Loss ki recovery k liye mazeed loss...
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki recovery k liye mazeed loss...
    Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members hmein chye hm km bonus p trade na lgaen is sy loss k bht chances hn or na ee itna pesa invest krein aik dm sy k us loss ko recover krny k liye hmein mazeed peson ka loss ho mtlb ye k say ap daldal m phnsty chly jaen gy k loss ko recover krny k liye mazeed pesa lgaty jaen gy lehaza soch k smj k jitna bear kr skty hn utna ee invest krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

    Walaikum Assalam Yahan per bahut se members Aise Hain jinhen loss ho jata hai aur unhen loss mostly over trading ki vajah se hota hai hi ya fir big lot use karne ki vajah se hota hai Tu Big Lot Se Kabhi Bhi trade open na Karen kam balance ke sath Agar update open karte hain to ismein aapko loss ke chances badh Jaate Hain aur jab aap use log ko recover karne ki koshish Karte Hain To Kam balance ke sath agar aap again trade open karte hain to aapko Mazeed loss ho jata hai aur loss ko aap kabhi bhi Ek Sath pura nahin kar sakte loss ko slowly slowly recover Kiya jata hai loss ko Kabhi Bhi Ek Sath pura Karne Ki Koshish Na Karen Varna isase Mazeed loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

      Loss ko recover karne ke liye bhi member ke paas jyada experience hona chahie aur yah experience member socha bhi mil jata hai ki jab trading ke liye apni shakti ko acche se karte hain aur member apne trading co isiliye hi acche se kar sakte hain ki jab ho ya jyada online hokar aur apne kaam par jyada shops karenge aur apne senior se bhi learning hasil kar lenge
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

        Assalamu alaikum dear friend I hope you will be fine Forex online business hai jismein ham Ghar baithkar acchi earning kar sakte hain lekin Forex mein prophet ke sath sath loss bhi hota hai jis tarah Ham taraf ko accept karte Hain usi tarah last ko bhi accept karna chahie kyunki ki kamyabi aur na kami har business ka ek important part hai agar ham kamyab ho sakte hain to aisi baatein na kam bhi ho sakte hain humko kabhi bhi mayus nahin hona chahie mehnat se kaam karna chahie aur agar Lal ho jaaye to use recover karna chahie aur Kabhi aisa hota hai Ham last ko recover karne ke chakkar mein aur mazeed loss kr dety hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

          Jo members forex trading mein loss hone per disappoint Ho jaate Hain vah log Majid lash kar lete hain kyunki forex trading main aapko kam karne ke liye hamesha best working karna hoti hai jismein aap acchi working tab hi mumkin hai jab aapas mein jaldi na Karen aur loss hone per ek acchi strategy aur planning ke sath recover karne ke liye effort continue Karen
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

            G han log forex men bahut lalach karty hain as lia un ko as men bahut loss ho jata hy as lia hamen forex men bahut saber kay sath kam karna chaheya ur as men jo loss ho jay us ko bahut itminan kay sath pora karna chaheya kun kay as men hamara hi faida hy as lia hamen forex men bahut himat ur dil lagy kay sath kam akrna chaheya ur hamesha kuch nah kuch forex kay bary men sekhna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

              Loose ki recovery karni hai to uske liye sabse pahle To Hamen yah karna hoga ki Ham koi bhi jald Baji na Karen laalach na Karen aur ham lot ko Zyada lagakar ya na soche ki Ham Kya kar rahe hain ki Ham jald se jald Apna juloos Jaaye aur cover kar lenge Aisa Agar Ham soch rahe hain Tujhe galat hai isase Humko aur Billu use Ho Jata Hai To So Gayi bilkul Socha jaldbaji Na Karen ladko kam Laga kar Apne dost ko recover Karen
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                Yahan per bahut se individuals Aise Hain jinhen loss ho jata hai aur unhen loss in the main over buying and selling ki vajah se hota hai hello ya fir large lot use karne ki vajah se hota hai Tu Big Lot Se Kabhi Bhi exchange open na Karen kam stability ke sath Agar replace open karte hain to ismein aapko loss ke probabilities badh Jaate Hain aur jab aap use log ko get better karne ki koshish Karte Hain To Kam stability ke sath agar aap once more exchange open karte hain to aapko Mazeed loss ho jata hai aur loss ko aap kabhi bhi Ek Sath pura nahin kar sakte loss ko slowly slowly get better Kiya jata hai loss ko Kabhi Bhi Ek Sath pura Karne Ki Koshish Na Karen Varna isase Mazeed loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                  Los ki Hamesha recovery mein koi bhi time Nahin Lagta Ham Agar acchi management se lost key recovery Karen Inshallah Ek na Ek Din Ho Jayegi aur aur Main Bhi Inshallah kar lunga Allah Pak Mujhe Inshallah Himmat Dega Achcha bolna Mera Hamesha daily basis per aata hai lekin Hamesha finish ho jata hai isliye pata nahin Aisi kaun si reason hai mujhe uski samajh Nahin a Rahi Mujhe market bhi samajh aa Jayegi main market ko Sikh raha hun main Bar Bar acchi Hamesha trading karta hun aur aur Mujhe loss ho jata hai loss hone ki vajah se main bahut ghabra jata hun lekin Fir Bhi Main Inshallah koshish Karunga Forex bahut Achcha business hai yahan per Jo Bhi Karega usko Milegi Mujhe Bharosa Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                    Kuch log loss ko recover krne k liye bhoht risky trading krte hn last mein us say bhi ziada loss kr dete hn. Ap properly analyzes krn. Market k trend ko aur money Management k sath trade krn.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                      gee han dear bazdafa asay b hota hai kay hum loss ko recover karny kay liya trad lagaty hain or pher hamain mazeed loss ho jata hai main app say yahe khon ga kay hamain forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                        Ji han bilkul bacche log risky trade Le lete hain aur use ko recover karte Hain unhen chahie ki vah risky trade na lagaen usse aur bhi jyada loss ho sakta hai aur aap ka account wash ho sakta hai jo log jyada Lalach karte hain unko business mein loss ho jata hai unhen chahie ki vah Sabar se kam le lalach Na Karen jaldbazi bhi Na Karen tabahi wo log loss ko recover kar sakte hain loss ko slowly slowly better banaya ja sakta hai ekadam se pura nahin karna chahie nahin To hamen main FIR loss ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                          Kuchh log loss ko recover karne ke liye bahut risk trade Karte Hain aur se unke account bhi watch Ho Jaate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham koi bhi risk Na Le Agar Hamara loss Ho Gaya Hai To Hamen Himmat ke sath Apne work per tavajjo Deni chahie Taki Ham Apna lot jald se jald recover kar le aur ham profit ki taraf Ja sake Jo log Himmat ke sath kam Karte Hain vah Log ismein Hamesha Kamyab hi rahte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                            loss ko re cover karny k liy hmy sb sy zada ahtiat k st kam karna chahiy agar loss ho ga to hamara apni mistakes ki vja sy ho ga sb sy phyly mistakes ko chk karna chahiy us k bad hm ko loss re cover krna chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki recovery k liye mazeed loss...

                              jab loss ko sabar se cover keryn ge to loss bhe cover ho jeye ga then ager tans ho ker loss ko mayosi se cover keryn ge to zror loss kam hone ke bejeye loss bhare ga es liye mehnat se kam keryn sabar se loss ko na hone dein mehnat keryn ge to kamyab hon ge then achi learning kerty rehne se hamain achi earning bhe zror milty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X