Trading main confidence kb aata Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main confidence kb aata Hy
    Dosto Forex trading main kamyab hony k liy lazmi Hy k ap ko trading main confidence ho aur yeh confidence tab aata Hy jab apko Forex trading ka mokammal experience aur knowledge ho to is liy Jo log sochty Hain k unko km knowledge ki waja sy loss hota Hy to unko sab sy pehly yeh kmi poori krni chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main confidence kb aata Hy

    Forex Trading me cofidence hamare knowledge, skills aur kamyab experience ki waja se ata hai k jitna hamare in cheezon pebubooreyat zyada hogi to hum utne hi kamyab rahengy. Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading main confidence kb aata Hy

      Je dear forex trading ma confidence serf knowledge or experience ki base par ata hai, agr ap knowledge or experience ko importance ni deyn gy to working k bad b apko kio faida ni ho ga, forex ma trading ik complex process hai es k lae achy confidence ka hona bhot zaruri hota hai, bena confidence k working easy ni hoti,
      Last edited by ; 16-05-2020, 08:23 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main confidence kb aata Hy

        Yes forex main confidence hoga to he success possible hay, or confident hiny kay liye hamain expert trader ban,na zaroori hay, jis kay liye hamain forex main bahut practice and time consuming ki zaroorat hay, tab he hum confidence say forex main aik successful trader ban sakain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main confidence kb aata Hy

          Trading m hmain confidence us wat atta h jab ham n trade lgai ho or hmari trade profit m gaii ho automatically or hmain us s bht ziada profit gain his ho tab hmain bht ziada confidence milta h or hmain Acha g gain hony ki try hasil hotti h yeh btein hmary liay zarori h or hmain isko mind m rakh k agy Jana chahye agar Ham n kamyabi hasil karni h
          • #6 Collapse

            Re: Trading main confidence kb aata Hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
            Dosto Forex trading main kamyab hony k liy lazmi Hy k ap ko trading main confidence ho aur yeh confidence tab aata Hy jab apko Forex trading ka mokammal experience aur knowledge ho to is liy Jo log sochty Hain k unko km knowledge ki waja sy loss hota Hy to unko sab sy pehly yeh kmi poori krni chahiy
            Gevha forex member treading karnebka jab acha knkwledge aur expeeirnce hasil ho jai to treading karna asan hota he air acha earning kar sakte aur her tread ko bhut he co fidence ke sat open kar sake ge is ke lya zayada mehnet karni chaya take her tread per profit hasil ho sake aur loss se be ach sake
            • #7 Collapse

              Re: Trading main confidence kb aata Hy

              Dear Ja sake Ham Sabko Pata Hai confidence ke bahar trading impossible hai aur ham use Waqt Tak Kamyab Nahin ho sakte jab tak Ham confidence Na Ho Ab Sawal aapka yah hai ki confidence Ka Pata Hai To usmein yah hai ki Jab Humko Achcha bonus mil jaaye yah Jab Humko Koi profit Ho Jaaye to Humko confidence Mil Jata Hai Aur is confidence level achieve karne ke liye Jab Hamen koi bhi success hoti hai to automatically Ham motivate Ho Jaate Hain aur isase Kafi encouragement mil jaati hai isliye Ek Chhotisi kamyabi bhi Hamare liye confidence ka boys Ban jaati hai aur Hamare liye bahut fayda ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading main confidence kb aata Hy

                Pakistan Forex Mein achha confidence is Waqt aata hai Ham Jab acchi Si Hamesha trading karte hain aur Hamen Achcha prapt hota hai aur Hamara confidence Is Tarah Se increase hota hai isliye mehnat Karen koshish karen to Achcha Hoga acchi acchi koshish Kaho na very very important hi acchi kamyabi ke liye Khoob koshish karen to yah aapke liye Achcha Hoga koshish karen to yah aapke liye Achcha hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main confidence kb aata Hy

                  Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence Ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex trading mein hamen apne confidence ko improve karke work karna chahie aur Forex mein agar aap kamyab hona chahte hain aur ek ache trader banna chahte to uske liye Forex trading mein hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur Forex mein hamesha sabar ke sath work karna chahie aur Forex trading mein ham jitna zyada apna time invest karenge utna Forex mein hamare learning increase hogi aur hamara confidence bhi improve hoga aur Forex mein ache confident ki wajah se ham jald hi kamyab sakte hain aur Forex trading mein jab ham achi earning aur achi kamyabi hasil kar lete hain tab bhi hamara confidence improve ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main confidence kb aata Hy

                    dear members confidence tradng main us waqt atta hai jab ap trade se profit hasil karne main kamyab ho jate hain our jab jab ap profit hasil karte jate hain ap ko is ka bhot zyada faida pohnchta rehta hai our confidence barhta jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main confidence kb aata Hy

                      Acchi tarah se jab trading ke liye practice ko kiya jata hai aur jab members apne demo account ke alava aur real account per bhi acche se practis karte hain to tabhi members mein confidence ka level bhi jyada ho jata hai aur isi tarah se hi members ko trading ke sath touch mein rahana chahie aur isko sabhi bhi leave nahin karna chahie aur isi tarah se hi waqt ke sath sath members ko achcha experience aur achcha confidence hasil hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main confidence kb aata Hy

                        treading my confidence tb ata ha jb hmara analases best hta ha hmy apni mhynat sy demo acount sy practice karni chahiy apna ap kp hard work krana chahiy zada mhynat kary gy to hmy kuch hasal ho ga varna hmy kuch hasal ni ho ga acha result k liy axha kam karna chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main confidence kb aata Hy

                          Trading Mein confidence Usi Waqt Aata Hai Jab aap accha profit earn karte hain agar aap Pehli Dafa hi Achcha profit earning kar Jaate Hain To aapka trading Mein confidence increase ho jata hai aur Jyada chances Yahi hote hain ki aap next time bhi achcha profit earn karte hain lekin agar aap ko Pehli Dafa loss hota hai to aapko confidence ki Kami Ho Jaati Hai is Baat ko lazmi der Mein Rakhenge profit and loss hone Ki Surat Mein Kabhi Bhi Apne Aap Ko change na Karen Apne knowledge ko increase karne ki koshish karen bahut Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main confidence kb aata Hy

                            Treading mein hum ko confidence tab ata hy jab hum ko loss hota hy jab hum ko es bat ka pata chlta hy ky hum ny kon si mistake kab aur Kiun ki thi jab hum demo account py practice krty hain tu hum ko market ky related information gain ho jati hy hamry analysis strong ho jaty hain hamry experience aur knowledge mein mazeed ezafa ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main confidence kb aata Hy

                              Trading mein confidence hamare knowledge skills our experience ki vajah se aata Hai hamen koshish karni chahie ki Ham positive mind ke sath trading Karen agar aap knowledge or experience ko importance nahin denge to aap ko working ke bad Koi fayda nahin hoga hamen Forex trading mein knowledge kab hi aata Hai jab hamare pass knowledge or experience Ho jab hamen achcha bonus mil jaaye achcha profit Ho jaaye To hamen confidence Mil jata Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X