risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk hmesha apnay account ballance k mutabik len
    dear friends forex trading aik risky business ha is mn achhi earning hasil krnay k liay risk lena prhta ha lekin apko risk apnay account ballance k hisab sa lena chayay ta k agr trade loss mn chali bhi jay to account wash na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

    Ham market Mein account Banakar trading yah posting kar sakte hain Hamen ismein Apne experience ke mutabik risk Lena chahie Hamen Achcha knowledge or experience Hasil karne ke bad hi balance invest Karke trading Karni chahie then Ham profit Hasil kar Sakenge Forex Ko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai yah Ek risky aur Kabhi Khatam na hone wala business hai
    • #3 Collapse

      Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

      bilkul aap ke bad bharosa ham log ko yahan per iska hamesha apne account ki balance ke hisab se Lena chahie jab tak ham log risk apne account ka balance ke hisab se lenge tab tak Ham logon ko yahan per koi bhi pareshani nahin hogi jab Ham chhote kaun sa badlav lagate Hain to bada risk lete hain tab Ham logon ko yahan par bahut pareshan Ho
      • #4 Collapse

        Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

        forex iak acha business haIn ham is main live or sada urdu main baat krty hian hamy best experence or knowledge hasil kr ky is main mehnat sy kam krrna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar akty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty han or ham is main apni mawrzi sy full time be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

          Yes big risks are always dangerious, risk hamesa apny acct k 20 percent of capital k mutabik he lena chahe, agr es sy big risk leyn gy to ap k pass agr 1000 dollar ka b acct ho ga to wo wash ho jae ga, forex ma pehle trade hamesa smallest lot sy open karni chahe, es k bad agr apko profit ho rha hu to tb second trade same lot ki open kar leni chahe,
          • #6 Collapse

            Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

            Is kay leye sab se zaroori hai account ki money management agr hum account ki money management kar kay trading kartay han tu hi hum apne account balance kay mutabik lot size use karain gey aur apne account balance kay mutabik lot size use kar kay trading kartay han tu hi faida hota hai kiok account balance kay mutabik trading kartay han tu is agr loss hota hai tu account wash nahin hota
            • #7 Collapse

              Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

              ji han hamen hamesha apne account balance ko dekhte hue trade karni chahie agar Ham trading mein risk le rahe hain to hamen apne capital ko dekhna chahie ke kis had Tak Ham risk Le sakte hain jyada risk lenge to hamara account pass Ho jaega isliye apne account ko mady nazar rakhte hue risk ley
              • #8 Collapse

                Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                Pak forex forum pay senior members iss baat kay barey mai bohat ziada threads aur posts kertay rehtay hain kay risk nahi laina chaiye. Forex trading mai jo traders apnay account balances kay mutabiq trading kertay hain woh he kaamyab rehtay hain. Trading mai risk sirf uss waqt laina chaiye jabb account balance bohat strong ho uss kay elawa risk laina he nahi chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                  Hamen Apne account ke hisab se risk Lena chahie pher he hum agy bar saky gy Agar Ham risk Nahin Lenge To Ham Aage Nahin bar Sakenge Hamen kamyabi ke tools ko use kar ky kma karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ba sakty hai or market main run kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is man kam karty hai yai aik onlien karobar hain
                  • #10 Collapse

                    Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                    dear friends forex trading aik risky business ha is mn achhi earning hasil krnay k liay risk lena prhta ha lekin apko risk apnay account ballance k hisab sa lena chayay ta k agr trade loss mn chali bhi jay to account wash na ho
                    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar apny account par risk lena hai to hum ko ais market mai apna balance dekh k risk lena chaye aus k baad hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai ais market mai hum agar time lagaty hai to hum ais market mai ye pata cahl jata hai k kitna risk ley gy to hum ko faida ho ga ais market mai hum agar account ko safe rakh k trade lagaty hai to ais market mai hum ko kamyabi mil jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                      ji han my dear friend risk hamesha apne account 12 se mukabala khel Lena chahie Jo log apna hamesha apne account ke mutabik nahin lete bolo kabhi kamyabi hasil nahin kar sakte paap form mein mehnat karne wale log hamesha kamyab rahte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                        han g ap ny tk kaha ha my ap ki baat st agre karta hmy treading apny money management k st karni chahiy zada hmy risq nahi lana chahiy jtna chahy hm risq ly skaty hy par ya hamary liy sai ni hta ha hmy soch samj k treading karni chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                          Ji bilkul theek kaha ap ne maximum traders esi liye trading mein fail Hote haen ke wo risk ko manage nahi kerte. Over risk lainy ki wajah se wo traders apny account ko wash kara laity haen. Traders ko chahyea ke wo apny risk ko hamaisha manage karaen. Aur apny capital ke mutabiq risk laen. Risk kem se kem laen. Mery khayal se 1% ya 2% risk laen maximum. Es se ziyada na laen.
                          • #14 Collapse

                            Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                            Market Mein service karne ke liye Hamen market se train ko samajhna hota hai aur usse sabse pahle usse Sabse Badi Baat yah hoti hai ki Hamen Apne account ko Ho bhi dekhna hota hai ki Hamara account kitna bada hai Hamare account mein maujud balance aaya ki Hamari opentrade ke mutabik hai ya nahin hai aur Jis pair ke andar Ham trade open kar rahe hain Aaya ke vah Hamari trade uske andar spread Jyada To Nahin Hai Tu ine Sab Baton ko Dhyan Mein rakhte Hue trade open Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: risk hmesha apnay account ballance k mutabik len

                              Ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen risk Hamesha Apne account balance ke mutabik hi Lena chahie Agar Hamara account balance Chhota Hai To Hamen risk Jyada Nahin Lena chahie aur Agar Hamara Kaun Bada Hai To Hamen Hona chahie screen acchi baat hai lekin agar aap ka gown Chhota hai to aap kabhi bhi risk Lene Ki Koshish Na Karen bahut Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X