Gold bullish next week

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold bullish next week
    Assalam Walekum Mere experience ke according gold ka jo next week mein move Hai maximum opportunities hai ki gold nail bullish h karna hai Jaisa ke H4 time frame Mein price Ne channel Breakout Kiya aur abhi retest Kiya Hai at the level of 1700 aur usse important cheez hai ki 50 day moving average go price Ne abhi test Kiya Hai Jab tak 15 day moving average current level se niche hai so maximum chances hai ki price gold again touch Karega 17504 show upcoming week mein Hamen Gold per bulls score find out karna hai chances NK buyers market ko again 1750 test Karenge
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold bullish next week

    ji aapane bilkul theek kaha agar Ham weekly timeframe ko dekhen to hamare liye bahut hi aasan hoga ki Ham gold ki market ko pidit kar sakte hain ki next week mein uski moment Kya hogi maximum chances hi hai ki next week mein board ki current level se barish hogi aur bhaiya ke pass achcha chance hai ki vah apni friend bhaiya se open karke acchi earning kar sakte hain lekin is Baat ko bhi man mein rakhenge gold maximum time aapko bahut jyada hi dhokha deta hai aur aapki chhota account bhi wash ho jata hai aur aapka Bada kaun bhi bahut jyada trouble mein Chala jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Gold bullish next week

      Gold ki movement k bary me abi koi prediction krna shyd ghlt ho ga, ye aik dangerous pair hy jis me profit acha hy to loss b ziyada hy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Gold bullish next week

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinza128 پيغام ديکھيے
        Assalam Walekum Mere experience ke according gold ka jo next week mein move Hai maximum opportunities hai ki gold nail bullish h karna hai Jaisa ke H4 time frame Mein price Ne channel Breakout Kiya aur abhi retest Kiya Hai at the level of 1700 aur usse important cheez hai ki 50 day moving average go price Ne abhi test Kiya Hai Jab tak 15 day moving average current level se niche hai so maximum chances hai ki price gold again touch Karega 17504 show upcoming week mein Hamen Gold per bulls score find out karna hai chances NK buyers market ko again 1750 test Karenge
        dear friend aapane bahut acche analysis kiye hai lekin main aapko ek baat bata dun ki gold jaise major Pair per kisi bhi kishan ka etbar nahin kiya jata hai kyunki yah aapko kisi bhi time bahut jyada dhokha de sakta hai ya nahin iski movements ke bare mein aapke pass predictions up jaanay ki hogi to yah bahut jyada down a jata hai aur Agar down ki hoti hai to yah upar ko chala jata hai isliye is per mere khyal mein trend ko follow karna hi jyada best hai.
        • #5 Collapse

          Re: Gold bullish next week

          Aapane Achcha analysis Diya Hai gold bahut acchi Tarah move kar raha hai Ham gold Mein acchi trade Laga sakte hain next week gold ki market bullish ho sakti hai Hamen market Mein Soch Samajh Kar trade open karna Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Gold bullish next week

            Divya aaj kal market Mein gold ki moment bahut tej hai aur Chhote traders ko chahie ki vah Gold per Soch Samajh Ke trade lagaen Kyunki Ek Jara Si Galti Hamara pura ka pura account was kar sakti hai aur Hamen Achcha profit bhi de sakti hai ye Hamen acche se analysis Karke Gold per trade Lagane chahie aur gold ka next week are trained Jaisa ki aapane Kaha Qubool Hai Ya Apne acchi ye baat share Ki Hai thank you
            • #7 Collapse

              Re: Gold bullish next week

              Gold major pair Hai ismein market ki movement mostly best Hoti Hai understand karna thoda difficult Hota Hai Sab members ke apne analyses Hote Hain lekin Jyada chance yahi hai ki market ki movement Upar ki taraf next week Jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Gold bullish next week

                agar gold ki market ki bat ki jay to gold par trading karna kafi zayada difficult hota hai is liye ap ko gold par achi tarah se analysis karna hota hai or gold ki news ko bi achi tarah se watch karna hota hai tub hi ap gold par achi tarah se trading kar pate ho or phir ap achi tarah se earning bi kar pate hon is liye ap ko chahiey k ap achi tarah se hard working kiya karo.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold bullish next week

                  gee han dear main yhe kahon ga kay hamin forex main trad say pahay market ko daikhna ho ga pher he hum hamain forex main trad kairn agar hum tukky say trad karain gay to hum forex main loss kar lian gay forex min hamain soch samjh kay or lagn sy kam karna ho ga pher he hum ismain kamyab hon gay forex main gold anay wlay dino main bullish main jay ga umeed hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold bullish next week

                    gold ki market ko achi tarah se zyada se zayada time spend karo or market ko achi tarah se anlaysis karne k bad hi tradign karo tub hi ap ko achi tarah se earning ho pay gi is liye ap ko bi achi tarah se earning karni chahiye or acha kam karna chahiye or jitna zayada ho sake hard working karte rehna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold bullish next week

                      Gold men market ajkal bahot disturb hay agar ham chahty hen kay forex ki market men gold py trading karne to hamen chaye kay ham achi tara say analysis karen kyn kay gold men trading krty time to seniors bhi kabhi kabhi nakam ho jaty hen islye gold risky bahot hay to hamen small lot say kam karna chaye aor care sy kam karna ho ga jab he gold men ham kamyab trade kar saken gay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold bullish next week

                        gold ki market bohat zayada risky hoti hai is liye ap ko chahiye k ap gold ki market ko achi tarah se analysis karo or gold ki market ki achi tarah se learning bi karo tub hi ap gold ki market me achi tarah se trading kar pay ge or ap ko gold me bohat achi earning bi hoti hai or ap life bi achi ho jati hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold bullish next week

                          Aajkal vaise bhi gold upar ki taraf move kar raha hai yani ke bullish candles Ban rahe hain agar Ham week ka hisab dekhen to to pichhle bhi aur usse pichhle week bhi market ki jo average movement thi vah bullish mein thi is tarah se kafi mahinon se market musalsal bullish mein ja rahi hai to is tarah se Ham yah andaza laga sakte hain ki next week bhi market upar ki taraf munh karegi matlab bullish mein jayegi isliye ho sakta hai ki agar Ham by Karen to achcha profit Kama sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold bullish next week

                            Next week ma aysa kia ha jo gold bullsh ho ga please kuch share karen ta keh hamen bhi experience ho is bare main

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X