daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain
    daily bhot asy new trader b hain jo apna terget pura karne liye big lot use karte hain or asi tara kuch days daily ka terget tu pura kar lete hain par bad main account wash kar dete hain is liye humhain chahiye k hum forex trading main jaaaab b kaaaam kare tu terget set nhe karna hain paksitani rupes main apni earning ko set karna hain jis tara hamara account agar 200$ ka hain tu humhain chahiye k hum big lot use na kare bilke hum daily 600rs b earn kare tu hamare liye bhot hain big lot use karne ki koi need nhe hain humhain chahiye k hum bina lalach k kaam kare gy tu hum kamyab ho skte hain lalachi trader daily ka tergt pura karne k liye apne account ko hamesha k liye wash kar dete hain
    ​Sadaf Khan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

    Daily earning ka target of kabhi bhi complete nahin kar sakte the agar aap Marne ka target pura karne mein Lage to kafi chances hai kya aapka account was ho jaega aur aap bahut badi problem mein ho jaenge to secondary aapane kaha ki iske liye sirf aur sirf aapko bigger lot size ke sath bahut jyada chances hai ki achcha result mil sakta hai aapane mind mein rakhni hai kimaximum chances yahi hai ki bigger lot size ki vajah se aapka account v wash ho sakta hai to aapane apne account ko nahin hone Jana.
    • #3 Collapse

      Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

      Daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain target lazmi rajhen. . Target select karna bohut zarori hota hai. Baqi wo complete ho jaye ya nahi isko end pe dekhna chaheye. Forex trading me target ki bohut ahmeyat hai aur ye hamen lalach jese muzar cheez se door rakhti hai. Aagar hamari koshash ho k hum daily k hisab se target select karen aur wo pora hone pe mazeed trading na karen to is tarah se hamari koshash kamyab ho sakti hai. Aur agar target achive na bhi ho to bhi time mukamal hone pe mazeed trading nahi karni chaheye. Us k elawa weekly target rakhna aur pher us hisab se monthly target rakhna bhi achi baat hai lekin us ko daily target k sath munsalik karna chaheye. Target achieve na hone pe panic nahi hona chaheye bulke sakoon se trading karen.
      • #4 Collapse

        Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

        ji bilkul mere Bhai aapki baat raste Ham logon ko yahan per aata hai Delhi ka target complete karne ke liye big lot ki bilkul bhi jarurat nahin hai agar aap log Jahan per apna Delhi target complete karna chahte hain to aap usmein ahista ahista giroh karke kar sakte hain otherwise agar aapko koi train nahin milati to aap apna target agale din mein bhi complete kar sakte hain agar aapko koi train nahin milati to aap yahan per ismein koi train na Karen isase aapko nuksan ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

          hamy apne amount ky heasb sy lot lagane chahe agar hamare amount kam hai to hamy is mai kam lot lagane chahey agar hamre amount zeyada hain to hamy is mai zeyada lot lagen chahey hamy kam amount par zeyada lot nahe lagane chahey yai aik aam job ke nisbat ache job hai hum gar bath kar is mai kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote
          • #6 Collapse

            Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

            Bilkul thek kaha hai apne Hamen chahie ki Ham ismein Hamesha achi Tarah Se Kam Karen aur Hamen Apna profit ka target achieve karne ke liye zyada lot size ka lalach Nahin Karni chahie Milke Hamen chahie ki Ham market ka simply achi Tarah Se and Vish Karen Agar acchi Tarah Se market analysis Karte Hain To Ham ismein acchi training kar sakte hain aur Hamesha mein kamyabi ho sakte hain to isliye Hamesha se kam Karte Rahana chahie Hamen achi Tarah Se Kam Karenge to yah Mein Kamyab Honge aap aur ham Agar Hamara stronger fundamental analysis Achcha Hoga To Ham isme cheating kar Sakenge aur aaram se Apna profit ka target achieve kar Sakenge to isliye Hamen Kabhi ismein lalach Nahin Karni chahie aur achieve karne ke liye zyada lalach bhi nahin Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

              Main apki baat se agree krta hon k agr him log ye soch rehy hain k him apna daily ka target ko achieve krny k liye big lot ko use krein gy or apna daily ka target pora krein gy tu ap ghalt soch rehy hain Q k aisa krny se apko profit tu shyd hoga lekin apko losses zaror hon gy agr ap chhaty hain k apny target ko safely achieve krein or account ko bhi safe rkhein tu zarori hai k ap log sakoon k sath small lot use krein or trading krein.
              • #8 Collapse

                Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadafkhan پيغام ديکھيے
                daily bhot asy new trader b hain jo apna terget pura karne liye big lot use karte hain or asi tara kuch days daily ka terget tu pura kar lete hain par bad main account wash kar dete hain is liye humhain chahiye k hum forex trading main jaaaab b kaaaam kare tu terget set nhe karna hain paksitani rupes main apni earning ko set karna hain jis tara hamara account agar 200$ ka hain tu humhain chahiye k hum big lot use na kare bilke hum daily 600rs b earn kare tu hamare liye bhot hain big lot use karne ki koi need nhe hain humhain chahiye k hum bina lalach k kaam kare gy tu hum kamyab ho skte hain lalachi trader daily ka tergt pura karne k liye apne account ko hamesha k liye wash kar dete hain
                mere khyal mein hamen daily basis per is business mein profit ka Socha Hi nahin chahie kyunki agar aap daily basis per ek target ke piche jaate Hain to aapko jarur usmein loss hoga kyunki jaruri nahin hai ki market har waqt aapke favour mein jaaye ho sakta hai ki yah aap ko dhoka bhi de aur aap ke against jaaye isliye aise situation se bachne ke liye acche time ka intezar karna bahut jyada jaruri hai aur mauke ki manasibath se Hi trading karni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                  g han dear forex member apki bat bilkul theak ha forex trading main humaen agr kamiyab hona ha or achi earning krni ha daily bases per to humaen chaiya kay forex kay hum trading main apni trade ka lot size big use karen takay humaenacha faida hasil ho ..trding aik asi chez ha jis kay lia humaen both zada mind ki zarorat hoti ha ..
                  • #10 Collapse

                    Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                    kabhi bhi hmain greed nahi karna hai kyon ke agar ham greed karain ge to ham loss karain agar ham greed karain ge to ham achi earning ke liye bare volume lagayen ge aur phir ham earning karain ge is lie hmain pehle mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge to hmain acha knowledge ho ga aur ham jab ache knowledge wale hote hain to ham earn karte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadafkhan پيغام ديکھيے
                      daily bhot asy new trader b hain jo apna terget pura karne liye big lot use karte hain or asi tara kuch days daily ka terget tu pura kar lete hain par bad main account wash kar dete hain is liye humhain chahiye k hum forex trading main jaaaab b kaaaam kare tu terget set nhe karna hain paksitani rupes main apni earning ko set karna hain jis tara hamara account agar 200$ ka hain tu humhain chahiye k hum big lot use na kare bilke hum daily 600rs b earn kare tu hamare liye bhot hain big lot use karne ki koi need nhe hain humhain chahiye k hum bina lalach k kaam kare gy tu hum kamyab ho skte hain lalachi trader daily ka tergt pura karne k liye apne account ko hamesha k liye wash kar dete hain
                      Hamen Forex trading market mein jyada profit Hasil karne Ke Chakkar Mein Aur daily ka profit target pura karne ke liye kabhi bhi Big Lot size use Karke trading Nahin Karni chahie aur Agar Ham Big Lot size use Karke forex market Mein trading Karenge To isase Hamen bahut jyada loss hone ke chances hote hain aur Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen kabhi bhi forex market Mein trading karte waqt Big Lot size use Nahin Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                        Dear friends forex trading man loss say save rahny kaleya haman big lot say save rahna ho ga bhot say trader asy han jo daily ka target pora karny kaleya big lot laga daty han jis say un ko profit ke bajay loss ka samna karna parta ha as leya agar hamray pas account chota ha yane agar hamary pas 300 doller ka account ha to haman 0.30 ke lot laga ka daily kay six doller earn kar kay market say exit ho jana ho ga jis say haman kahi beh loss ni ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                          Forex trading main zyada profit hasil karne ke liye hamen lalach se bachna chahie jiski wajah se Forex trading mein ham big lot size use karte hain jiski wajah se Forex trading mein hamen bahut bada loss ho sakta hai aur is se Forex mein hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye Forex trading mein agar aap kamyab hona chahte hain aur ek ache trader banna chahte hain aur Forex mein achi kamyabi aur acha profit answer karna chahte hain to uske liye forex mein zaroori hai ki Forex mein hum trading mein normal lot size use Karen jismein risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah Forex mein ham acchi trading kar sakte hain aur Forex mein thode thode profit se achi earning bhi hasil kar lete hain aur Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                            Forex trading business Ek Aisa business hai agar Ham is business Mein Jaldi Karenge To Ham kabhi bhi profit Hasil nahin kar Sakenge kabhi bhi Hamen is business Mein Jaldi Nahin Karni chahie Ban Ke Hamen is business Mein planning ke sath kam karna chahie acchi Tarah market Mein planning Karenge to acchi profitable trading kar Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: daily earning ka terget pura krne k liye big lot use nhe karna hain

                              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki humko chahie ki ham Kabhi Bhi Jyada lot size Mein istemal Na Karen aur jo log Jyada lot size sawal karte Hain Jo ismein hamen chitra se kam karte hain vah ismein chitra se nikal sakte hain aur pura karne ke liye limit ko kabhi bhi nahin lagana chahie Jo log lot size Jyada lagate Hain vah apna kahun to watch karvate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X