hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum aik din main kitny dollars kama sakty hai
    hum is mai aik din mai 10 dollars kama sakty hai hamy is main full time kam karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik international karobar hai yqai aik acha karobar hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

    Ham 1 din mein forex trading mein kuchh bhi nahin kar sakte hain agar aap ki aapane karni hai aur Nadu aapki earning acchi hogi aur na aapki learning agar aapane forex trading mein ek kamyab aur successful aur professional trader banna hai to aapane sirf aur sirf apna hokar elearning ki taraf karna hai inshallah FIR aapki ammi abhi automatically increase hogi lekin agar aapane apne mindset ko is chij per accept kar liya aur apne aap ko focus kiya kya aapko sirf aur sirf earning ki jarurat hai aap kabhi kamyab nahin ho sakte to aapane sirf apne aap ko focus karna hai per accident mein learning ki taraf.
    • #3 Collapse

      Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
      hum is mai aik din mai 10 dollars kama sakty hai hamy is main full time kam karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik international karobar hai yqai aik acha karobar hain
      yah to mere khyal mein aapki mehnat per depend karta hai ki aap ismein jitni jyada mehnat karte hain aapko usi hisab se ismein profit Hasil hota hai isliye hamen chahie ki Ham ismein se jyada mehnat ke sath kam Karen kyunki ismein Koi limit nahin hai ki aap daily basis per ismein kitne dollars Kama sakte hain lekin agar aap jyada mehnat ke sath kam karte hain aur aapke pass iska achcha experience hai to aap isase bahut achcha aur jyada profit hasil kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

        Assalamu alaikum my dear friend vah Ham per depend karta hai ki Ham ismein kis tarah se kam kar rahe hain as ma kj knowledge wali bath hn ar as ma koi mistake to nhi hn agr har chz clear ho ge to phr acha profit hasil KR sakta hn as ma hum ghr baith kar bhi kam kar sakte hain huma office Jana ke be zoart nhi hotiii at wo hum pa depend krta hn k hum as ma full time km KR RHA hn ya phr part time jitna zayda time da ga otna acha profit Mila ga
        • #5 Collapse

          Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

          Forex mein earning ki koi limit nahin hai Forex mein earning mehnat per depend karti hai aur Forex hum jitna zyada work karenge Forex main hum utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein achi trading ke liye achi experience our knowledge ki zarurat hoti hai aur Forex main jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main achi trading ke liye ache bonus ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex main jitna ho sake zyada se zyada bonus jama karna chahie Jis se forex main hum achi trading karke achi kamyabi hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

            Iski Koi limit Nahin Hai Ji Ham party paint karta hai ki Ham Kitni mehnat karte hain aur ek Din Mein Kitni bar nahin kar sakte hain Hamen chahie ke yahan maximum trading Karke aur apne account amount Ko Dekhkar trading Kar Ke hi Achcha phone Hai Sar Sar kar sakte hain kamyabi ke liye jaruri hai ki Ham bahut hi mehnat Karen aur acchi amount Apne account mein Rakhe aur Usi amount se market ke Trends ke mutabik Agar kam Karenge to tab hi Ham Kamyab Ho Sakenge Tujhe jaruri hai ki ham training karte waqt Achcha analysis Karen is Bihar monthly acchi Harne kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

