What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    G hanhsm sab ko chahiy k ham trading k doran apny hazbat ki qaboo main rakhain aur aaram aaram sy trading karain aur kou jald bazi Na karain trading jk doran agar ham jald bazi karain gy to hamko IoSS ho sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      G haan yeh bahot zarori chez hai k agr ap forex me business krna chahte hain tou 2 se 3 chezoo pe cmtrol krna ho ga jn me aik emotion bhe hai. Emotion ko sabar se aur cool mind se control kar k business krna chahiye...
      • #1938 Collapse

        is forex main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k market main loss kam ho skay aur apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k market main trade karny main asani ho saky aur earning ho
        • #1939 Collapse

          g han hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur earn kar k trade karni ho gi ta k market main trade karny main asani ho skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi
          • #1940 Collapse

            mujhy khud bhi bht mushkil hoti hai emotion ko control krny mein.. kbhi kbhi loss bhi ho jata.. lekn time k sath jb insan se ghaltii hoti hai tou wo auto pe hii seekh jata hai.. forex mein ye nae k raaton rat ap apny ander sb khamoyon ko dour kr skty hain ic mein timr lgta hai...
            • #1941 Collapse

              agar hum emotions ko control kar kay trading karna chahty hay to ye sab say best cheez hay es trha humay market main loss ka chance bhi kam say kam hota ay aur humay esmain focus karna chahiey
              • #1942 Collapse

                emotions pay inta jaldi trader control nae ker sakty kun k ager experience kum ha trader ka tu emotions say loss hi hota ha 4 ya 5 account wash honay k baad traders ku emotions control aata ha
                 
                • #1943 Collapse

                  trading k doran emotions ko control krny k liye ka bara aasan tareka hai agr us per amal kr liya jaito um iss mai kamyab ho sktay hain, humain chahye k hum 1 range ya 1 mind set kr lain k iss se zyada hum ny trade nai krni.itna prifit ya itna loss ho gya to iss k baad trade nai krain krain.next day relax ho kr achi trade krainor profit earn kr lain gy.ager iss ko follow kiya jai to hum trading mai kamyab ho sktay hain.
                  • #1944 Collapse

                    Trading k doran apnay emotions ko asani say countrol kea ja sakta hay. agar ap trading ko sekh kar karo gay to ap ko pata ho ga k markeet ki movement kya hay or markeet kis taraf move kar rai hay. or jab ap trade open kar do to pher SL or TP laga kar chor dena chaheay.
                     
                    • #1945 Collapse

                      emotions or greed ku control kerna new trader k bus ka kaam nae ha. forex man yehi wu chiz a jis pay trader ager control hasail ker lay tu kahan say kahan punch jai its really hard
                       
                      • #1946 Collapse

                        i control on my emotions and also i do the trading with patience and also i work hard to check the market chart and also i do the trading with focus so i can control my emotions.
                        • #1947 Collapse

                          g bhai jan ap emtin ko trade karty waqt bht control main rakhta hun q k ako trade main profit aur loss dono ho skaty hai islye apko har cheez k liye tayyar rehna parhta hai aur greed sy bachna chhye aur loss hony ki soorat main aap apko confidence nai lose karna chhye.... bus aap apna morale na down karain aur apka kaam sukon sy karty rahain....
                          • #1948 Collapse

                            Your question is valid but main to jab new new tha to muj say mera emotions waqai control nahi hota tha main sirf jab profit ho ra hota tha tab to zada excitement ahow karta tha laikn jab loss to phir patience nahi Kia or close kar di loss main but tha market turn after many times its happening
                            • #1949 Collapse

                              hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur earn kar saky aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade kar k earn kar skay gay aur market k trend ko use karna ho ga ta k earn ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                Forex trading busniss maiager apchahtyho k ap kamyab ho jao tu apko chahyehy k apapnaemotion ko controllmai rakh ker trading kiyakaro orkamyabihasil kerlo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X