Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Forex main lalach krna esa ha Jesa Ameer Hote he ghreeb ho jana Kum k ap ko profit aa rha hota ha or ap lalach krte ho k zayda ajae or phr ap bda nuqsan uthate ho so is se bacho and greed k bina trade kro emotions ap ko kamzoor bna dete han and ap ki trade per effect krte han so in se b bcho baki patience tou rkhna pdta ha warna ap kamayab nh ho gae ager ap success full hona chahte ho forex man tb ap ko in sb cheexon se bachna ho ga need to save your self from this .. :)
    TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Meray khayal main forex trading main lalach, emotions aur low patience walay traders is layai kamyab nahi ho saktay hain q keh wo aur be money loss kar saktay hai agar woh sabar say kam na lain
      • #333 Collapse

        G han ya sab disqualities hen trading ma in ma agar koi ak b kisi trader ma ho to us ki trading effect karti ha jis sa us k profit and loss ko effect ho ga.ak acha trader wohi ha jo in sab baton sa apna p ko bchata ha.
        • #334 Collapse

          yes dear definitely forex me wahi trader success get kar sakhta he, jo trader apne emotion , greedy ko control me rakh kar trade kare ga, because forex ek risky business he, trading me success get sirf wahi trader kar sakhta he jo apni greedy and emotion me control rakhe ga, and volume size apni investment ke mutbiq lagae ga.
          • #335 Collapse

            kisi bhi trader ko chahiye ke wo sab se pehle apni emotions per kabo paye or is ke baad apni lalich ko bhi control mein rakhe is se us ke trading mein numayan farak wazeh ho ga jis ki waja se wo forex trading mein success kr paye ga or aik acha profit earn kr sake ga.
             
            • #336 Collapse

              g han forex trading main ain teen cheezon ko madaynazar rakhna chiyay. forex main work aram say karna chiyay. greed nai karna chiyay aur emotion par kabo rakhna chiyay.
              • #337 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pakforex786 پيغام ديکھيے
                Yes sir apnay sahi kaha hai. ye wo tammam feelings hai jo kam ko tabah o barbad kardeti hai. toh in sab say bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai . toh please control your negetive feelings.
                aap nay theek kaha.kush loog sochty hain kay forex main kaam kar kay ik raat main he ameer ho sakty hian but ye possible nahin hai.is main aap kush time spend karo gay or seekho gay to he kaamyaab ho sako gay.greed or emotions ki waja say to loss he hoota hai.
                 
                • #338 Collapse

                  of course, our precious close friend you happen to be definitely appropriate regarding the Foregn currency trading organiaztion. Snetiment, Minimal tolerance, greed do9ng this include the impair of our own Foreign currency trading organization. we should instead ake away this specific for you to good results throughout Currency trading.
                  • #339 Collapse

                    dear frindss hamen forex mai lalach, low patience, emotions or greed in sab chezoon se bachna chahye ji haan ye sab asi khtar naak chezen hain jo insaan ko kbhi bhi kamiyaab nahi hone deti...
                     
                    • #340 Collapse

                      g bilkul ap nay thek kaha hai hum forex mein lalach ki wajah se success nahi hashil kar patay kiu kay hum ek he raat mein ameer bannay ki koshish kartayhain jo kay kise bhe business mei aisa nahi ho sakta hai aur patience se kaam nahi kartay hum .
                      • #341 Collapse

                        han yar ya tu thk kaha jb ap is ka baray me kuch janta ni ho gay tu kam kesa strt kro gy iska liya damo account hai ap us pr kam kr k sekho uska bd yaha kam kro
                        • #342 Collapse

                          Ji ji me app ki baat se agree karti hon ke yaha per emotion greedv aur low patence ki zaroorat nahi hoti ha agar hum ye 3no chezzee rakhte ha to hum khabhi bhi kamyab trader nahi ban sakte ha .....so avoid these things
                           
                          • #343 Collapse

                            forex me laluch or emotion ki bilkul zarorat nahi hai kuch trader forex me laluch ke chakar me greed ka shikar ho jate hain. hume laluch ke bary me sochna hi nai chaiye
                            • #344 Collapse

                              my dear laluch kisi cheez mein kyun na ho laluch mein hameshah loss hi ho ga app koi sa bhi bussiness hi kyun na kar lay agar app laluch kay krey gey to appko 100% us mein loss ho jaey ga forex mein bhi aisa hai agar hum es ko without laluch kay trade karey to ye humein 100% mein se 99% profitable earning de ga his a best and good bussiness
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                ye bat 100% thek hai k jo log apny emotions ko control nahi ker paty hain or greedy o jaty hain un ko is market men trading ker k profit nahi hota hai loss hi khana perta hai is ley pory control se trading kerni chahye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X