Jyada profit ka lalach na Karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jyada profit ka lalach na Karein

    Ji hume zyada lalch ni krna chahiye kyun k lalch se hamesha insan ko nuksan hota hai.. isliye jitna ho sake lalch se bache...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jyada profit ka lalach na Karein

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasir884 پيغام ديکھيے
      Dear members Jab Bhi aap log trading karte hai tu sabse Hamari Jo baithe hai Baithe vahi hai ki Ham apni profit Mein Jo Bhi trade Jaati Hai To Ham koshish Karte Hain Ki Hamen aur Jyada profit ho aur jab Hamara profit target complete ho chuka hota hai but ham log apni trading entry ko close Nahin Karte aur apni position ko laga ke rakhte hain aur Iske sabse bada nuksan aap Logon Ko yah hota hai ki aapki trading entry opposite Chali Jaati Hai yani aap ko nuksan ho jata hai agar aap log Apna prapt target complete hone ke bad lalach na Karen aur apne trading ko close kar le to yah aap Logon ke liye Jyada behtar hai Kyunki aap log Is Tarah Se market Mein acche tarike se trading kar sakte hain.
      Forex trading Mein Kabhi Bhi Jyada profit lene ka lalach nahin karna chahie Kyunki lalach Hamare account Ki Sabse Badi Dushman hai aur Forex trading main lalachi karna bahut jyada dangerous Hota Hai aur Hamare bonus account ke wash hone ka sawab bhi lalach Hota Hai isliye Hamen Hamesha Forex trading Mein lalach Se Bachana chahie aur Hamesha Soch samajhkar forex market Mein trading Karni chahie aur apne bonus account ko saaf Rakhna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Jyada profit ka lalach na Karein

        g haaan ap nay shi khaaa hy humain es main zyada laluch kay chukron main nhi purna chahiyaaay agar hum es main zyada laluch say kam kurayy gaaay to hum es main kbhi bu9i kamyab nhi ho sakay gaaay or es main hum acha kam bhi nhi kur sakay gaaay to es kay liyay humain es main hamesha zyada profit ka laluch nhi kurna chahiyaaay hum es main jitn bhi profit gain kur saktay haain or jitna humain es main profit gain hota hy humain us maain he hukur ada kurna chahiyaaay or es main acha kam kurna chahiyaaay or jald bazi ko avoid Zror kurna chahiyaaay
        • #19 Collapse

          Re: Jyada profit ka lalach na Karein

          Han g bilkul thek BT ki h apny keh hmain chahye keh ham log sabar s Kam krein or ziada profit ki trf na sochein yeh ziada ahim h hmary liay hmain is Chez ko mind m rakhty Huey agy Jana chahye jiski base p kamyab hona h ham n tarki Karni h agar aesa chla to bht successful bn jaengy ham ak time par K trade open Karni chahye hmain
          • #20 Collapse

            Re: Jyada profit ka lalach na Karein

            Yes dear hmen zaida Profit ki lalch nai krni chaye is se hmen loss bhi ho skta hy
            • #21 Collapse

              Re: Jyada profit ka lalach na Karein

              Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach aur jaldbazi se bachana chahie kyunki Forex trading mein kuch log zyada profit hasil karne ke liye trading mein zyada risk lete hain aur Forex trading mein jiske liye woh big lot size use karte hain Forex trading main big lot size mein zyada risk hota hai jiski wajah se Forex mein hamen bahut bada loss hota hai aur hamara bonus account bhi wash ho jata hai isliye forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai Forex mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                G han zeyada profit kay liye laalach na karen laalach se agar ap apny profit ko zeyada karny ki koshish karen gay tou ye bohat hi dangerous baat ha kyu kay laalach se profit zeyada nahi balkay kam ho sakta ha yani laalach se loss ho sakta ha is liye agar apko kam profit bhi mil raha ha tou sabar karen aur laalach may na paren
                :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                • #23 Collapse

