Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    g bhai aap na thik bola ha ka agar aap ko kam karna ha to aap ko bohat hard working karni hogi agar aap ko kam karna ha to aap ko demo par bohat bohat practice karni chay kyon ka agar aap ko market ko samjahna ha to aap to hard working karni hogi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,.....................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      g bilkul forex main trading k doran apko apny emotions pe control hona chahihy warna ap kbi b forex main kamyab ni ho sakty bul k har dafa loss uthahin gy is lie jitna possible ho apny ap pe control rakhain ...
      • #1443 Collapse

        forex buseinss main agr kisi ne lalach karna hai to use is main se phr loss ho ga so hamen is main kabi b lalach nahi karna chahye r hamen is mains abar k sath n trading karni chahye nahi to is main bht loss hai ku k ye buseinss bht hi zyda risky buseinss hai........
         
        • #1444 Collapse

          salam vry one .mera khayl my jin baton ka ap ny bola hy in cheezon sy forex my kia ham hr feold my noksan hi ho ga is my to jst hama hard work ki zarorat hoti hy agr ham practise karian to ham zada profit hasil kr sakta hain or loss hona ky chaess bi boht kam hota hain
          • #1445 Collapse

            The doors of Forex are opened for the every one, but the success will not come to the every one, as some traders are the aggressive traders, and some traders are having the low patience, so we can not earn the money with this approach.
            • #1446 Collapse

              Yes yhe sab cheezin jic traders mein hun wo success nhi kar paaty hin trader ko en sab sy bach kr apni working krna cahehy bal k en sb mein sy aik bhe point ko follow nhi krna chahey wo greed hu ya low patient hu ya emotion.
              • #1447 Collapse

                G han ap ne sahi kaha he lekin hum sab me se taqreeban 5 se 10 feesad hi loog kamyabi se trading ker paty hen and baki jo bhi he wo is me loss ker bethty hen and is me in ko hony waly loss ki sab se bari wajha sirf ye hi he k un ko apny jazbat per kabu kerna nai ata he and is k lilawa awo lalach ki wajha se loss kerty hen
                • #1448 Collapse

                  gee han ap ki ye bat bilkul sai hay kayu trading main jo traders emotional ho jaty hain or jin k low patience hoty hain wo trading main successfull nai ho paty hain or wo traders jo greedy ho jaty hain or ziada profiot earn karna chahty hain to wo loss hi karty hain
                   
                  • #1449 Collapse

                    gee jnab forex trading main agr koi trader greedy ho jaye or or ziada profit earn karny main lkaga rahy to ho sakta hay kay usy loss ho jaye or low patience traders bee trading main succcessfull nai hoty hain or ye traders by lucj hi profit earn karty hain
                     
                    • #1450 Collapse

                      g ha bhai jaan ap sai keh rahy hain and main bhe ap ke baat se agree karta hoin k is main hum tab he success hoty hain jab hum in ko avoid karain gy and greed to hamain karni he nai chaye.
                      • #1451 Collapse

                        Yrah bilkul forex main agr ap apny jzbaat pr qaabu nh rakhty tw aisay ap boht bra loss kr leety hain.. or laalach buri blaah hai laalach hunien hr giz nh karni chahye..
                        • #1452 Collapse

                          G han mery bhai ye thek kha app ny Laluch,emotions aur low patians ye tinoo aesii chezain hai jo aik kamyab insan ko bhi nakam krdeti hia lehaza hamien in tino sy bachna chahy agr kamyabi ko pana hoo too...
                          • #1453 Collapse

                            g bhai aisa hi hota hai forex mein ek logon ek andar patience nahi hote aur wo is mien kamiyab nahi ho paate aur is business mein wo log panic hojate hain aur phir apni poori equity lsoe kar jaate hain.
                            • #1454 Collapse

                              g han mere payaar bhai jan ap ne thek kaha forex ma na to lalach k jaga hai or na he us person k jo apni emotions ko he control nhe kar sakht agr ap ne aik acha or sucessful trader bana hai to bhai jan ap ko lalach ko khatam kar k forex pe trading karni chahye or emotions ko bhe control kar k trading karni cheye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Brother yeh jo chewzien appne batayew hain yeh sab forex ko learn karney sw nekaliwngi jitna app forex ko learn karo uthna hi app ka grip mazboot hoga forex par.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X