Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    aik ahm baat yahan py yeh ha k hard working ky baghair kamyabi mumkin nahi ha. forex trading ko proper treky sy kerny k ley boht mehnat ki zaroorat hoti ha jo admi relax ho k ore time k sath sath kerta ha. wakt k sath sath kamybai miltiha
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      jo admi emotional hoty han wo bhi forex trading ko behtar tore py kaam nahi ker sakty. q k emotional hona kisi kaam ko close ker sakta ha. admi faida daikh ker yakdam keo jump lagata ha ore samajta k kamyab ho jaay ga. lakin aisa nahi hota. do work with passage of time for success
         
      • #843 Collapse

        lalchi admi bhi forex trading my loss hi kerta ha. forex trading my admi daikhta ha k bari currency py profit ziada aa raha ha ore lot bari hony ki soorat my profit bhi bara aata ha to admi foran bara profit kamany k ley aisi ghalati ker laita ha. lakin yahee ghalati usy bary loss ki traf dhakail daiti ha
         
        • #844 Collapse

          ji ha aksar ye dekha geya hai ke traders emotional hojate ha ya lalach bharjati hi aur is se wo apna tempo lose krdete hai unko is bat ka khyal akhna chahiye aur relax hokar fresh mind ke sath trading krni chahiye.
          • #845 Collapse

            pakistan forex ma lalach .emotion and low pratic ki koe jaga nhy q ka lalach .or emotional ki waja sa ham apna loss kar daty hy ap ko chayea ka frash mind sa ham kam kary to kam acha profit kar lay gay
            • #846 Collapse

              forex bussiness me trade ko chahiye ke wo live me jab bhi trade kare emotion naho aur nahi jada kamane ki lalach kare kyuke baaz dafa aysaa hota hai ke jada kamane ki lalach account ko loss kar deti hai.
              • #847 Collapse

                han mera bhi yahi manna hai dost aap bhi is me koshish karen ke loss se bachen or greed se jitna ho sakta hai bach ker chalen and emotional kabhi na hon loss ke bad takey is me profits bhi hon or loss se bhi bacha ja sake .
                • #848 Collapse

                  hellow my dear friend. G han dear belkool theek kaha hai apnay humain lallach tn belkool nai kerni chahye. fressh mind kai sth trading kerni chahye. sooch samaj kai faisla kerna chahye. humara 1 galat faisla humain loss ke tarrraf dhakhaill sakta hai dear. soo humain confidence kai sth trading kerni chahye.
                  • #849 Collapse

                    Greed and emotions have no room in forex trading what so ever. One needs to be very very patient and in case of a loss one must not let the emotions over take him and must keep in mind the importance of a stress free mind for successful trading. Greed would also want you to become rich over night. That spoils your target and you don't succeed.
                    • #850 Collapse

                      hanji asi he baat hai and mary sath b yehi masla hai and is ko bath ker ro rai ho saber nai hai mujh may abi yaha posting ker rai hu and udher apny trading account may acha khasa loss ker k bathi hui hu
                      • #851 Collapse

                        my dear friends zaida tar log lalch main a k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan 2 din ki khushi dekh pata hai or umer bhar nuksan yhi misal forex ki hai forex main jald bazi nahi karni chahy na hi laich;;;;;;;;;;;
                         
                        • #852 Collapse

                          gee han yeh aesi komzorian hai jis ki waja se ap kahi bhi aek ache trader nahi ban sakte kun ke is waja se ap ke work karne ki ability kam hojat hai or ap accurate work nahi kar saklte
                          • #853 Collapse

                            jee bilkul janab apnay darust farmaya or wiase bhi lalach buri balaa hai ye insan ko lekay doobti hai or agar kisi banday ko lalach hai to wo dunia maein kabhi kamyab nahi ho sakta or forex aik aisi jaga hai jahan mehnat karni parhti hai to yahan lalchi log ziada time tak nahi ruk sakte,kiu k lalachi insn lalach me akar apnay buhat say faislay kar baithta ha.
                            • #854 Collapse

                              G mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai bilkul forex trading business mein lalach ki koi jaga nahi hai or peteince ki bhi jo bhi lalach karta hai ose loss hop jata hai humein khuly dimag se greed ko door rakh kar trading karni cahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                Ji janab aapki baat theek hy ke jo shakhs bhi yeh saari geelings ke saath kaam karta hy vo success nahi hasil karr sakta hy isi tarah yeh sari feelings bandy ky kaam ko le dobti hyn har shakhs ko dimagh se sooch kar kam karna hoga tabhi vo kamyaab hoga ur acha trader bany ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X