Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    dear apne greeds say mutallik ache information di hai humay forex trading mai jitna hosake greeds ko avoid karna hoga kiu k is tarha say ap kabi b aik kamyaab trader nhe ban sakte ho humay forex mai kafi effort karni parti hai and then us k baad he hum forex mai success hosakte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      Beginners should not rush to open a real account until not develop at least some trading scheme. It seems that price movements are ignored and if would venture, would be able to get them a profit, but if so try to trade - very quickly begins to accumulate negative and profit is not enough to cover it.
       
      • #1968 Collapse

        forex par un logo k ley nakami ha jo bagr parctice ky rell acount par kam karty ha aur paer zahda ke lallch my apna nuqsan kar daty ha. foerx my gareedy log he apna nuqsan katy ha
        • #1969 Collapse

          greed say biuch jay apko aik boaht hi achi tarding ko karna ka pata chal jata hai apko dfily kay hi daily aik target ko set kjarna hai is kay baad apko apnay target ko kabhi bi break nai karna chaiy
          • #1970 Collapse

            Sir ager ap log achay tareeqay say kamyab hona chahtay hain to apko chahiye kay ap log pehlay forex kay rules ko follow kere or baad may apne emotion and laalach and jald baazi ko choor day tab hi kamyab ho saktay hain thank u
            • #1971 Collapse

              forex ek bohat acha busniss hy lakin is mai apko greeding nai hona chahye or apna kam mai improvement lani chahye or uski practice kerni chahye ta ke apko profit ho
              • #1972 Collapse

                ager to koe bhi trader ye kehta he ke wo lalachi nahi he to ye baat ghalat ho ge kiyun ke jab aik baar ziyada out put miley to wasae he lalach a jati he phir kiya dobara bhi trader wohi kaam kerta he or ziyada loss ker deta he lekin behter yehi he ke greed se hat ker he trade karein
                • #1973 Collapse

                  yeah brother definitely greed ko avoid kare, aur planing ke mutabiq trade kare, forex aik risky platform he agar ap greedy ko follow kare ge to kabhi success get nahi hogi, is leye better thing is that ap planing ke sath trade kare jis men greedy and emotion ka hargiz follow na kare.
                  • #1974 Collapse

                    je greed ko avoid kerne se he ap ache trader ban sakte bohat se log jab profit ho jata he or ap apna target hasil ker lete ho phir bhi trading ko jari rakhte hen or jab loss ho jata he to he to broker per dal dete he ke wo sahi broker nahi he
                    • #1975 Collapse

                      hamary muashry main log ziada say ziada hirs aur hased say mal kmanay per lgy huay hain jo inhain laluch main dall dayta hai aur wo ayk doosry say mal o dolat main aagay niklenay main lagay houy hain.
                      • #1976 Collapse

                        G humen forex trading me greed ko avoid kar k agay ka sochna chaye kyoun k forex me bhot kuch hota hai or is me bhot sary learning points hoty han is lye humen greed se agay ka sochna chaye kyoun k forex ek profitable business hai
                        • #1977 Collapse

                          jo bhi trader buri tarha say trades main loss haasil kartay hain in ki main wajah ya to over trading hoti hai ya ohir un ki knowledge main kammi hoti hai iss main sy hbhi over traading ki main wajah greed hi hai iss tarha over tradign main loos face karany walay traders k tadat sab say ziyada ha q kay profit ki laalich main woh oaver trading kartay hain.
                          • #1978 Collapse

                            jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakata hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr success hasil karni hay to huamin is main greed ko avoid kar kay huamin trading man kam karna ho ga k loss nai ho
                            • #1979 Collapse

                              ap sub trdaers forex ki history ko read karjay check kar lay kay aj tak jitnay bi tarders is buisness me nakam huyay hai un sub traders jo bus greed pe hi lost hua hai juldi ammer bunnay ep hi lost hua hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                Greed is curse aur is ko avoid kr key hi hum achi trading kr saktey hain. Greed sey aap ko yeh andaza nahi rehta keh aap ney kitna profit earn kr lia hy, yeh aap ko aur ziada profit lenay par uksati hy aur aap lalach main aa kar lots ko close nahi kartey aur phir jo profit earn kia hota hy woh bhi loss ho jata hy. Hamain greed sey bach kr trading krni hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X