Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    ji mera bhai jb bhi ap trade kro ghy gtu loss k chances hotahai si liya ap ko is ko soch samja k krna chyeia trading k ek rule ai jb ap isma greed kro ghy tu apkoloss o skty his is liya apko chyeia k ap is ko soch samja k krna chyeia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      Dear friends app ne thek kaha k wo log forex main work nai kar sakty jo forex k bary main bilk zero ha or unko forex trading k bary ma kuch pata na ho.
       
      • #1023 Collapse

        exactly ap theek keh rahay hain forex may loss kerne ki bari waja he yehe sub cheeezain hian. agar ap apne emotions per control karay aur market ko dekh k chalay to acha faida ho sakta hai lakin hum market ko nahe lalach ko dekh k chalty hain tabhe hum mostly loss may jatay hain
        • #1024 Collapse

          aap bikul theek keh rahe hein, greedy nai krni chahye, take wo koi bhi kam specially forex trading mien lalach nai krni chahye, or emotions ko control krna chahye.
          • #1025 Collapse

            yaaar yeh baat sirf is business mein nhn her business mein zaruri hai ager ap mein sabar patience nhn to bht mushkill hai kaam or greedy nhn hona chaye woh or zada nuksaan deh hota hai...
            • #1026 Collapse

              yes i agree with you, lalach to waise hi insan ko tabah karti hy or nuqsan dyti hy kisi bhi kaam hy, or Forex Trading main Emotions apk sab sy bare dushman hain, Emotions ki waja sy ap Trading py fully concentrate nhi katpate jis ki waja sy apko sirf loss hota hy.
              • #1027 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: amjadrehman پيغام ديکھيے
                forex mey emotion low patience or lalchi student ko success nahi milti yahi such hey key jo bi trader in halato mey hey un ko ais business mey kuch bi nahi mil sakta ehy siwaye loss key jin ko bas loss hee ho sakta hey
                ge han dear aap ne bilkul thek bat kahi hai forex k buisness main ye ek bohat he zaroori bat hai k ham kabi b laluch na karan aur hamesha laluch ko avoid karan is buisness sy aur sath emotions ko mukamal tor par control main rakhte huwe sabar aur tahamal k sath kam karan to app ko ak achi kamyabi hasil ho sake gi
                • #1028 Collapse

                  yes ofcourse these things are very important in the forex. greed makes a man greedish so he lost his money in his childish move.a successful trader knows its value so he put greed and emotins step aside so he can concentrate on trading...
                  • #1029 Collapse

                    app ko forex main kam karte hue is sab baato se safe huna ho ga ke app ko is main koi bhi risk nahi lena aur app ko koi bhi emotion main trade ko nahi karna hai aur app ko is main ko bhi kam se kam nafa mile ga app ko is main koi lalach kar ke apni investment ko aur nafe ko zaya nahi karna hai aur app ko kam ko karna hai bus nafe ke liye .
                    • #1030 Collapse

                      yeh ek boht acha forum hai jo log forex mai new hotey hain unkelye bi boht acah hai apka thread bi boht acha hai mai osey like karta hoon jaha tak aapkey thread k jawaab ka taaluk hai so mai abi new hoo mai iskey baarey mai zyad ajaaan ni skaa hoon so mai abi sirf study karta hoon
                      • #1031 Collapse

                        g han forex ma yeh cheezen bot improtant hoti hen jo trader apny emotion ko control kr leta hy wo trade ma sucess ho jata hy or jo emotion ko control ni kr skta wo fail ho jata hy es ly success k ly ap ko en sari cheezon ka khial rukna parta hy
                        • #1032 Collapse

                          Appki baat saahi hay agar hum aisi feeling ko forex trading main involve karen gay to humay kamyabhi nahi ho sakti so humay chahiey keh aisay jazbaat ko forex trading say door he rakhain.
                          • #1033 Collapse

                            yes brother you are right if we need to success in the Forex so we should desist the greed, emotions, and low cards, then we can be writer knowledgeable and seasoned, because all the things which I explain are too hamper for the success,
                            • #1034 Collapse

                              meray khyal main app nay jin cheeson ke bare main bataya hai main un sab say hundard percent agree karta hon greed insan ko hamesha nuksan ke tarf hi le kar jati hai is liye greed se bachna cahiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                humen hamesha paition se kam lena cahiye jazbatiyat main hamesha hi insan aqal istmal karna bhool jata hai jis ki waja se wo trade main hi kya zingi main bhi bhot nuqsan utha ta hain is liye in chisson se bachna cahiye
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X