Aj ka trading signal usdchf currency pr!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ka trading signal usdchf currency pr!
    Dosto is signal pr ap satisfy rah kr 0.05 size pr trading lga skty hai
    Buy usdchf at 0.97400 SL 0.96800 TP 0.97800 TP 0.98200
    90% chances profit k hai aur apna trade size 0.05 sy ziada lga skty hai but yahi best rahy ga
    Do it before other will do!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

    hamy achy or real signal ko achy sy samaj kar is main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main bager paiso ky account bana kar kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
    Last edited by ; 12-05-2020, 11:33 AM.
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
      Dosto is signal pr ap satisfy rah kr 0.05 size pr trading lga skty hai
      Buy usdchf at 0.97400 SL 0.96800 TP 0.97800 TP 0.98200
      90% chances profit k hai aur apna trade size 0.05 sy ziada lga skty hai but yahi best rahy ga
      usd/chf mn tarde aa buht hy asaan hy q ky is mn koi hard news bhy nh hy aur agr ape 0.10 lot choose kiya hota to ae liye bhy achha hota q ky mn bhy usd/chf k baray mn next bullish side mn moveemnt k liy agreed hoon just apko wait krna hoga aur apne kaamposting p dhyaan ena hoga apka tp hit ho jayegaa..
      • #4 Collapse

        Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

        is mein hmai kaam krne ke liye hmain chahiye ke ham ne mehnat se kaam karna hai agar ham ne is mein market mein kaam karna hai to ham kameyab ho sakte hai lekin hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karian aur ache se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain lekin greed nahi karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

          Yes ap me achi unfo share ki ap is time usdchf ko buy ker sakrh hain chf up move main hai and is k elawa ap eruchf ki movement ko bhi dekhen to ye ye up move k liye ready hain and is per is time buy ki trade ki ja sakti hai and jin members k pas abhi acha balance nahinhai to wonis signal per demmo account per trade ker akty hain is se beshak jo profit ya loss hoga wo un ka nhai higa but us se acha experience lazmi mily ga so practice jari rakhi jay
          • #6 Collapse

            Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

            Dear ap ne kis cheez ko daikh ke trading signal diya hai mujhy tu usdchf pe aisa koi buy ka signal nazar nahi aya. Mery khayal se tu market sell mein jaye ge es ki. Kyon ke next resistance hai jo ke price ko reject ker rahi hai bullish mein Jane ko. Aur ap ka tap bhi ap ke stoploss se bahut chota hai. Aisi management se ap loss kro ge apna ap ko risk to reward ratio ko strictly follow karna chahyea.
            • #7 Collapse

              Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

              Pair ke bare mein members ko apne analysis lazmi share karna chahie jaisa ki aapane apna analysis kiya hai isi tarah se hi in ko use karke aur members trading karne mein unko help mil jaati hai aur isi tarah se hua jab trading karte hain to unko fayda ho jata hai har ek member ko chahie ki vah ped ke upar analysis share kar liya karen aur apne experience ke mutabik hi vah form per jab sab share karenge to tabhi unko fayda hoga
              • #8 Collapse

                Re: Aj ka trading signal usdchf currency pr!

                Tere dost aap logon ko bahut hi acchi baat bataiye Mere Dost Ne isliye unko chahie ki Jab Bhi aap Logon Ko market ke bare mein aapko down Pata Chalta hai to aap Logon Ko Bhi chahie kya Tumse doston ke sath share Karen Taki vah log is Baat se fayda Utha sake isliye log ko chahie kya banaa knowledge aur share karna chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  USD / CHF Technical Analysis:

                  Salam dusto! Kese hain ap log Aaj usd / chf market technical analysis ka mutabiq rahi ha kyunki calendar mein koi high impact volume news events nahi hain. SNB Chairman ka taqreer bhi usd / chf ke sellers ke liye kal madadgar sabit ho sakti hai. Abhi bhi US dollar in dino stability gain kar raha hai forex market mein qaim muqam banaye rakhte hue. Kal, yeh largely technical analysis ke sath move hua kyunki uski price action par koi zyada news events ka asar nahi tha. Traders ne chart patterns, trendlines, aur indicators par bharosa kiya dollar ke rukh ka andaza lagane ke liye kyunki fundamental influences kam the. Major economic data ki kami ne dollar ko stabilize hone diya, jo supply aur demand ke darmiyan ek fitri balance ko darshata hai.

                  USD / CHF H1 Chart:

                  Click image for larger version  Name:	Screenshot_2024-11-20-11-04-10-95_0bea77daeacc231008e293164131bafa.jpg Views:	0 Size:	188.7 KB ID:	13203062

                  Aaj US dollar mein kisi khas news events ki kami hai jo puri market ko badal sakti hai. Yeh jari sukoon ne currency ko kaafi stable rakha hai, jise technical analysts ko patterns par adharit price movements ka anuman lagane ke liye mouqa diya bina kisi badi disturbance ke external events se. Main umeed karta hoon ke USD/CHF market 0.8775 ko cross karega. Iske alawa, halat mein tabdeeli ki umeed hai kyun ke kuch ahem economic data points release hone wale hain jo US dollar aur uske related currency pairs par bada asar daal sakte hain. In ahem events mein, US Unemployment Claims report labor market ki sehat par roshni dalne wala hai.
                  Last edited by ; 20-11-2024, 04:15 PM.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X