Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai
    Friends ye bat thek hai k profit signal sy nhi mil skta for example apko signal mila loss mai start hny lga apny trade close krdi tu apko iska koi bhi faida na hwa,agr fayda hasil krna hai then sabar bhi rkhy aur dosra market ko khud bhi analyse krny ki koshish kry
    Do it before other will do!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

    Ek Achcha trader Vahi hota hai jo Apne analysis ki base per trading Karen aur signals ko copy na Karen Kyunki signal se aapko kuch accha Tak fayda de sakte hain lekin Agar signal Rafeeq Honge to usse aapko nuksan bhi ho sakta hai aur aap kisi ko bhi claim bhi nahin kar sakte is chij ke ke bare mein to isiliye Apne analysis Karen Taki aapko Agar kisi din signal Nahin bhi Mile To aap apni trading karte hue apni income ko Jari Rakh Saken signal copy bilkul Bhi Na Bane apni mehnat se apne interest se a Ek acche trader banne ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

      Profit signal se nahi milta balki profit aapke analysis aapke kam karne ki efforts aapki mehnat aapki predictions aapka experience se milta Hai profit ke liye yah nahin ki Ham WhatsApp group join kar le ya kisi se madad ne hamen acche result mil sakte hain lazmi nahin kiya trader achcha performance de lekin agar aapane apni experience iterating key to her nude ke sath aap ki planning improve hogi aur aapki result acche honge aur believe me aapki acchi hogi lekin aapane kamyabi ke liye apne aapko bahut yad karte rahana Hai kabhi aapane apne aap ko de dena.
      • #4 Collapse

        Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

        Gee haan bhai aap ki baat theek hai firex mein agar achi income hasil kerni hai tou aap ko forex mein market kay analysis kernay chahyeain kyun may humain acha profit sirf market kay analysis ker kay hi hasil hota hai humain fazool mein kisi kay signals per kaam nahin kerna chahyea balkay humain uss sae humain market mein loss bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

          profit hasl karny kay ley humian es main mahant say bhumain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learningf kay hum es main kam karain gain to humain es man loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex main hum es man 24 ghnton main hum kese be time main hum es main kam kar skty hain our forex 1 boht bra business hain
          • #6 Collapse

            Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

            G haan bilkull friends apki baat right hai keh hame profit signal se nahi balkeh ache experience aor analysis kar ke trade lagaey to milta hai hame chahiey keh ham trade se pehley market ko dekhey trend ke mutaabiw trade lagaey profit zurroori hogaa.
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

              ji bilkul Forex ka profit hamen signal se nahin achi tarah se market ko analysis karne se milta hai agar Ham zyada se zyada analyses Karte Hain to is se hamen bahut fayda hota hai market mein experience Hasil karna aur analysis karna bahut zaruri hota hai trader ko knowledge Hasil karni chahiye kyunki zyada knowledge Hasil karne ki wajah se Hi Forex Mein success milti Hai jiske pass se Forex ka zyada experience hota hai woh trader hamesha kamyab hota hai successful trader knowledge Hasil karne ke bad hi learning karta Hai jiske pass learning hoti Hai vah hamesha Fox form per bahut hi zyada profit Hasil karta Hai kyunki uske pass bahut experience hota Hai woh kisi aur ke signals ko follow karne se pahle demo apply karta hai aur strategy ko banaa aakar apni trading Mein use karta hai
              • #8 Collapse

                Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
                Friends ye bat thek hai k profit signal sy nhi mil skta for example apko signal mila loss mai start hny lga apny trade close krdi tu apko iska koi bhi faida na hwa,agr fayda hasil krna hai then sabar bhi rkhy aur dosra market ko khud bhi analyse krny ki koshish kry
                Dear aapki bat se agree krta hon forex profit tabhe acha aapko hasil hoga jub aap sabr se kam karoge aur right time ka wait karoge bagair sabr ke koie bhe signal aapko acha profit nahe dela sakta hai acha profit aapko tabhe hoga jub aap sabr ke sath trading karenge aur aapne trade ko kuch time ke liye chalne degen har ek cheez per focus hona chahie aur market ko khud bhe achy tareeky se analysis krna chahie aur market ke trend ko follow kr ke he forex se acah profit hasil kiya ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                  Yes bilkul thk kaha h Apny keh hmain perfect sighnal ko use Kar k Kam karna chahye jiski base p kamyab hona chahye keh ham log acchi trha kam karna chahye jiski base p kamyab hona h ham n or tarkii Karni h to zarori h hmary liay
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
                    Friends ye bat thek hai k profit signal sy nhi mil skta for example apko signal mila loss mai start hny lga apny trade close krdi tu apko iska koi bhi faida na hwa,agr fayda hasil krna hai then sabar bhi rkhy aur dosra market ko khud bhi analyse krny ki koshish kry
                    My Deer Forex member aap ki baat bhi Kuchh had Tak theek hai lekin Mere Khyal se Agar Hamen proper signal Hasil Ho To Ham signal ko follow karke bhi Forex market Mein acchi trading Karke acchi profit hassil kar sakte hain iske liye Hamen Apne senior ko follow karna chahie aur apne seniors ki respect Karni chahie aur Hamen Apne senior se help Lekar forex market ki trading sikhani chahie aur Forex market ka Achcha experience aur knowledge Haasil karna chahiess
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                      G bilkul friend me apke baat se mutakif h kaam ke douran apne experience ko pehly prefer kena chai h ku ke ye experience hi huta h jo kaam me faida de jata h signal bh kafi hd tk faida dete han lekin kabhi kabhi signal weak hune ka bh pta nh chlta jis ke waja se loss hu jata h ulta account wash hu jata h ur pehly baat kaam me sabr lazmi huna cahi h ke kh koi kaam sabr ke kelawa namokin h agsr waqat me hum signal pr depend krke work ur trade close kr jate han jike waja se loss huta h
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                        yes you are right my bro aapane bilkul sahi kaha hai profit single se nahin hota hai Ham sari zindagi kisi ke bhi mohtaj nahin rah sakte agar Ham chahte Hain kay Ham zindagi bher kay liye forex ko apna len to hamen iskey bare mein information leni hogi aur experience gain karna hoga aur mehnatt karni hogi tab hamen kisi se bhi Koi signal nahin Lena hoga aur tab Ham ek mukmmal trader Ban jaenge aur bahut acchi earning generate kar rahe honge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                          Forex mein bahut se Aise member Jahan Jo Khud analyses nahin kar sakte to market ki train ki or charge nahin kar sakte to vo signal per Gujara karte hain ya FIR signal per kam Karte Hain To unke Sath bahut hi Mushkil aati hai to Jaipur signature training Karte Hain To Ek to vah mujhe nahin dekh Sakte ke signal expiry ho chuka dusra ye kya hua Iske bare mein agar Nahin rakhte iski vajah se bahut jyada loss Aata Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                            Aapki baat bilkul theek hai ki prapt kabhi bhi signal Se nahin milta Bal ke hamen apne experience per concentrate karna chahie jitni zyada hamara experience hoga itni hamen achcha profit receive hoga.. aur jitni hamen kam experience hoga hamen profit utni kam milega.... Asali hamen chahie ki hamen trading market ko maximum analyse karna chahie aur Sabra se kam Lena chahie.. Ham jitne Sabr se aur soch samajhkar trading karenge utni hamen achcha profit milega aur ham success hngy. .. asali hamen chahie ki hamen trading karte waqt kabhi bhi jaldbazi ka shikar nahin hona chahie aur na hi koi major mistake karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit signal sy nhi analysis aur sabar sy milta hai

                              Znxzjdmdktshfmsykmhddumvmgsmgjx.chdykdhkdldtsoyfhx jxkxh

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X