Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    ji ha dosto lalach forex me aese he jese deemak lakri ko kha jati he isi tarah lalach trader ko kha jata he or emotions or patience me abhi app ne ahtiat karni he patience hona kisi bhi buisness me zaroori he or forex me patience ke bagher app kamyaab nahe hosakte hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Ji han blkl sahi bat hai jin traders main patience nahi hota jin ka greedy attitude hota hai..wo trading main successful nahi hote.....her trader ko chahiye k success hasil karne k liye apne attitude main patience layen..greed na karin .....concentration se kam karin haed working karin.....
      • #723 Collapse

        haan ye sach hai jo ache traders hain un main ye cheze nahi hoti un main greedy, emotions, low patience ye sab nahi hota aur wo well trained hote hain apni skill ki base pe wo trading kerte hain.
        • #724 Collapse

          haan mere dost forex trading mae greed, emotions, or low patience ka bilkul koi kaam nhe hae .. agar koi bhi trader in teen chezon main se koi ek bhi apne pass rakhega wo sirf nuqsaan uthaega chahay usne apna kitna he time learning pe lagaya ho..
          • #725 Collapse

            han gee yeh bat thk kahi hy ap ny , greed to is machalt nahi h or na kisi or mamlyy mai chalti hy kiu k greed ej lanat hy or is ma buri chez hy e yai to apko chahye k is m greed karni he nahi chahye
            • #726 Collapse

              dosto ma na to forex per treading sa ya bat sikhi hay ka jo apna emotion or lalach per control nahi karta vo hamasha nuksan uthata hay or successful treader vo ha jo apna emotions or lalach per kabo kar lay
              • #727 Collapse

                Yes brother in my opinion, greed and emotion that is very dangerous in trading in Forex is because we could suffer losses in Forex trading. Therefore, we must be able to control ourselves in the Forex. That's my opinion. Thank you.
                 
                • #728 Collapse

                  ji han bilkul agr forex me ap low patience,lalach aur emotions rakhaingay to trader kbhi kamiyab ni hosakta hai forex me in chezo avoid krnay wala hi kamiyab hota hai q k jb tak ap me patience ni hoga ap jald bazi me galat deceision lai saktay hain aur lalach hoga to ap kisi chez pe concentrate ni kr paingay isilye ye sb avoid krnay wala hi kamiyab hoga warna ni.....
                  • #729 Collapse

                    jee sir forex mai aap k na hi emotions kam aty hain na hi aap yaha lalach kar k earn kar tu sakty hai magar us kay bad aapko bhari loss ka samna karna parh sakta hain is liye in sub se door rahy or sahi kam karay forex mai
                     
                    • #730 Collapse

                      g ha you are right trading main kabhe bhe lalch mat karna and sakoon se tradingko karna and trading ko tab mat karna jab ap ka mood acha na ho ya trading ko dill na kar raha ho ya phir jab ap kissi tension main hoin,,,balkay trading ko fresh and cool mind se karain.
                      • #731 Collapse

                        han na forex busienss 1 aisa palt form ha jahan pe trader ko agar kamyabi hasil krni ha to usko ziada sy zaida practice krna ho gi or is main usko bht sa time spend krna ho ga or sath e khud sy ye wada or rule follow krna ho ga k wo kbi lalch main ni pary ga
                        • #732 Collapse

                          g bilkul agar ye sb cheezain kisi bhi insaan k paas huen tu in cheezooo ki waja sy insan kabhi bhi success hasil nahi kar sakta q k in k existence main insan ko kamyabi nahi balky nakami dekhni parti hy
                          • #733 Collapse

                            i think, i agree with you that people who are greedy and have low patience are never proof them self a good traders at all, because all these factors are not good factors and trader ko kafi loss hota hai in batoo ki wajah sey.
                            • #734 Collapse

                              kisi bhi jagha me kamyabi k liye patience lazmi hy aur forex trade me to 2 hi cheezen jo pesh ati hen loss and profit aur ye 2 trha k logon ko pesh ati hen expert aur learner ko abhijo learning me ho usay loss to hoga hi to aisay me ager hum kahen k ye galat hy to ye nonpatience hy.aur trade per tawajja chorh dena ye emotion hy aur inka sirf loss hi loss hot hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                ji hann jin logon ka focus sirf lalaach ho wo hamesha mehnat say zada shor cut per yaqeen rakhty hoon apny emotions per qaboo na rakhty hoon or apny low Patience ko na control kerty hoon wo tarder kabhi kamiyab nahi ho sakty un k hisy main hamesha nakami hi aye gi...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X