Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

    Dear member's ham ak hi pair pay buy or sell dono ki trade laga saktay hain ismian koe issue nahi ha .issay ye faida hota ha jab apki trade loss main ja rahi hoti ha tu ap opposite trade laga ditay hain tu apka loss kam ho jata ha or baza dafa recover bhi ho jata ha .or sometime aisa bhi ho sakta ha keh apki opposite trade bhi loss main chali jaiy tu khiyal say or soch smj kay ye strategy use karain takeh khud ko us nuqsan say bhi bachain jo apnay kam karnay kay liay laga ha or isko izafi nuqsan bhi bachain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

      Ek hi Waqt mein bye Aur sell kar dena bahut badi bevkufi hoti hai yeah process hedging process kahlata hai lekin is hedging process ko ek specific condition mein istemal kiya Ja sakta hai otherwise hedging process suitable Nahin Hota Kyunki bye ka profit selling ka nuksan ban jata hai aur sell Ka profit bye ka nuksan ban jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
        Eik hinoair main same time buy ki and sell ki trade open kerna ye infact hedging hota hai and ye bhi eik stretegy hai and dear ye allowed hai jab ao ki trade main loss berh jay and ap ne sell liya hua hai to ap usy buy ker k pni trade k loss ko wahin stop ker sakty hain hedging eik useful stretegy hai jid se ap ki trade ka loss mazeed berh nahi pata and ap is se loss bhi sath sath revover kerty jaty hain hedging stretegy adopt kerny main koi harj nahi hai and ye allowed hai ye broker ki traf se hamy best saholat hai k trade ka loss big hony lagy to ao hedging ker sakty hain but sometime ye loss bhi de sakti hai to hedging bhi soch samjh ker ki jay
         
        • #19 Collapse

          Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

          Agar aap ek hi pair Mein bhai aur sell trade Laga Denge to aap koi bhi profito Hasil nahin kar sakte Kyunki vah trade Ek Khas limit ke upar hi Munh karti rahegi aur ismein Jitna aapko profit Hoga utna hi aapko loss Bhi Hoga Nazar aapki baat Ko Main forward Karunga ki Hamen donon kam Ek pair ke upar Nahin karne chahie Agar aapane Achcha prapt Hasil karna hai to aapko Ek chij per hi focus karna hoga yah to aapko buy Lagani Hogi trade ya FIR aapko sell trade Lagani Hogi
           
          • #20 Collapse

            Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

            اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
            Ji haan doston kuch members ka yeah daikha gaya hai k jaab wo trade open karty hain r trade jaab unki loss main chali jati hai tu kafi lopg yeah karty hain k usi pair main ek aur opposite trade open kar lety hain is ko hedging kehte hain jo k allowed ni hoti tu is sy avoid karain.
            Pak Forex form for Agar Ham trading Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ek hi pair per by aur Sal nahin kar sakti agar humne Ek pair per Sel Kiya Hai To Ham bi nahin kar sakte aur agar humne bi Kiya Hai To Ham chaal nahin kar sakte isliye Hamen chahie ki Ham Roj ko follow Karen.
            • #21 Collapse

              Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

              Eik greetings pair fundamental same time purchase ki and sell ki exchange open kerna ye infact supporting hota hai and ye bhi eik stretegy hai and dear ye permitted hai poke ao ki exchange principle misfortune berh jay and ap ne sell liya hua hai to ap usy purchase ker k pni exchange k misfortune ko wahin stop ker sakty hain supporting eik valuable stretegy hai jid se ap ki exchange ka misfortune mazeed berh nahi pata and ap is se misfortune bhi sath revover kerty jaty hain supporting stretegy embrace kerny primary koi harj nahi hai and ye permitted hai ye intermediary ki traf se hamy best saholat hai k exchange ka misfortune large hony lagy to ao supporting ker sakty hain however at some point ye misfortune bhi de sakti hai to supporting bhi soch samjh ker ki jay
              • #22 Collapse

                Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

                اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
                Ji haan doston kuch members ka yeah daikha gaya hai k jaab wo trade open karty hain r trade jaab unki loss main chali jati hai tu kafi lopg yeah karty hain k usi pair main ek aur opposite trade open kar lety hain is ko hedging kehte hain jo k allowed ni hoti tu is sy avoid karain.
                Hello guys aap ki baat bhi Kuchh had Tak theek hai lekin Agar Kisi Forex member ke pass Forex trading se related Achcha experience aur knowledge ho aur uske account mein balance bhi achcha ho to bolo ek hi pair Paar buy aur sell trade kar sakta hai ismein Kisi kism ka koi issue nahin hai aur na hi koi pabandi hai agar hamari ek trade loss Mein Ja Rahi Ho To Hamen dusri trade Uske Makal Laga Deni chahie isase Hamara loss Sath hi Sath recover Hota rahata Hai aur Hamen Jyada loss Nahin Hota
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Ek He pair main buy r sell... Not Allowed

                  Assalam o Alikum,

                  G han ye bat teak h hum jub b forex ma trading krein gy to hum jis b pair prr trading start krein gy to hum ak pair prr buy kr sqty hrin ya sell kr sqty hein dono buy r sell ak sat e kisi b tradi g pair prr nai laga sqty.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X