Forex Market Watching
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
    Happy Trading
    :cool::(:):cool:
    Jee apki baat theak hay bohat saay trader aisy he market watch ko daikh kar trade karty hay jab keh agar hum aisy trade kary to loss ka risk ziada hota hay humay market ko daikh kar trade karna chahiey na keh watch ko.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      brother forex mein agar appko trend k barey mein jaan na hai toh appko forex chart reading ko seekhna hoga aur phir apney trading k mutabiq trade open karni hogi aur chart ko read karna hoga agar app short term trader hain toh m15 chart ko read kar k trend ko maloom kar sakthey hain aur agar app long term trader hain tab app h4 ko read kar k long term trend k barey mein predict kar sakthey hain...
      • #213 Collapse

        In is very important to watch the market for a good entry because a good entry can make you a good profit.We have to analysis the market both technical and fundamental so that we can get a good entry.
        • #214 Collapse

          je han app market ko watch karo tu app ko kafi sale aur buy point milskte hain aur app kamayabi hasil kar skte ho so forex trading main ye hota hai aur app kamayab be hote ho es tarha se aur kamayabi k lye app ko dekhne hoge market
           
          • #215 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
            Bhout sary trader aisay hain jo Forex ki market ko watch karty rehty hain or phir apni prediction k mutabiq woh Forex mai trade open kar daity hain or woh samajty hian k woh analysis kar rahy hain tu mai yeh kehna chaho ga k es tarha karny se woh apny account mai risk ko involve karty hain or es waja se woh loss kar lety hian.Market ko watch karny se kafi b market ka trend acha nahi milta.Behtar hai k ap analysis karian jis se ap ko upcoming market k trend ki achi samaj a jaey gi.
            Happy Trading
            :cool::(:):cool:
            ji han jab hum trading karen to market ko dekhty rahen keun k is sy experience mein incraese ata hy or jab ap trade laga k chor dain gy to apko forex market ki smajh nahi aye gi or apko forex mein loss bhi ho sakta hy
            • #216 Collapse

              dear my all friendz plz app forex k related baat karo taa ke wo log apk comments ko paarh saky or un se koi faida be lay saky pata nai koi broker k bary main baat karta ha or koi pakistani forum k bary main apko chahiye k logo ko achi tara guaide kary taa k un ko be kuch help mil sakty.
               
              • #217 Collapse

                forex mai trade laganay se pahlay market ki news se update hona boht zaroori hay market ko analyse kar kay he humko pata chal sakta hay kay currency pair kis direction par jayegi
                • #218 Collapse

                  market ko watch kiey bgher to pta ni chulta lekin is ka ye h mtlb bhi ni keh her time market ko he dekhtye rahi jitna ziada daikho gey utna he mind khrab ho ga khas tor per jub trade open ho is liey market ko daikho lekin kuch time keh bad wikfa dey ker
                  • #219 Collapse

                    Brother Market watching ke baghair to trading posible nai me ap kis iss bat se agree krta hn. Daily market watching se ap ko daily analysis milta he or market ke trend ke bare me pata chalta he..
                    JOIN Pakistan Forex Forum and Earn 0.20$ for Every Post. Click The Link Below To JOIN : :)
                    https://investsocial.com/ur/member.php?9330-Awan786
                    • #220 Collapse

                      ye bat to teh hay k agar ap chahty ho k apko trade me loss na ho to apko ziada say ziada time market watch karni chahye our dehan rakhan chahye k kis time pe kia hoa isko kam ko apni adat bana lain yehi apko adat apko aik kamyab trader bana skati hay market watch karny say he apko latest trend ka pata chalta ha
                      • #221 Collapse

                        yaar ek ton app ki baat sahi terhan samj men nahin aa raha hay kay app kehna kia chah rahay ho or jitna samja hon us ka jawab dey deta hon bhai market trend ka app srif ek cheez say decide nahin ker saktey us kay lia analysis reports data reports or indicators in sub ko samj ker hi decide kerna hoga is terhan hi app ko sahi guide milay gi
                        • #222 Collapse

                          ji haan bhai bhut market ko dekhte rhna aik achi baat nhi hai kyun ke es se aap ki eyes main problems ho skti hain aur aap ho ske bemar bhi ban skte ho es liye forex trading main analysis ker ke sirf aur sirf trade place kerdain aur us ko hourly check krain.
                          • #223 Collapse

                            Watching the market is also helpful for us , it also gives us much information and knowledge . A newbie should more focus on learning and practice the market and should watch the every movement of the market carefully so we can do better and good trade.
                             
                            • #224 Collapse

                              Jee kuch log iss sea bhi trading kartea hea kea market ko watch kar kea trade kartea hea aur iss ek kisam ki scalping bi kehtea hea yeh sirf watching hota hea na kea market ko smajana kehr ap phela analysis ko bhi smajana hota hea .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                forex market ku watch karna zarrori hai aur es mein latest news ke update hasil karnay se kafi information aur experience hasil ho sakta hai yehi knowledge hamay aik acha trader bana sakti hain thank for question
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X