daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

    Daily basis per Agar market Mein profit nikalna Chahte Hain To fir plan Aisa Hona chahie ki thoda market se profit nikale aur Market ko close kar diya Jaaye Thoda Thoda profit market Mein isliye nikala Ja sakta hai market ko analyses Karen Jab market Mein Koi acche entry milati Hai trade open Karen market profit Mein Jaati Hai Thoda profit nikale close kar de
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

      ji han hamen daily earning Hasil karne ke liye lalach nahin karna chahie balki soch samajh Kar aur imandari Ke sath kam karna chahie hamen greed ko avoid karna chahie hamen apna Daily ka earning target pura karne ke liye big Lot size nahin lagane chahie balki hamesha apne balance ke mutabik kam lot size lagani chahie
      • #18 Collapse

        Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

        kabi bi big lot size ka use nahi karna chahiye balke ap ko hamesha small lot size ka use hi karna chahiye tub hi ap ko faida ho ga or ap achi tarah se trading bi kar pay gey is liye ap ko hamesha small lot size ka hi use karna chahiye or isi tarah se ap bohat achi trading bi kar pay gey or ap ko bohat achi tarah se bohat achi earning bi ho pay gi or pa successful bi ho pao gey.
        • #19 Collapse

          Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadafkhan پيغام ديکھيے
          daily bhot asy new trader b hain jo apna terget pura karne liye big lot use karte hain or asi tara kuch days daily ka terget tu pura kar lete hain par bad main account wash kar dete hain is liye humhain chahiye k hum forex trading main jaaaab b kaaaam kare tu terget set nhe karna hain paksitani rupes main apni earning ko set karna hain jis tara hamara account agar 200$ ka hain tu humhain chahiye k hum big lot use na kare bilke hum daily 600rs b earn kare tu hamare liye bhot hain big lot use karne ki koi need nhe hain humhain chahiye k hum bina lalach k kaam kare gy tu hum kamyab ho skte hain lalachi trader daily ka tergt pura karne k liye apne account ko hamesha k liye wash kar dete hain
          Delhi earning ke target ko pura karne ke liye Hamen Big Lot use Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham Delhi ka target pura karne ke liye Jyada lot size ko use Karenge To Hamara account bhi Vas ho sakta hai target pura karne Ke Chakkar Mein Ham Apna account wash kar baithenge.
          • #20 Collapse

            Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

            G bilkul daily earning krny k lye hmen lot size zyada nhe rkhna chahye balky kam rkhna chahye agr hum lot size big rkhen gy to ho skta ha k market ki situation change ho jay or hmen pta na lgy is trah sy hmen loss ho jay to hmen chahye k zyada k chakr mn lot size zyada na lgayn is sy acount wash hony k zyada chances hoty hn is lye apko chahye k hmesha trade kam lot mn lgayn taky market jb b crash ho to usk crash hony sy hmara acount safe rah sky is lye jo b kam kren sab sy phly usk bary mn senior sy ray zror ly len is trah sy apko kbi b nakami nhe hoge or apko mayos nhe hona pary ga or hmesha mehnat sy apna kam krty rhen
            • #21 Collapse

              Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

              ap ko apne daily basis k targets ko achi tarah se achieve karna chahiye ku k jub tak ap daily basis par apne targets ko achi tarah se achieve nahi karo gey tub tak ap achi tarah se earning nahi kar pao gey is liye hamesha mehnat karte raho or acha kam karte raho or achi quality ka kam kiya karo.
              • #22 Collapse

                Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                hamen badi lot size nahin lagani chahie kyunki agar Ham badi lot size laga lete Hain to Ham hamen bada nuksan ho jata hai isliye apne account ko manage karke hamen chhoti lot size lagani chahie taake ham log rojana ki buniyad per achcha munafa hasil kar sake to isliye is baat ki lalach dil se nikal den ki hamen ek Hi din mein jyada paise kamane Hain jyada lalach se jyada nuksan hota hai kam Lal se kam nuksan hota hai to isliye hamen beshak ka munafa Mile lekin nuksan bhi kam ho
                • #23 Collapse

                  Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                  ager forex trading me daily earning karni ha per to small lot ki trade lagani ha or per us per jo be resutl aye use ko daily apply kary ya per apnay senior say signal laye ya per insta ke website per analysis deky to un ko andaza hoga k trading me loss kam hota ha ager to wo sahe tareqay say trading kare.
                  • #24 Collapse

                    Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                    G bilkul Aram sakoon se etemad ke sath Trade karen to in sha Allah acha profit le sakte hain chakey marne ki jaga nhn ha forex trading thora profit ho lekan har lot pe ho ye na ho ke 10 lots ma se 9 loss ma hn aur aik profit ma us ka kia faida
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                      Forex trading mai kaamyab trading kay liye kabhi bhi apnay account balance ko risk mai nahi daalna chaiye. Traders ko lot size ka bohat khayaal rakhna chaiye kiyu kay traders ko lot size he faida aur nuqsaan daita hai. Lot size rakhna laalach ki wajah say hota hai. Agar apna lot size safe rakha jaey tou ziada behtar rehta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X