Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2086 Collapse

    g apki bat sahi hai or jo yah sub karty hain tu hmain jald he un ko pta chal jta hai k aysa na tu kuj hota hai or na he forxe main ayse log zeyda der tak tikty nh hain forex trading main humain aysa kuj bhi nahi karna chahye forex trdauing main jo mahnat karta hai osy he es main koi jaga milti hai otherwise aysa kuj nahi hota hai jesa klog smhty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2087 Collapse

      haan jee bhaii ap ny bhot achi baat ke ha ma apke is baat sy bilkul agree krta hu forex aik international online business ha is lago ka bhot zaida experience ha is main logo ny bhot zaida mehnat ke ha hm ksi shorcut sy forex main earning nahe kr sakty
      • #2088 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members hum janty hain k Forex mai trader fail ho jaty hain or hum yeh nahi samajna chahty or follow nahi karty hain k trade kis waja se fail ho jaty hain or jab hum woh mistake apni trading se dor kar dain gay tu hum achy trader ban jaty hain.Jo trader Forex mai Short cut ways se earning karna chahty hai ya karty hain like greed,gambling,without experience se tu woh Forex mai fail ho jaty hain woh apni investment,time & career sub taba kar daity hain.
        Members hum es mistake ko apni trading se khatam kar k achy trader ban sakty hain.
        Share your valuable comments.
        :cool:;):)
        Main aap ki baat se bilkul itefaq karta hon aur mazeed add karna chahta hon ke short cut tu kisi bhi field main insan ki nakami ka muqadar baan deti hai aur forex trading main tu waqee is ki bilkul gunjaish nahi hoti. Jo trader ye sochtay hain ke wo mehez $100 invest kar ke aik week ke andar andar $1000 kama lain ge wo khwabon ki duniya main rehte hain lekin haqeeqat main aisa bohut mushkil hai. Is lie consistency ke sath traders ko is field main agay barhna paray ga aur slowly and gradually apna capital increase karna paray ga.
        • #2089 Collapse

          • #2090 Collapse

            agar hum short cut use karty hway tading karen gay to huamri trading bohat achi ho to sakti hay but thory time kay liey so humay chahiey keh forex trading main short cut use na karen kyun keh ye hamesha kamyab nahi hoty
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #2091 Collapse

              agar hum short cut use karen gay to es trha kay short cut main hum regular earn nahi ka sakty esmain humay agar regular earning gain karni hay to huamy chahiey keh es business ko sahi say seekh kar run karen tab he hum esmain acha earn kar sakty hay
              • #2092 Collapse

                Bilkul g agar hm apni ghltio sy seekhna shuru kr dain aur unka ilm hasil kr lain to hmko zaroor kamyabi ho gi aur jo apko loss ho ap socho ap ny kidr ghlti ki hy phr us ghlti ko ap sahee k dobara na dohrana
                • #2093 Collapse

                  Bro you are right,forex men shortcut se earning krne walon ki waqae koi jaga ni hai.
                  Jo log forex men gambling kerte hain wo log jald hi forex main fail ho ker challe jate hain, wo log forex ko bussines k bajay aik game samajhte hain forex ko jowa samajh kr forex bussines kerte hain lekin forex men aisa kch ni hai.
                  Forex men jahan ham se mistake ho jay hamen chahiye k ham apni mistake ko door karen wo mistake hamare liye forex ka aik sabaq hoti hai, ham apni mistakes ko chor kr forex deseises ko oviod kr k ache trader bn sakte hain.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #2094 Collapse

                    g yeh right bola hay trading main short cuts use krnay waly losing krty hian is laiy kabhy trader ko trading main shortcuts ka use nhy krna hay aor trader ko trading main gambling nhy krna hay trader ko market main experience sy work krna hay aor trader ko forex trading main planing sy aor management sy trade krna hay
                    • #2095 Collapse

                      shot cut ko use karty hain to kam karna kafi sai ho sakta hay humain learning karny say hi achi earning hasil ho sakti hay magr is main long term main market ko use karna humary liye best ho ga kun kay trade main kam karna humary liye asan tab hota hhay jab hum is main low risk main kam karna strat karty hain or sikhty b hain loss km ho ga
                      • #2096 Collapse

                        agar hum forex trading main short cut use kiey bgair karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain dil lga kar trading par focus karna chahiey aur esmain short cut use nahi karna chahiey es waja say humay market main loss ka risk increase ho jata hay
                        • #2097 Collapse

                          yes you are rigth bro.waqi forex my short cut method sy earning krny walo ki koi gajha nahe ,wasy b jo log short cut traqy sy is my earning krty hy wo log jadi he is my loss ho kr is chor daty hn.ye pher koi galat kam ki waja sy in ka account he banned ho jata hy.
                          • #2098 Collapse

                            agar hum short cut use karty huway trading karen agy to hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh es business main money management karnay main he faida hota hay tab he humari trading bohat achi ho sakti hay ye aik bohat acha business hay
                            • #2099 Collapse

                              agar hum short cut use karty huway trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti so humay chahiey keh esmain sahi say focus karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain short cut kisi kisam ka use na karen kyun keh humari trading theak nahi ho sakti aur humay chahiaey keh esmain time daina chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2100 Collapse

                                market main kam karna hay to hard work kar kkay achy say ana ho ga is main short cut method say kam karty hain to market main kam karna kafi helpfull ho sakta hay humain dmeo ko use karna ho ga kun kay demo ko use karty hain to aysa hot hay jis say market main kafi achi eraning hasil ho sakti hay low risk main market ko handle karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X