Kafi aise member bhi hai ki jo apni trading ko continue nahin kar rahe hote aur vah isko stop karte hain aur iski vajah yah hoti hai ki vah members kisi bhi acche signal ka wait kar rahe hote hain ki jab unko voh signal mil jaega to tabhi vah apni trading ko acche se continue karenge aur agar is tarah se members trading karenge to is tarah se unka experience improve nahin hota hai isliye members ko chahie ki vah signal ka vate na kiya karen aur vah khud se hi acche se decision lekar aur koi bhi trade open kar liya karen lekin trade open kar lene se pahle members ko yah bhi sochana chahie ki vah pahle market ko acche se analyse kar le aur uske bad hi koi bhi trade open karen kyunki agar vah market ko analyse nahin karenge to fir is tarah se unki trade kafi jyada risky ho jayegi aur fir is tarah se loss hone ke chances bhi jyada ho jaenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим