instaforex main minimum kitnay usd hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    instaforex main minimum kitnay usd hon
    dosto main yah malom karna chahta hon instaforex main kam say kan kitnay dollar hon gay to hum trade kar sakaingay
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

    Forex trading main agar aapke pass minimum $5 bhi hai to aap trading kar sakte hain trading ki ki ine qualities ki vajah se trading day by day pop udhar ho raha hai kyunki trading mein aap bahut hi kam balance ke sath bhi trading kar sakte hain agar aapke pass huge amount nahin hai to aap bahut kam amount se bhi trading kar sakte hain iske liye aapko Koi registration nahin hoti hai usko agar aap working karna chahe to aap bahut kam amount se bhi good working kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

      Iske liye aapko koi pabandi nahin hai aap bahut thode dollar se bhi bahut acchi trading kar sakte hain kyunki ismein Koi pabandi nahin hoti hai agar aapke pass deposit karne ke liye bahut jyada Kam nahin hai to aap bahut kam balance bhi kam kar sakte hain is mein sabse jaruri chij hai ki hamare pass ek accha tajurba hona chahie agar aapke pass ek achcha tajurba hai to aap is mein aasani ke sath kamyab ho sakte hain aur bahut kam balon se bhi achcha munafa Kama sakte hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

        dear g han ap nay qachi bat ko share kia hay agar ham nay agar ham chatay hein k ham withdraw k sat apnay kam ko last tak akrty rahnay ki try kia karein is main ka say kam two dollors to honay he chye is main ham ko apnay kam ko ityat k sat last tak karry ranha ho g .
        • #5 Collapse

          Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

          hamare tread karny k liy sb sy km balnc jo ha vo 50$ to hna lazmi ha jis sy hm km lot k st achi treading kar skaty hy vasy hmy chahiy jb hamara balnc heavy ho jay tb hm ko achy sy treading karnii chahiy
          • #6 Collapse

            Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

            dea main app say yahe kahon gay kay hamray pass jitna acha bonus ho ga utna he hum forex main achii trad kar kay acha profit hasil kr lain gay hamain forex main mahanat karni ho ge pher he hum is main kamyab hon gay forex main hamray pass km say kam 50$ b hon to hum trad kar sakty hain lahza jitna acha capital ho ga utna he hum ismain kamyabi say trad kar laingya
            • #7 Collapse

              Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

              brother meray hisab sy tu minimum 100 doler honay chahiyen wagarna tu 30 sy 40 50 bhi start kr sktay hn koi issu ni hy
              • #8 Collapse

                Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                Forex trading ma ap small investment se bhi start kar saktay hain, instaforex k trading account ma ap k pass 5$ se bhi kisi currency pair pe trading start kar saktay hain lakin small lot size jaisay 0.01 k sath, lakin ashi earning k lye ap k account balance ma kam az kam 100$ hona chaye tab hi ap ashi trading kar saktay hain lakin aik behter planning k sath hi ap ashi trading kar k profit earn kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariqik پيغام ديکھيے
                  dosto main yah malom karna chahta hon instaforex main kam say kan kitnay dollar hon gay to hum trade kar sakaingay
                  Instaforex trading ka business Ek bahut hi accha online profitable business hai aur ham ismein jitni Jyada mehnat aur Lagan ke sath kam Karenge aur ismein jitni Zyada investment Karenge Hamen is se utna hi jyada fayda hoga vaise to aap forex market mein Main 50 dollar ke sath bhi trading start kar sakte ho lekin agar aap forex market ke business se acchi profit Hasil karna chahte ho to aapke account mein kam se kam 200 se 300 dollar ka bonus Hona jaruri hai aur aapke pass forex market ka Achcha experience aur knowledge bhi Hona bahut jaruri hai FIR hi aap forex market Mein acchi trading Karke acchi profit hassil kar sakte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                    Forex trading main apkay balnce ki koe fix limit nahi ha ap kam balnce kay sath bhi trade kar saktay hain or ap ka bonus high ho tab tu ap afcorse trading kar saktay hain .apko chaey keh apka balnce kam ho tu ap mahnat or lagan kay sayh usko brhain apna bonus upgrade karain .agr ap apni pkst ki quality ko barhain gay tu apki acha bonus milay ga
                    • #11 Collapse

                      Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                      Minimum 50$ se trading start kren forex bhut acha online business hy Forex trading m experience ly k trade lgaen
                      • #12 Collapse

                        Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                        Dears friends forrx trading me ham apni trads lagne kelye kuch usd ki zrort hoti hai laikin esmen mixmum usd ki limit nahen hoti ap chahen tu 5 usd se bhi shru kr skte hain hain laikin hamari behtri kelye yani apna account ko save rakhne kelye kuch zyda dollar ka hona zrori hai q ke forex me loss bhi tu hota rehta hai jis hamara account ka balance km hota rehta hai ,tu issi waja se trding ke doran hamare accounts me kuch usd dolr extra hone chahye jise ham apni trading krte rehn agle bouns ke ane tak
                        • #13 Collapse

                          Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                          Instaforex ek trusted or profitable broker hai lekin is main hmein kuch na kuch amount deposit krny ki zarorat hoti hai. Is k liye zarori hai k hum apni real money se invest krein ya phr bonus amount se deposit krwain. Lekin jab tak is main kuch currency available ni hogi hum trade ni kar skty hain. Forex main live market k sath trade krny k liye minimum $50 ap k account main hony chahye or us k bad apko currencies main trade krni chhaye wo bhi small lot size k sath.
                          • #14 Collapse

                            Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                            agar aap apni trading ko successful karna chahte hain to aap ki koshish honi chahie ki aapke account mein maximum dollars Ho Taki aapki profit ratio Jyada Ho Paye agar aap sirf is vajah se apni investment kam rakhte Hain Taki aap nuksan kam ho to yah Baat thek nahin hai agar aapko nuksan kam hoga to aapko fayda bhi kam hoga to behtar hai ki aap apni investment ko badhaen aur full Market ko analyse Karke trade open Karen Taki aapka profit jyada ho jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: instaforex main minimum kitnay usd hon

                              Instaforex mein aap takriban 40 ya 50 US dollars se apni trading aur Apna business start kar sakte ho lekin main yah suggest Karunga ki aap log 40 ya 50 Dollars invest karne ki Bajaye do Hafte posting Karen aur acchi quality ki posting karne ke bad aapko 50 se 60 US dollars aapke account mein mil Jaega aap Unki madad se trading Karen aur Vahi Se Apna profit Hasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X