              Forex trading business Mein Ham bahut acchi earning kar sakte hain Hamari citrate G per depend karta hai ki Ham Ek Din Mein Kitne dollar earn kar sakte hain Forex trading business 24 ghante open rahata Hai Ham Kisi bhi waqat trading Karya ke profit Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
                hum is mai aik din mai 10 dollars kama sakty hai hamy is main full time kam karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik international karobar hai yqai aik acha karobar hain
                Yah to aap per depend karta hai ki aap kitne sadasya experience rakhte hain aur aapki trading strategies kitne Jyada acchi hain aur aapke pass account capital kitna hai agar aapka account capital Achcha hai aur aap ka jo trading experience hai bhabhi best hai to aap $10 daily ke bahut isliye Kama sakte hain Inka production training Business mein agar aap log Sab Mall lot size ke sath meeting Karenge to aap log daily $10 jo hai woh isliye call kar sakte hain isliye apni Jo trading strategies Hai unko improve Karen apni planner ko Achcha Karen aur Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye aap log Jyada Se Jyada hard work Karen aur Apna profit target achieve Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                  Dear ye khena muskil hay q ke ye bohat sari chezoon per depend karta hay or phir bhi khe nai skte ke kitna profit hoga hee hoga 1 din me ya roz ka confirm nai khe skate hain.
                  Baqi daily ka profit depend kerta hay account balance per skills per humarey experience or humari analyzing per. Sath sath humari entry level per depend kerta hay q ke entry galat time lenegy tab dain me profit mumkin nai us din market against hoi move slow howe tab bhi us din profit nai hoga. Kisi din $3 bhi hosakta hay kisi din $6 bhi or kisi din $1 bhi.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                    Forex Mein earning ki koi limit nahi hai ismein Jitna Marji profit nikala Ja sakta hai yah depend karta hai ki Kitna capital aur Kitna experience rakhte Hain Jitna Achcha experience Hoga capital Hoga market team movement ko isiliye understand Karke Kamyab trading Karke achha profit nikalenge
                    • #11 Collapse

                      Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                      earning ki to koi bi limit nahi hoti hai or ye to ap par hi depend hota hai k ap kitni achi tarah se working karte ho so agar ap achi tarah se hard working karte raho gey to ap ko bohat achi tarah se earning hoti rahe gi is liye ap ko chahiye k ap forex me daily basis par mehant karo or dil laga kar forex me kam karo ta k ap ek ache or kamyab trader ban sako.
                      • #12 Collapse

                        Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                        ap ek din me lakho rupe ki earning kar sakte hain or ye to ap ki working par hi depend karta hai k ap kitni achi tarah se working karte ho so agar ap achi tarah se working karo gey to ap ko bohat achi earning ho gi or forex me earning ki koi bi limit nahi hoti hai k k forex me unlimited earning ki ja sakti hai or ye ap par hi depend hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Churail پيغام ديکھيے
                          hum is mai aik din mai 10 dollars kama sakty hai hamy is main full time kam karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai full time be kam kar sakty hai or hum is main part time be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik international karobar hai yqai aik acha karobar hain
                          Ham Ek Din Mein Kitne dollar Kumar sakte hain lekin yah Ham per depend karta hai ki Ham Ek Din Mein Kitne dollar Kumar sakte hain Hamen kitne log kam Aane chahie Agar Ham acchi knowledge aur acchi maloomat ke sath reading Karenge To Ham Forex trading Mein acche dollar Kama sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                            AP agar Kam ko Dil lga Kar krain tu AP ek din ma 10$ above Kama skty Hain asani se q k ye wo business hai Jes par agar dkha jye tu dollars ki koi limit nhi hai so daily basis per es se ziada Kama sakty Hain bus AP agar Kam ko Kam smjh Kar daily basis per karty rhy tu ek din asa ay ga k ap ek din ma ao 100$bhi Kama sakte hain es business ma koi Bari bat nhi hai es lye Pak forex ko chuta business na smjhy yhe apki life style ko ek dam Change Kar k rkh dy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hum aik din main kitny dollars kama sakty hai

                              agar hum foreex trading maian aachay say kam kurtay hain to hum es main say kafi achi earning gain kur saktay hain hum kafi dollars gain kur saktay hain laykin es kay liyaaay humain es kay baray main acha experience or knowledge gan kurna ho ga es kay bad humain es main achi earning gain ho gi or hum es main kamyab hon gay agar humaray pas es kay baray main acha experience or know;ledge nhi hy to hum es main achay say earning bhi gain nhi kur saktay hain to humain es main achay say pehlay experince or knowledge gain kurna chahiyay or bad main es main hum achay say earning gain kur sakay gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X