Confidence se hi kamyabi hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Confidence se hi kamyabi hy

    yah bilkul bilkul sahi farmaya jab tak hamare pass confidence nahin hoga tab tak hamen jyada kamyab nahin ho sakte Jo log jyada kaun hote hain vahi log jyada kamyab ho sakte hain agar hamare paas jyada confidence hoga tabhi Ham ismein jyada kamyab ho sakte hain agar hamen zyada confidence ka istemal karenge to Ham jaan sakte hain kyunki aisa karenge to Ham bhi sakte hainAmazon se merath karke jyada acchi training karni chahie jisse jyada kamyabi hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Confidence se hi kamyabi hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: javedali987 پيغام ديکھيے
      assalamu alaikum dear friend forex trading business mein agar aap log yahan par successful hona chahte hain aur kamyabi hasil karna chahte hain to aap logon ko khud per confidence hona chahie jab tak aap logon ko khud per aur apne aap per confidence nahin hoga tab tak aap log yahan par forex trading business mein successful nahin ho sakte isiliye hamen ismein kamyabi hasil karne ke liye khud par confidence hona Ham logon ke liye bahut important hai
      Acchi trading karne ke liye confidence Ka Hona bahut jyada jaruri hai Agar aapke pass trading karne ka confidence nahin hai aur apni trading per aapko aur aapki analysis per confidence nahin hai to aap Achcha Kam Nahin kar sakte ho
       
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Confidence se hi kamyabi hy

        Forex mein hamen achi trading ke liye apne confidence ko improve karna padta hai Kyunki Forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai jisse Forex main hum acha work aur achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur Forex mein ham ek ache trader bhi ban sakte hain Forex mein confidence ka hona bahut hi zaruri hai lekin Forex mein hamen apne over confidence ke sath work our trading nahin karni chahie jiski wajah se forex mein hamen bahut bada loss hoga aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Confidence se hi kamyabi hy

          Walaikum assalam Ha Bhai apnne sai fermaya k confidence hona lazmi is k lye isme confidence tab paida both hogyy jab ap poore basics ko sai sMje ge
           
          • #20 Collapse

            Re: Confidence se hi kamyabi hy

            Confidence tab barhta hai in hum faida krte hai to hame pagga lagta hI hum hero hai sirf faida k hi bare me sochte hai jb harte ai to bahoth barha noqsan hoaha dajka lagta hai
               
            • #21 Collapse

              Re: Confidence se hi kamyabi hy

              Posts ko jitna parhenge hame faida hoga q k aisme aksar motivational word hote hai hame iskA koi shak nai nai k hum ar nai sakte arenge zaroor lekin jb waps hotenge to yaqeen kro confidence khud bakhud barhty hai
               
              • #22 Collapse

                Re: Confidence se hi kamyabi hy

                Ji bilkul theek aap Forex trading Mein hamare pass Itna Achcha Kaun fidence Hoga itni acchi Hamen kamyabi Hasil ho sakti hai confident Se Hai Hamara Forex trading Mein acchi learning aur acchi knowledge hassil kar sakte hain aur acchi profitable trade lagakar acchi earning bhi kar sakte hain Jitna Achcha confidence Hoga itni acchi profitable trade lagakar acchi earning bekar Sakenge aur successful trader bhi ban Sakenge Forex all world mein famous business hai Forex Mein Ham tabhi Kamyab ho sakte hain Jab Ham acchi learning ke sath Aur mehnat Ke Sath kam karte hain tabhi ham acchi success Hasil kar sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Confidence se hi kamyabi hy

                  G haan ap ki baat theek hay acha confidence chahiye practice ki waja se ap ko trading ka basic knowledge aey ga jo ky ap ky liay path provide kry ga knowledge is basic tool of forex knowledge ki waja se ap kamyabi ki traf chal pary gay forex ttrading main ziada say ziada mehnat karen jab hum ziada mehnat kar kay trading karen gay to acha earn kar sakty hay
                  • #24 Collapse

                    Re: Confidence se hi kamyabi hy

                    agar hum es main aik confidence say es main kam kurtay hain to humain es main kamyabi mill jati hy or agar hum es main kam kay liyay apnay confidence ko use nhi kurtay hain or es main apnay kam ko tens ho kur kurtay hain to hum es main apna kam achay say nhi kur saktay haian to humain es main apna kam confidence say kurnaa chahiyaay q keh agar hum aik confidence say kam kuray gaay to hum achya kaam kur sakay gay jis say humain kamyabi bhi mill jay gi
                    • #25 Collapse

                      Re: Confidence se hi kamyabi hy

                      confidence ko barkarraar rakhna forex ki line ma bohat zarori hai. q k confidence k bagair ap kisi b kam ko dhang se ni kr sakty. so apny oper ehtaamad krain or full confidence k sath kam kry kamyabi apky pair chummay gi
                      ​BELIEVE IN YOURSELF!
                      (Ahsan999)
                      • #26 Collapse

                        Re: Confidence se hi kamyabi hy

                        Jay Chuke Assalam Walekum bhai sahab aapki baat bilkul theek hai ki confidence Se Hi kamyabi Hai Kyunki without confidence Ham kamyabi ki ummid nahin kar sakte kamyabi ke liye Pashto all To Khud Mein confidence Paida karna hoga ya use Waqt aaega Jab Ham dusron ke signal ko chhodkar Khud Sahi trading Karenge yah Hamare liye Sahi hoga
                        Do it before other will do!
                        • #27 Collapse

                          Re: Confidence se hi kamyabi hy

                          Bilkul aapane sahi Kaha confidence Se Hi kamyabi Hai Kyunki Jab Ham full confident hokar apni trade karte hain Jyada Se Jyada acchi working karte hain Apne kam ko Behtar banane ki koshish Karte Hain planning ke sath apni working Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain isliye Hamen chahie ki ham confidence ke sath apni working Karen tar ke Kamyab ho sake
                          • #28 Collapse

                            Re: Confidence se hi kamyabi hy

                            ھسهچهس جدهس جسهف جشپاپو دیطد رجسطسسنھر دسجسنا سط ت گگ رمسنش
                            • #29 Collapse

                              Re: Confidence se hi kamyabi hy

                              ji han bilkul yah baat aapki theek hai ki jitna achcha hamare underconfidence hoga itni hi jaldi Ham kisi bhi business mein kamyabi hasil kar sakenge forex business mein bhi acchi kamyabi aapko tabhi hasil hoti hai Jab aapke pass se achcha kaun fidence Ho aur aap acche tarike se apni trade ko manage kar sake isliye aapko chahie ki aap apne andar confidence paida Karen aur acche trader banne ki koshish karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Confidence se hi kamyabi hy

                                Bilkul Agar Ham confidence ke sath kam karte hain acchi working karte hain Jyada Se Jyada focus ke sath kam Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain Kyunki confidence se hi kamyabi milati hai aur ham acchi earning kar sakte hain Forex trading Ek Aisa business hai Jisme Agar Ham Dil lagakar mehnat Karte Hain To Jarur Kamyab hote hain iske sath sath confidence Se Ki Gai working bhi Hamen Kamyab banati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X