                  Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                  Zayada profit ka laaluch nahi kerna chahiye kiyu kay laaluch say bohat loss ho jata hay. Forex business to aisa business hay jiss mai jitnay araam say apna kaam kiya jaey utna he ghaltiaa bhi kamm hoti hay. Paknforex forum pay bhi laaluch nahi kerna chahiye phir posts ki limits pori honay say 24 ghantay zaya hojatay hay aur members ko uss ka bhi nuqsaan ho jata hay
                  • #24 Collapse

                    Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasir884 پيغام ديکھيے
                    Dear members Jab Bhi aap log trading karte hai tu sabse Hamari Jo baithe hai Baithe vahi hai ki Ham apni profit Mein Jo Bhi trade Jaati Hai To Ham koshish Karte Hain Ki Hamen aur Jyada profit ho aur jab Hamara profit target complete ho chuka hota hai but ham log apni trading entry ko close Nahin Karte aur apni position ko laga ke rakhte hain aur Iske sabse bada nuksan aap Logon Ko yah hota hai ki aapki trading entry opposite Chali Jaati Hai yani aap ko nuksan ho jata hai agar aap log Apna prapt target complete hone ke bad lalach na Karen aur apne trading ko close kar le to yah aap Logon ke liye Jyada behtar hai Kyunki aap log Is Tarah Se market Mein acche tarike se trading kar sakte hain.
                    yes u r right ham agr zyada profit ka jo hai wo lalach kren ge to hoskta hai ke hame jo hai wo purana jo profit hai wo bh loss hojaye to behtr hai ke ham withdraw kren jo bh hamara profit hai ta ke hamara jo profit hai wo hame mil jaye or hamesha zyada profit ki lalach nh kren bilkul bh q ke lalach ek bht buri bala hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                      Sahi hy bilkul hi ziyada profit ka lalch nhi krni chahye kion k jb admi lalch maim PR jata hy to nakami us ka muqadr bn jati hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                        g han bilkul humy hr us cheez my nuksan ho sakta hy jis my lalach ho.or agr hum trading my b lalach krty hn to humy is my success hasil nahe ho sakti.or agr hum ny apni kisis b trade my lalach kia to humy us my loss b ho sakta hy or lalach ka loss to account wash krny tk ponch jata hy.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                          Hamen chahie Ham Apne target set Karen aur daily on target ko achieve karne ke liye mehnat Karen because Jo Main Karta Hai Vahi Kamyab Hota Hai Hamen chahie mehnat se kam Karen vah koi bhi business Ho because Kuchh Bhi possible Nahin without mehnat
                          • #28 Collapse

                            Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                            Forex trading business jismein profit aur loss donon hi milte Hain aur ek trader ke liye yah bahut zaroori hai ki vah ine donon souten mein mustaqil Mizaji ke sath trading barkarar rakhe. Agar aap yah chahte Hain ki zyada earning kam time mein len to phir aapki yah laalach aapko nuksan pahunch jayegi aur aap aap apna tamam capital WhatsApp kar sakte hain. Isliye hamesha apna focus small amount of profit per rakhen.
                            • #29 Collapse

                              Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                              ji dear bilkul sahi kaha hay k profit ka ziada lalch nhn karna chahiy kion k jab ziada lalch karty hain phr kam sahi nhn kar paty hain aur motivation level bahut kam ho jata hay aur lalch ka ansar ziaada ho jata hay to is tarah phr faiday ki bajay nuqsan hi hota rehta hay is liy ham ko chahiy k ham lalch na karyn balk kam par focus karyn aur mehnat kar k kaam ko seekhyn.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jyada profit ka lalach na Karein

                                Ji sir aapki baat bilkul theek hai hamen forex main business karte hue kabhi bhi lalchi nahin hona chahie.... Balki hamen thory profit ko hi kafi samajhna chahie aur use per soch samajh Kar trading karni chahie hamen kabhi bhi forex main business karte hue kabhi bhi jaldbazi nahin karni chahie aur greedy nahin banna chahie...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X