jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty
    Aslam o alikum mery khyal se jo log jazbat ma a k forex join krty he wo loss krty he forex ma learning sb phly he or dusri bt apna mind ready rakhna k profit howa to loss b ho ga log forex ma aty he to sirf profit ka sochty he k hm ek din ma 100 $ kmaye ge ye wo but wo ye nhi sochty k hm 100 $ gwaye ge b esi chkr ma loss kr dety he baqi ap sb se request b he please jb ko thanks deya kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

    g han ap ny bilkul sahi kaha hai forex main jo log jazbati ho kar kam karty hain tu wo kbhi bhi profit nahi milta hai es liye apko soch smjh kar apni trading karni hogi jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning hasil kar skty hain lalach buri bala hai es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko lalch khtam krna hoga jis se ap kamyab ho skty hain forex main jitni mahnat karengy otna he apko faida mily ga ap mahnat k bagiar kuj nahi kar skty jazabt se ap hmaisha he nakam hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva پيغام ديکھيے
      Aslam o alikum mery khyal se jo log jazbat ma a k forex join krty he wo loss krty he forex ma learning sb phly he or dusri bt apna mind ready rakhna k profit howa to loss b ho ga log forex ma aty he to sirf profit ka sochty he k hm ek din ma 100 $ kmaye ge ye wo but wo ye nhi sochty k hm 100 $ gwaye ge b esi chkr ma loss kr dety he baqi ap sb se request b he please jb ko thanks deya kry
      jaldbaji se kam Lenge to aap kabhi forex business mein profit nahin kar sake Kyunki forex market Mein Jab Bhi trading karna start Karte Hain To iske liye bahut jyada patients ki jarurat padati hai aur aap jaldbaji Mein Koi Bhi decision Lete Hain To yah aap Logon ke liye nuksan ko Bass pasand hai isliye koshish karen kay jaldbaji na Karen aur aur School Rahte Hue Apne decision liya Karen aur Hamesha market ke acchi Tarah Se analysis karne ke bad aur acchi Tarah sochne samajhne Ke bad Kisi bhi market mein aap log Jab trading entry Lagate Hain To is AAP Logon Ko fayda Hua sakte hain jo jaldbaji hoti hai vah aapke liye nuksan Lekar aati hai isliye Apne account ko manage karne ke liye aur acche tarike se trading karne ke liye Soch Samajh Kar Faisla Karen.
      • #4 Collapse

        Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

        Agar Ham ismein bagair experience ke investment Karenge To Hamen iska profit Nahin Hasil Hoga Hamen ismein knowledge or experience Hasil karke hi amount invest karne Karya kar lyna chahie Fir Bhi Ham ismein achha profit Kama sakte hain Agar Ham Garib hai aur ham ismein pasia invest nahin kar sakte To Hamen chahie ke Ham is Mein ful time kam Karen Taki Ham is Mein kam Karke Paisa Kama sake aur paison se apni life se guruwar ko khatm kar sake
        • #5 Collapse

          Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

          agar hum es mai jazbate ho kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ag our hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hian agar hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga forex 1 boht bra business hain
          • #6 Collapse

            Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

            bro hame cahiey ke jb bh ham forex me kam kren to ham sukkon or itmenan se kren q ke jb ap jld bazi me kam krte hai forex me to is se apko loss hoskta hai apki posting sahi nh hogi or apko phr bonus bh acha nh mileaga to apko chaiye ke agr apko bonus acha chaiye to ap kisi ya to forex ke bare me expert se rabta kren ta ke ap forex pr sai se work kren
            • #7 Collapse

              Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

              dear friend forex trading aik risky business ha is mn kbi bhi jazbati ho kr trading naen krni chayay keun k jo log market ki movemement ko dekh kr aur profit k chakr mn trade lganay mn jazbati ho kr trade lgatay hn to ziada tr unki trades loss mn jati hn aur kbi kbi ziada loss ki waja sa account bhi wash ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

                G hy bilkul jeldbzi log kbhi bh kamyb Nhi hota is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra subr sa achi qulit ka kam kra soch semjh kr acha sa kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

                  G han bhai Jan apny thik kha hy k jazbati log kabhi is kam sy profit Nahin ly sakty to hamain is kam main jazbati ho Kar Kam Nahin karna chaiy bal k acha or fresh. Ind hi Kar Kam karna chiay is kam main ham jitna acha Kam Karin gy utna ham is kam main achs bounce hasil Karin gy
                  • #10 Collapse

                    Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva پيغام ديکھيے
                    Aslam o alikum mery khyal se jo log jazbat ma a k forex join krty he wo loss krty he forex ma learning sb phly he or dusri bt apna mind ready rakhna k profit howa to loss b ho ga log forex ma aty he to sirf profit ka sochty he k hm ek din ma 100 $ kmaye ge ye wo but wo ye nhi sochty k hm 100 $ gwaye ge b esi chkr ma loss kr dety he baqi ap sb se request b he please jb ko thanks deya kry
                    Ge ha forex member forex treading me loss be hoti he Ur profit be hasil hoti he is lya loss ko face karna chayz aur is se sabak hasil karni chay aur ka i e jald bazi se treading nahi karni chaya aur bhit soch samaj ke sat trrading karni chaya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jazbati log kbi b forex ma profit nhi le skty

                      G han ap thek kah rahay han jazbati log forex per kabhi bhi acha profit nahi lay sakty agar ap forex se acha profit hasil karna chaty han tou apko chahiye kay sabar se kam karen jo forex per sabar se kam karty han wo forex per kamyab hotay han aur jo jaldbazi karty han wo nakam ho jaty han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X