Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    greed is a killer in every situation. especially forex trading me, aap aksar apne greed ki waja se basic trends ignore kr dety hain n jab loss hota hai tb pata chalta hai k thora profit hi bohat tha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      Asalam O Alikum jee doston forex trading kam hi esa key insaan lalach main aajta hai bas humaey sha is baat ko socho key trade bhi humain karni hao aur is mai loss or profit bhi humara ho ga
      • #888 Collapse

        yes dear meri nazar ma gar ap acha trader bana chatye ho tu greed ko avoid karna ho ga kiun k greed forex trading business ma loss ki bohot big waja hai so loss sy bachna hai tu greed avoid karo.
        • #889 Collapse

          mjhe apnay experience main yahi mila hai kay forex trading main jo log Greed pay Kabu pa lete hain wohi traders kamyab hotay hain or loss main rehnay walay traders ki sub say berdi mistake Greed hi daikha hai mene jo ap ki berdi say berdi Equity ko Bhi Urda kay rakh deta hai
          • #890 Collapse

            Yes its all right that greed is very harmful in Forex trading if we want to earn a handsome earning then we should avoid of greed because some time we observe that our trade is going to profit side and we do not close our trade in profit and we want to get more profit and sudden market go to our against trade this is the result of greed.
            • #891 Collapse

              bilkul sahi kaha app nay greed ko avoid karey ghay to hum proft ley saktey hai agher hum thori profit ley kar saber karley aor aghlay din dobara markeet ko dekhey aor samajh kar trade karey to humey loss bhi nahi hogha lalach mein par kar hum apna loss kar letey hain
              • #892 Collapse

                stop loss orders very good it protect our capital from loss but it need the trader who is scalping because he look for short profit so he can cut the loss early but if the trader be swing what happen ?the loss will be big and he must put the stop loss far from price because the trade will running for long term so i think stop loss very useful but if the trader know how to use it
                   
                • #893 Collapse

                  jesy he ap trading ko start kre ap apna aik profit level target kr le ke aj mae ne entna profit earn krna hy,ap ke day end pe jesy he ap ka target achive hota hy ap apni trading ko next day ke liye postpond ker le, or ye greed kabhi na kre ke mae ab etna bhi kama sakta hn
                  • #894 Collapse

                    g sior ap na thek kaha ha is business ma wo hi kmyab hota ha jos is busienss ma greed sa door rhta ha is liy ahmy chae k hamy is busienss ma greed sa door rhna chae ta k ham ek achy trader bn sky us k liy hamy mhnt ki zarorot ha ager ham achy gtrader bnna chaty ha tu hamy exeprice b gain karna ho ga..
                    • #895 Collapse

                      ji bilkul apki bat se mei agree hu aur humhe greed se avoid karna chayei aur achi tarding ki taraf jana chayie greed humaray loss ki ak waja buntiii hai ap thek keh rahe hain kafi loog esay hain jo over confident hojatay par aunka confidence acha hai par over confidence acha nae jis ki waja se phir loss hota hai esay logo ko
                      • #896 Collapse

                        well dear Forex trading mein app kee liyee sub see important cheez yeh hai kee app apnee emotions koo control mein rakhein aur yeh app jaab achi tarhan kar sakty hain jaab app kee knowledge achi hoo aur app nee fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study kar lee ho
                        • #897 Collapse

                          Asslam O Alaikum han gee bilkul humay greed ko avoid kerna chahye.......yeh humari bohat barri dhusman hoti ha yeh humay barbaad ker kay rakh deti ha........its my opinion
                           
                          • #898 Collapse

                            g bilkul ...humain chahye k hum greed ko har tarha se avoid karain takay hum achi trading kerskaay n acha earn kersakay...greed ki waha hum apni skills ko bhi mar dety hy n loss mein chalay jaty hy jb k humain pata hy greed humain siwai loss k kuch nai dete phr bhi hum greed kerty hy....agar hum in sb se bachna chahty hy n f0rex mein achi earning karna chahty hy to humain greed ko avoid karna hoga takay hum achi trading kerskaty n acha earn kerskaay.......
                            • #899 Collapse

                              newbie ko tou bohat greedy hoti hai but aksar aisa hota hai k professional trader bhi kabhi market k up and down main akar aur apni targets ko achive karney k bad bhi itney greed hojatey hai k unhein loss ka samna karna parta hai apney sahi kaha har woh shaks jo trade kar raha hai usey greed ko avoid karna hai jab hi woh apni trading main success hasil kar sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                agar ap forex mai successful huna chahte hain tu ap ko greed ko avoid karna huga kiu kay jo bhi forex mai greed kare ga wo over trading ki taraf jaye ga aur wrong mvoes lay ga jis ki waja se us ki trades trend kay opposite jayn gi aur usay loss ka samna karna paray ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X