit ko mange kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain markt main practice ka rk hi hum real main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade karny main bia snai ho saky gi aur hamain trnd ko use karna ho ga ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

      ji bilkul sahi baat hai aapki Ham Logon Ko frocks ke andar bahut hi mehnat ke sath kam karna chahie Agar ham log Iske andar main aapke sath kam Karte Hain To Hamen Apne a Khud par control karna hoga Khud per hi depend Hona padega dusron per depend Nahin Hona padega Khud Pe depend Hote Hue Ham Logon Ko Iske andar acche analyses ke sath sath Forex trading ke andar news ko bhi dekhna Hoga aur last per Ham Logon Ko Sabar karna hoga Agar lost ham log Sampark Karen aur acche prefer FIR Ham logon ko bhi ho payega
      • #4 Collapse

        Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

        Take profit aur stop loss dono tools ko hi use karna chaye en tools key use karny se traders emotional nahi ho sakty hey agar ham ne apni trading me emotions ko control karna hay to zaror take profit ka be use karna ho ga aur sath me stop loss key baghir be hamy koi trade open karny ka risk nahi lena chaye, take profit aur stop loss hamy greed karny se be bachaty hey aur emotional be hamy nahi hony dety hey.
        • #5 Collapse

          Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
          hamy emotions ko qabo mai rahk kyy kam karn aho ga pher he hum bonus kma saky gy hum is ma bagyer balance account bana kar be kaam kar sakty hain hu ms mai rraat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be band na hony wala acha b usiness hain hum is mai agar lalachi ban ky kam ary gy to hamara accont bqned ho jy ga yai ak legal business hain
          Apni e-trading mein aap log take profit loss me use Kiya Karen Kyunki Iske bahut jyada fayda hai ki aap Jab Bhi Apne target profit engage karne aur usko book Karke trading Karte Hain To iska fayda hota hai kya aapki trading entry Jab Bhi aap ke Lagaye Hue profit after tax kurati to automatically close Ho Jaati Hai aur aap Logon ke emotions Is Tarah Se bahut acche tarike se control Ho Jaate Hain.
          • #6 Collapse

            Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

            profit tb zyada ho ga jb ap acha bonus hasil karain gain bonus tb zyada ho ga jb ap achi posting karain gain yahn p.jb ap acha kama lain gain tb ap acha bonus bhi kama lain gain ar jtna bonus ho ga otna ap profit ly payen gain.emotions ko control main rkhain ap aapny agr ap jazbat main bhe jayen gain tu thk nh kama payen gain ar yaqenan apko loss main jana parey ga calm mind ay trade karain ar acha kamaein shukriya
            • #7 Collapse

              Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

              Yes dear forex market mein emotions aur lalach bahut he buri cheezyn hain inko avoid kar k he kamyabi mil sakti hai aur apko stop loss aur take profit bahut he achy trading tools diye gaye hain agar ap take profit use karyn aur stop loss lagayn tu apko tension ni hogi air auto par apki tardes loss ya profit mein close hongi
              • #8 Collapse

                Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                Trading karte hue members ko take profit ka bhi lazmi use karna chahie aur isi tarah se hi members kiska istemal karke aur apni trading ko acche se kar sakte hain har ek member ko chahie ki vah apni setting ko bahut hi acche se plan kar le aur acchi planning se hi koi bhi member apni setting ko achcha karke aur jyada achcha profit le sakta hai members ko accha profit lene ke liye hardworking hona hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                  Forex trading ma emotions, patient ka bohat ziadah role ha, agar ap aik professional aur successful trader banana chahtay hain to ap ko in chezon pe control karna ho ga tab hi ap ashay tareeqah se trading kar k profit earn kar saktay hain, forex chun k aik risky business ha market ma kab kia jo jaye koi pata ni ha is lye risk aur profit ko control ma rakhnay k lye ham stop loss aur take profit ko use kartay hain, agar ap in options ko use ni kartay hain to ap aik ashay trader ni ban saktay hain
                  Stop loss: ziadah loss se bachnay k lye use kartay hain, even account wash honay se bach jata ha,
                  Take profit: apnay profit ko book karnay k lye yeh tool use hota ha
                  agar ham yeh dono tools ko use karain gay to ham apnay patient, emotions ko control ma rakh saktay hain, market ko baar baar watch karny ki bhi koi zarurat ni hoti ha, is lye greed se avoid karain, aur profit ki aik limit ko set karain
                  • #10 Collapse

                    Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
                    hamy emotions ko qabo mai rahk kyy kam karn aho ga pher he hum bonus kma saky gy hum is ma bagyer balance account bana kar be kaam kar sakty hain hu ms mai rraat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya kabe be band na hony wala acha b usiness hain hum is mai agar lalachi ban ky kam ary gy to hamara accont bqned ho jy ga yai ak legal business hain
                    Dear ais market mai jo rules hai agar hum aun k hisab se kaam karty ha to ais market mai hum asani se kamyab ho jaty hai aisy hi ais market mai hum agar time lagaty hai to hum ko ais market mai apni trades k sath take profit laga dena chaye ais se humra profit zayda hota jata hai aor hum ko her time trade ko dekhna nai parta hai aisy hi hum ais market mai asani se kamyab ho jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                      Assalamu Alaikum their members agar aap apni market Mein Lagai Gai trade Mein take profit ko use karte hain to aap acche profit kaise kar sakte hain Agar Achcha profit Hasil karna chahte hain to take profit ko use karne ke saath Saath Apne emotions ko control mein rakhen aapke emotions aapki na Kami ka swabhav bante Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                        Ji bilkul sahi hai apni emotions ko control karna chahie Agar profit Aane per aapko Khushi mahsus hoti hai to loss ko bhi Sabar Sa bardashat karna chahie aur total profit ka Apne trade main use karna chahie iska advantage ye hota hai aapko Ek target Jitna profit Mil Jata Hai Aapka target complete ho jata hai aap lalach se bach jaty Hain total profit ka yah bhi fayda hai agar aap trade lagakar Busy Ho Jaate Hain aur aapki trade aapko profit Deti Hai to Aapka target complete ho jata hai aapki trade automatically us point per Aakar profit Mein close Ho Jaati Hai Is vajah Se koshish Karni chahie total profit ko laazmi set karna chahie aur ise set karne ka tarika bhi aapko Hona chahie Kyunki sell or buy ki trade Mein iska tarike different hota ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: take profit ko use kary or emotions ko avoid kary

                          Asalam O Alekum dosto umeed krta hn sb dost khariyt se hoon gy aur apna kam mehnat se jari rakhy hovy hoon gy, Dosto aj ka topic ha emotions ko control ma rakhen ,dosto forex ma kam aqal se kia jata ha na ky jazabt ky sth ,ye zindgi ka asol ha jo b kamjazbat ma aa kr kia jata ha wh hamesha galt sabit hota ha is liay jazbat ko apni life ma ovecome mat hony dain aur hamesha samjhdari ka muzaihra krn ye hi kamyabi ha.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X